trading sy tang ho jana

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Nhe dear main aap ke bat say agree nhe krta main too trading say happy happy feel krta hu aur dil krta hai trading open krta jaoun aur close krta joun han aap nay teak kaha hai jab trade zeada loss main jati hai too phr trade ko daikh nay ko dil nhe krta
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bhai jaan ap ne acha swal kia hai tarding se se tu koi bhi tang nahi ata hai q k ye tu aik rozy ki tarha hai as se kon tang aiy ga koi apne rozy tang aya hai jo as se ayn gee
       
      • #18 Collapse

        Dear brother success hmesha nakamiyon k bad hi milna shuru hoti hai. Islye agr kisiko start me loss hota hai to usy tang nai hona chaye bal k apne mistakes ko improve kr k dobara try krne chaye. Br br try akher hmen successful trader zaror bnati hai magr apke direction ka durust hona b zrori hai.
        • #19 Collapse

          Kuch Log Yahan Par trading ko accha nahi samajhte hain jaise Woh trading karte hain investment karte hain Agar unko jhapad nuksaan Ho Jaye to ho ya for long time ke liye kaam nahi karte hain Agar wo market ko time de tu bahut kam market ko time the short-term make working karte hain long time mein kaam nahi karte isliye Hame chahiye ke hum market Mein Apni investment Lekar Aaye jitni Jyada me yaha par kaam karne ke liye investment The Karate Hai Hamara working karne ka experience be increased ho jata hai
          • #20 Collapse

            bhai yah aik natural fact hota hai k jub kisi traf se hmain umeed ki koi kiran nahi hotyi hai tu hum os kam se fed up ho jaty hain or aghr forex main bhi loss hota rahy musalsil os k bad har trador he fed up ho jata hai es liye hmain apni tdaing main ayse kbhi sorte hal na ho hmain achi trah ase apni trading main amhnt karni chahye ta k es buisness ko enjoy kar k karen or kbhi tang bhi na hun
            • #21 Collapse

              g haan bhai jaan ham ko as forex fourm se kabhi bhi tang nahi ho na chahiy hai q k ye aik job ki tarha hai aor dosare jobs ki tarha hai aor ham ko as main bioht zyda mihnat karna chahiy hai
               
              • #22 Collapse

                Forex trading se wo he tang hota ha jo learn ke bgair trde krte ha aion ka account wash ho jata ha or aion ko k he profit ni milta ha aias k sath sath jo log learn kr k ate ha or ache trah se dmo pr practice krte ha wo forex s bhot khuah hote ha aion k le forex mazak hotaha
                • #23 Collapse

                  trading aik asa business hay jo boht profit aable hay jab forex main profit ho raha hota hay to forex boht achi lagti hay aur dil krta hay kay banda forex hi kerta rahay. is liye forex boht achi lati hay. lakin jab forex main loss hona shoro hota hay to forex ko chornay ko dil krta hay aur dil ukta jata hay. is liye forex main emotional nhi hona chahye.
                  • #24 Collapse

                    janab mairay khiyal say trading say tanq wohi log atay hain is market main jo is market main continuous loss karwa rahay hain aur new strategies ko nai seekh rahay. unhay chahiyay kai bajaye s market say tang anay kai mazeed mehnt karain aur apni galtiyoun ko dobara na duhraiyn.
                    • #25 Collapse

                      ap ki bat theek hai bahi jb hamen musalsal loss ho raha hota hai to ham tang ajty hn esi soarat me hmen chaiye k kuch din trading choren mind fresh kary or just demo pe prectice kry phr agin live trade kry to faida ho ga .. trading me loss or profit to lazmi juz hn so tention na leya kry
                      • #26 Collapse

                        bhai jan ap ne sahi kaha he ye hakeekat he ke log loss ki waja se tang ate hen lekin yar me to yehi kahun ga ke jo log mihnat bhi karte hen aor chor bhi dete hen unhe chahye ke wo senior bhai se kuch mashwra kar ke trading karen to unhe loss nhe ho sakta
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Forex trading business mein agr mehnat karne k bawjood loss hota hy tu un ko cahaiye k k kise bhi experience trader se trading ki help lain kiok agr ap kise experience trader se sekhen gay forex trading tu ap ko buht ziada faida ho ga aur experience trader se ap ko us k experience ka bhi faida ho ga aur ap knewledge bhi hasil kar saktay han aur learning bhi phr khud bhi demo account par practice kar k trading ki learning karni cahaiye is traha kaamyaab trader ban saktay han

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X