when will u realize that u are a looser

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    no forex mein loose aur profit hota rahta hai dono se faeda hota hai aur nuqsan be par es mein aik baat yaad rakhay daily market ku visit karay ap k liye money earn karna easy ho ga aur es mein kaam kartay waqt tention na ley thankful for question
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      jab hum without experience or knowledge forex men kam karte hen to hum feel kar karen gay k humen loss b ho sakta hai so humen proper knowledge or expeirnece lay k trading start karni chaye taa k hum forex se achi earning kar saken or apni life change kar saken
      • #123 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
        Failure that pursues many of the traders or most traders?
        When he realizes that he is a looser ?
        If a permanent failure,
        when he will recognizes that this market is not suitable for his personality?
        Do I have to admit it or stay in this cycle of failure
        Do you agree that in the case of continuing failure, which does not end
        A person must recognize his failure and that he already did not create for such a serious market ..
        ajar ka bhe bhe forex par loss ho ja to ka behe bhe jasa na karen balky bhat ram wa ta haml sa kam la na hahe ya forex trading par kam kar ta raha na cghe ya is leya humko forex par kam kar ta rahna ahahe ya ake bhat ahahe cheas ha ges par log kam kar ta han or is waja sa log is par kam kar na pasand kar ta han or pasa bhe kamana pasand kar ta han
        • #124 Collapse

          g hain g fore xmain hum ko bhut kuch saiknu ko miltu haisn ismain hum ko eanirnag shahl hotu haisn is main humko bhut zaid emahjnuatkenu hotuhaisn
           
          • #125 Collapse

            all this time I always follow what is directed by the forex world's ...* but after a long time I think,, why I did not build my own trading system ??* learn basic forex I guess the right thing to get a consistent profit, as long as we want and do not easily give up,,* we certainly find a way that we need.
            • #126 Collapse

              loss yaha per her kissiko huta hia yani yaha per ju bh tarder kaamkerta hai us ko yaha pe rloss huta hia per apko chaey k yaha per us loss se bhe skehen.,
              • #127 Collapse

                Start me aisa hota tha kio.ke us waqt mujhay forex trading ke raaz nahi maloom thay tu us waqt har bar Los hi hota tha lakin ab Allah ka karam he.
                • #128 Collapse

                  forex mein losser hona acha nhe he forex mein trading krne ke liey trader ke pass acha time hu aur trading mein ache trading krne ke leiy forex mein bhtreen experience lena he aur es mein jb trader acha experience leta he tu kamayb hota he
                  • #129 Collapse

                    mai apki tamam bato se itifaq karta o ke ye market loss deti hai to profit bhi deti hai aur kuch trader start mai emotionaly kam karte hai aur ye insani fitrat hai jab acha kam hota hai to over confidence kam karte hain aur kuch control mai reh kar kam karte hain
                    • #130 Collapse

                      looser and success in dono ka pata hamen us waqat chal raha hota hey jab hum trade kar rahey hotey hain aur jab hum is main achi trha se trade karne mein kamiyab ho jatey hain to phir hum losser nahin rehtey hain.
                       
                      • #131 Collapse

                        aslam o alaikum dear ek trader ko uss waqt pata chal jata hai k wo looser hai jab wo lagatar loose karta jata hai
                        or jab wo ye smjh jata hai k market ko smjhna uss kay bass ki bt nhe
                        • #132 Collapse

                          asslam.o.alikum maine khud ko kabhi bhi loser nahi samjha forex trading main q k ye aik business hai koi profit machine nahi jis sy hum jab aur jitna chahy profit hasil kar sakty hain loss nahi hu sakta so isy maine hamesha business samjh kar kiya hai loss aur profit mil kar business bnaty hain
                          • #133 Collapse

                            Assalam o Alaekum mery pyary bhai jaan, kia haal hain ap ky ? Bhai jaan jb hm har bar invest krain r phr bhi hamain loss hoto hm smjh jain k hm is kaam k qabil nhi hain, jb har bar loss hony lag jay to.
                            • #134 Collapse

                              mere sath ALLAH ka boht karam he abhi tk esa kuch nai hua jiski wja se me khud ko looser manou pr kbhi kbhi hope chali jati he jiski wja se thori disheart hoti hon
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                forex me loss jab boht hota he toh us wakat hamko aksar feel hone lagta he ke ham losser hen forex me or earning nahi kar paayn ge lakin forex work karne se hamko time ke sath sath samaj aati jaati he is lie hamko himmat nahi harni chahie bilkul be nahi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X