eurusd aor gbpusd trend bulls ma power khatam ho chuki hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    eurusd aor gbpusd trend bulls ma power khatam ho chuki hai
    market ma yeh dono pairs aik range ma move kr rahy hain akbi support py chly jaty hain kabi resistance py ajaty hain zara news ati hai down phr news ati hai up ajaty hain lkn
    in oairs ma ab bulls ki power weak ho chuki hai aor mazeed pullback ky koi chance nazar nhi aa rahy hain ab aj ki move ko dekhen to pound mazeed apni support torny ki koshsish kr raha hai tori bhi hai lkn stay nhi kr ska pull back hua hai lin yeh pin bar bahot jald retrace ho jay gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    aisa lgta nhi hai keun ky bulls bear fight abi over mhi hui hai agr ap macd indicators ko dekhen to equal he hai
    bull bear poer asal ma aik buyers ki aor sellers ki rario ko dekha jata hai jis ma h7men andaza hota hai ky next ma kya hony wala hai abi trump ki waja sy dollar kafi under pressure aay ga aor traders ko is bat ka khasoosi kheyal rakhna ho ga ky ball bounce back ho skti hai
    • #3 Collapse

      off course dear kal nite main main observe ker raha hai EURUSD ko k 1400 level ko break keray lekin easa nahe hoa our abhe wo again 1322 value pay aa geaya hai to mujhy bhe abhe short term trend us ka bearish he lag raha hai our us ka next target previous higher time frame ki support ko retest karey ga
      • #4 Collapse

        forex mai hum eur or usd mai trading karty hain is ka hamy bonus be acha milta hain gbpuse mai be hum kam karty hain but is mai kam karny ky liye hamara knowledge or experience bohat acha hona chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          g apki bat shia hai main apki bat se sehmat krta hun forex trading main kuj pairs main ayse he sort e hal dekhny main ai hai es liye hmain apni trading k liye har pair k trend k bary main achi trah se analyis kar lena chahye os k bad he apni trdaing ka koi faiisla karna chahye ta k hmain loss na ho or hum apni trading ko profitable bna skaen

          اب آن لائن

          Working...
          X