Suppot aur rasistance
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Suppot aur rasistance
    Friends jab bhi trade lagain to us ko analyse kerein aur us ka suppot aur rasistance maloom kerein aur apna take profit aur stop loss wahan per set kerein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G dear Support aur resistance bahut eham juzz hai trading main Ap sab se pehle strong support find karen waha pe apni trade lagain aur stop loss us se thora neche rakhen ap
    lakin sab khuch support pe b depend na rakhe ap ka experiance hona bahut zaroori hai is k lye
    • #3 Collapse

      Support and resistance bahot hi ahm level hote hain air ye hamare liye bahot hi use full hote hain agar ham in levels ko mind men rakhte huye trade lete hain to ham bahot hi acha earn kr kr pate hain q k in levels pe ki barre bank aur smart money k order open air close hote hain isliye hamen in levels ko important lena bahot hi zaruri hota hai
      • #4 Collapse

        Bohat say log support and resistance par kam karty hain ye strategy bhi helpful hai agar is ka sae use karna ata ho aur agar ap nay support and resistance level achi tara draw kiye hon ap trade karty waqt support and resistance ko zaroor check karain aur is kay mutabik he trade karain is say ap achi trade kar paen gay.
        • #5 Collapse

          forex trading mien hamain market ko dakhny k lye do option milty hien aik to hamain support milta hai or support k total 3 level hoty hien or esi tarah resistace hota hai or k bee 3 level hoty hien yeh market k buy ya sell jany k chancez batay hien.
          • #6 Collapse

            g apki bat bilkul tkh suport and restense ki bht ahmiat hy is liy jb market ko analys kia jay to sb sy phly hmay suport and restense ko find krna chahy phr baki kam krna chahy ye bht hi imposrtent hy
            • #7 Collapse

              g bilkul app nay teek farmaya hai k humay sab say pehlay market ko achay tareeky say analysis karna chahaye our her tareeky say marekt k us pair ko dhekna chahaye jis pay hum nay entry leni ho to hum kabi maar nai khayengy .our humay chart pay zayda indicator lagany say acha hai k hum support our resistence ko follow karay .to b hum achi trading kar sakty hain our market main achay tareeky say grow kar sakty hain
              • #8 Collapse

                forex mai support or resistance ke bohat ahmeyat hain lakin in ko use karny ky liye hamara knowledge or experience be bohat acha hona chahey pher he hum kamyab hon gy forex aik international business hain yai dunya ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain or yai pakistan mai be legal ho cuka hain or yai kabe be band nahi ho sakta
                • #9 Collapse

                  support aur rsistance forex main sab say ziada strong hoty hain forex markeet main agar app sirf issi chez par focus kar k kam kar laity hain tu app ko kabhi bhe forex loss nahi daiti kun k forex in ki bohut he respect karti hai inn level ki is leay app ko in par ziada say ziada practice karni chahieay ap phi forexx main fail nahi ho saky gay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Suppot aur rasistance

                    suppot or rasistance ki forex main bohat hi zada ehmait hain forex main kamyab hony ky liye in dono ka knowledge or experience hona zarori hain forex aik international business hain yai east west main tezi sy phel raha or pakistan main be legal ho gea hain hum isy apna life time carier be bana sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Suppot aur rasistance

                      Dear forex main trading ky doran our trade open karny sy pehly app ko suports or resistance ka maloom hona boht zrori hai ku ky ager app ko suport our resistence ka pata nhi hai to app ky trade karna mushkil ho sakta hai our app ko apna take profit our stop loss lagna b mushkil ho sakta hai
                      forex main app ko markeet analyises kar ky app ko suports our resistence ka maloom karna biht zrori hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Suppot aur rasistance

                        Trading kay liye trader ki apni trading strategy hoti hay. ager trader ki trading strategy forex trading main price action aur support aur resistance hay to us ko apni entry aur exit kay liye supporat aur resistance ko hi use kerna chahye aur ager koe support ya resistance break ho jay to us ko as a support ya resistance use kerna chahye.

                        اب آن لائن

                        avatar Usmaan
                        avatar supra
                        avatar Irf
                        Working...
                        X