Mobile kay meta trader app main kisi or indicator ko install karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mobile kay meta trader app main kisi or indicator ko install karna
    Dear members mera aik yeh sewal hay kay jisay computer main jab app meta trader ka software used kartien hain us main aap koi be indicators ko install kar saktien hain yah apni merzi ka koi be indecator ko bana saktien hain jab kay mobile main yeh nahin hain kia is main koi method hay jis say hum koi indicator ko install kar saktien hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Sir g main be abi traning lay rah hoon youtube pay diffrerent types of video tatorial ki madad say main yeh baat note ki hay wahan pay maximim kia saray kay saray indicator jo batie jatien hain wo copmuter kay meta tarder kay hotien hay jis say tu aik baat wazah ho jati hay yeh sirf computer main ho sakta hay agar mobile kay hota tu kab ka ajta or un ki video be hum ko youtube pay nazar ajati
    • #3 Collapse

      Dear brother mein mobile per hi trading karta hoon aur mein bhi meta trader 4 ki istemaal kar raha hoon jis mein mein nay aisa koi option note nahin kya jis sae hum khud sae iss mein koi indicator bana sakain ya phir iss mein koi new indicator instal kar sakain
      • #4 Collapse

        Mobile terminal me manual tareeqy se indicators install nahi key ja sakty, PC aur laptop me ham online search kar key kesi be indicator ko install kar key us key signal se faida le sakty hey magar mobile trading PC aur laptop trading se different hay es ley mobile terminal key apny jo indicators hoty hey ham usi key signal par depend kar sakty hey.
        • #5 Collapse

          Gee brother aap nayy theek kaha hai mobile jo meta trader 4 ki aapmuse hoti hai woh PC wali aap sae thori different hai PC wali aap mein indicator download ker kay install bhimker saktay hain aur khud bhi indicator bana saktay hain lakin mobile wali aap mein aisa koi option available nahin hai
          • #6 Collapse

            agar hum mobile py trading akr rahy hain to hum is mai indicators ko install nahi kar sakty hain indictors hamy market mai enter hony mai madad dety hain lakin hamy in par 100% itbar nahi karna chahey q ky hamy loss be ho sakta hain or is loss mai market ka koi qasur nahi hota forex mai hum apny experience ke base py kamyab hoty hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              bhai main indicators use nahi krta hun main trdaing mobile par he karta hun laken main es bary main koi ilm nahi rkhta hun es liye main apko achi trah se guide nahi kar skta hun q k main ny abhi tak mobile main koi bhi indicators instal nahi kiya hai q k indicatrs hmain kbhi bhi 00 oercent result nahi dety hain trdaing main

              اب آن لائن

              Working...
              X