Trading main Tp(take profit) lagana

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main Tp(take profit) lagana
    TAKE PROFIT
    Friends forex traditrading main 2 terms use hoti hain jin ko experience trader maximum use krty hain .belbelkeh amoman wo take profir or stop loss ki term use krty hain
    Aj ham take profit ka baray main bat krain ga ka kahan use krty hain or isbki zrurat q parti hai .
    To dosto take profit traders tab lagaty hain jahan per in ko analysis se work krr ka pata chalta hai ka market is point se reverse ho jay g to take profit pa auto pa trade close ho jae.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading main hamain patience ka muzahira karna chiay.
    Hamain chiay kay ham jab trading karain to hamain take profit limit zaroori lagana chiay.
    Kiun kay market aksar hamari favour main ja kar hamaray against chali jati hai.
    Hamain chiay kay ham trading achay say karain or Fibbonaci extension or retracement dono aik sat laga kar hamain apnay insta forex bonus account per take profit limit zaroori lagana chiay.
    • #3 Collapse

      Take profit option ko me stop loss se be zeyda important tool samjta hon es ki waja ye hay key profit ko agar manage karny ki bat ki jaye to take profit key baghir ham kabi be apny profit ki management nahi kar sakty hey aur apny profit ko without take profit lagaye loss key ley apny trade ko hold par nahi rak sakty hey.
      • #4 Collapse

        yes is main koi shak nai hay k ap nay baat bahut patay ki batai hay ho sakta hay k hamara order hamaray favour main jaye aur kaafi favour main jaye aur us wakt hama markeet na daikh saktay hoon aur acahank markeet ka rukh change ho jaye aur wo dubara wrongside move karay aur hamaray stoplose ko hit kar jaye isi liye hamain har haal main take profit ka lagana kabhi nai bhoolna chaye is say hamain milnay wala profit bhi zaya ho jata hay aur hamain nuksaan ka bhi samna karna parta hay.
        • #5 Collapse

          Well har kisi ka apna apna mind hota ha meray khayal main to take profit lazmi lgana chaheay kyun k har wqt banda market ko nai daikh skta aur bhi kafi kaam hotay hain so jb bhi apka profit aik certain value ko touch krta ha to apki trade take profit k sath close ho jati ha so apko bar bar market daikhnay aur online rehnay ki bhi zarurat nai prti so me yeh samjhta hun k take profit aik bahut acha tool ha aur har trader ko lazmi use krna chaeay
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: 9007 پيغام ديکھيے
            TAKE PROFIT
            Friends forex traditrading main 2 terms use hoti hain jin ko experience trader maximum use krty hain .belbelkeh amoman wo take profir or stop loss ki term use krty hain
            Aj ham take profit ka baray main bat krain ga ka kahan use krty hain or isbki zrurat q parti hai .
            To dosto take profit traders tab lagaty hain jahan per in ko analysis se work krr ka pata chalta hai ka market is point se reverse ho jay g to take profit pa auto pa trade close ho jae.
            achi trading karne ke liye take profit Kafi useful hota hai agar traders take profit Laga current training Kare tho vo coffee for weight gain kar sakte hain Kyunki unko Babar market Kobe watch nahi padna padta
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Agar aap Yahan Par long time kaam karna chahte hain to aapko ispe Sher investment ke against profit Jani ke take profit Laga Na bolya important hota hai Jaise Jaise Aap Yahan Par working to increase Karte Rehte Hain aapka working experience phenocryst ho jata hai aap ko kam karne ka ek achha wala method be Pata lag jata hai kya aapne Kaise kam karna hai aur apne business ko kaise develop karna hai agar aap busy rehte hain
              • #8 Collapse

                jo bhe professional trader forex market main hoty hain wo apni her trade main take profit our stop loss zaror dity hain koin k forex sab say zeada world ka risky business hai our us main app jab tak sl our tp k sath trade nahe krean gay us k hobby nahe bnanean gay tab tak app apna account us main safe nahe ker sagty hain
                • #9 Collapse

                  G Dear Take profit aur stop los ka tool hamare lye bahut eham hai kiun k is se hamara ek target banta hai ek idia hota hai market ka k market is point tak jaigi yaha tak take profit ya stop los kar sakte hain aur sab trador ko khas tor pe stop los to zaroor istmal krna chahiye kiun k isi ka naam he money managment hai
                  • #10 Collapse

                    G han dear ye bohot hi useful tool hai jo k hmen boht acha profit daita hai. Lekin is se theek trhan tab hi faida uthaya ja sakta hai jb is ko theek point pr set kiya jaey. Is k lye hmen deep analysis ki zarort hoti hai k market k kia imkanat hain or kahan tak ja sakti hai. Tab hi hm us point pr entry le k uske end point pr Take profit or mukhalif simat me Stop loss se kar sakty hain.Ye sb good analysis se hi mumkin ho sakta hai.
                    • #11 Collapse

                      humy agar forex main achi khaasi earning karni hai to is k liye zaroori hai k hum take profit ya lose profit ko achy sy learn arna chahye k ye kaha par aur kis waja sy istmaal ya lagaye jaaty hain. thanks
                      Click On Name And Visit My Journal
                      Naseer953 Trading Journal
                      • #12 Collapse

                        loss ko avoid kany ky liye hum take profit ko use karty hain or market mai run kar ky acha bonus hasial karty hain or apne zarorto ko pura karty hain forex aik online business hai hum is mai investment be kar sakty hain or trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          forex trading main take profit ki bhi ahmiyat otni he hai jitni k stop loss ki q k yah hmari trading k boht he aham part hain en k bagir hum apni trading ko kbhi bhi kamyb nahi bna skty hain es liye hmain apni trading main stop loss or take profit ko use karna chahye ta k hmain loss na ho or hmari trading main money mangmnt bhi hoti rahy yah save trading main shamil hotahai
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading main Tp(take profit) lagana

                            Take profit aur stop loss trading mein ehm option han take profit ko laga kar hum apni trade mein profit earn kar saktay han aur take profit market ka analysis kar k lagya jata hy ap market ka analysis kartay han aur js point par market ja sakti hy us par take profit set kar diya jata hy aur market us point par jati hy tu close ho jati hy aur profit hota hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading main Tp(take profit) lagana

                              forex mai hamy take profit ko use kar ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai live trading be kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex aik bohat bara business hain is mai hamara koi boss nahi hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X