Market ki unpredicted movement

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ki unpredicted movement
    Kabhi kabhi beghair kisi news kay market mein achanak bahut zayada movement ho jati hai tou aap ko iss qisam ki movement sae bachnay kay lye hamesha choti lot use karain aap zayada lalach mein aa kay bari lot open na karain kyun kay koi pata nahin hota kay mazeed market kitna move karay gi aur aap iss umeed mein bhi na rahain kay ab wapis aye gi balkay trend kay mutabiq trade lagatay jayain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Market Mai ziada tar traders k sath yeh masla Hota hai k jab woh bari lot size Kay sath trade karty hain tu jis trah app nay baat ke hai market Mai unpredictable movement ke waja say phans jatay hain . Iss k liye traders ko chiye ke woh kam lot size k sath trading Karin aur stop loss lazmi use Karin
    • #3 Collapse

      Gee haan bhai humain apni trading ko hamesha safe rakhnay ki koshish karni chahyea aur iss kay lye apni trade kay lye analysis zaroor karain apni trade planning mein hamesha lot size ko chota rakhain aur apnay balance kay hisab sae adjust karain aik sae zayada trade lagain iss tarah market ki unpredicted position bhi aap ko loss nahin dae sakti
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        forex market move karte rahte hain jab yai up hote hain to logo ko profit hota hain or jab yai down hote hain to logo ko loss hota hain hum is mai buy ya sell be kar sakty hain market ke unpredicted movement ke logo par asar parta hain hum is mai investment be kar sakty hain or live trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain

        اب آن لائن

        Working...
        X