Forex ka lia net speed ki ahmiyat
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ka lia net speed ki ahmiyat
    Dear members hum sab ko maloom hai ya online business hai is lia is ka lia net hona bohot zarori hai or speed bi acchi honi chaya kiun k jab ap meta trade 4 open krta hain to agr speed acchi nahi ho tu kafi time lagata gai is lia ap jab trade open krna chata hai tu time lagta hai is lia net ki speed acchi honi chaya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear ham sab yeh jantay hain k forex aik online digital curriencies ka business hay jis main hamain computer aur internet ki zaruat hoti hay is k ilawa is main hamain hamaray knowledge ki zarurat hoti hay agar hamaray pass hamara net bahut slow hay to ham kisi kisam ka koi speed wala kaam nai kar saktay hain hamara koi order jaldi say execute nai ho sakta hay hamain har order ko jari rakhnay k liye bahut wait karna hoga is liye hamain hamaray net ki speed ko zarur check kartay rehna chaye.
    • #3 Collapse

      Forex trading aik online business hai isko start kerny k liye internet ka hona boht zarori hai kionkeh net k begair aap trading nahi ker sakty is k ilawa internet ki speed boht ahmiyat rakhti hai ager net ki speed achi nahi tu net jaldi connect nahi hota,net ki speed jitni ziada fast hogi trading bhi jaldi hogi aur aap disturb nahi hongy.
      • #4 Collapse

        bhai is man bohat havy speed ki zrorat bhi nahi hoti 2G pr to hum kam nahi kr skty hain but speed atni ho k hum ko ak post krny man zuada time na lgy post instent ho jani chaye or mt4 to low speed pr bhi chal jata hai is luy hum mt4 pr easily kam kr skty hain
        Removed by Moderator
        • #5 Collapse

          G dear bilkul online business ky leye net ki speed to zarori hai 3g speed to honi chye ager net slow hobya band ho jae to ap loss bhii kr sakty hai
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Farhan Malik پيغام ديکھيے
            Dear members hum sab ko maloom hai ya online business hai is lia is ka lia net hona bohot zarori hai or speed bi acchi honi chaya kiun k jab ap meta trade 4 open krta hain to agr speed acchi nahi ho tu kafi time lagata gai is lia ap jab trade open krna chata hai tu time lagta hai is lia net ki speed acchi honi chaya
            I want girl poore world mein net ki speed soby packages bahut achchi aa rahi hai hum kisi Gopi use kar k trading kar sakte hain isme Koi issue nahi hai aur ab toh koi issue Raha Bhi Nahi Hai
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Aap ko sabse Pehle Yahan Par for export business ko develop karna chahiye Jitna Jyada aap apne exports ko apni information ko Apne knowledge ko apni skills Koi Yahan Par utilise Karte Hain Phir office ki aap se kam kar sakte hain agar aap ke paas yahan par koi bhi skills Nahi Hai Tu Abhi yaha par kabhi bhi earning nahi kar sakte hain isliye aap apni investment co increase karne ke liye apni skills course Jyada Se Jyada Speed ke sath increased kare
              • #8 Collapse

                Forex trading ek online business hai is k lye internet ki speed bohat important hai. Kabi kabi aesa hota hai k ap trade open karny lagty hain lekin internet na hony ki waja se us time per open nahin ho pati aur ap k analyses k mutabiq open nahin hoti
                • #9 Collapse

                  abhe to dost ager net speed ki baat ki jeay to GSM pay humean 3G our 4G ki speed di ja rahe hai but khcuh companies ka network 3 g k oper bhe work nahe kerta hia our posting main bhe issue ata hia to humeam easa network select ker k kaam kerna chahy jes say humery posting our trading disturb na ho jahan bhe chalay jain un ki working ache ho
                  • #10 Collapse

                    Yes dear net ki speed ka boht acha hona zrori hai taky hmen trading krty hoey koi problem nai ho. Mery khyal se 4G net forex business k lye sb se best hai or 3G b theek chalta hai magr is se km speed waly networks bilkul b theek nai hain. Qk un se hmen trading me masly aty hain order foran place or close nai hoty hain jis se hmen loss ho sakta hai. So...aik risky business k lye good net speed boht hi zarori hai.
                    • #11 Collapse

                      Ager hamary pass net ke speed slow hai to hamy mushkilat asakti aur hamy copy paste ka naila a sakta hai ager hamary pass 500kb per second speed ho to hamy ye mushkilat kabhi ni aye ge
                      • #12 Collapse

                        forex mai hum live trade katy hain or is ky liye internet speed bohat fast hone chahey pher he hum kam ache traha sy trade kar saky gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be kar sakty hain yai bohat sy mumali kmai unique business ban cuka hain or yai pakistan mai be legal ho cuka hain
                        • #13 Collapse

                          G Dear forex trading k lye ek ache net speed be had zarooori hai warna hamara account wash ho sakta hai aur hamen sl ka use b har hal main karna chahiye kiun k ye bahut he important hai hamare lye agar apna account save rakhna hai to warna bahut loss ka samna karna par sakta hai aur jab ap trading karen to apke pas 2 se 3 option maujood hun net k hawale se
                          • #14 Collapse

                            forex trading main net speed ki boht ahiyat hai q k hmari time par trading karny se he hmara faida hota hai q k jub humain apna order lgna hota hai tu net speed fast ho tu hum apni trading ko time par lga ksty hain or aghre net speed kam ho tu market ko hum os time main follow nahi kar paty hain jub hum os main acha profit earn karny k chances bhi hoty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              fored trading aik bht bara business ha so isko chalana ka lia bhti net ki speed bht imprtance rakhti ha.agr net ki speed slow ho gi to chart pori trah sa show ni ho sakan ga.so net ki speed tez hona bht zrori ha trading ka lia.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X