Loss kr k he acha trader banta ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے
    Salam to all my dear fourm members. Jb bhi koi trading ki dunia main ata ha to start main loss hota ha aur meray khayal main loss say he banda lesson hasil krta ha. Start main me nay bhi kafi loss kea tha so ab acha profit mil jata ha. Ap logo ki kia raye ha ic baray
    Lost Forex trading market ka ek important baat hai branded scotch FB trading Karke loss ho to Pune apni mistakes se learn karna chahiye aur Jung traders apni mistakes Elan Karenge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Yahan Par Ek accha trader Wohi banta hai jo market ko working karne ke baad yaad se nuksaan karne ke baad apni mistakes Kozhi Ada Se Zyada removed Kare Jitna Jyada apni mistakes ko Yahan Par remote Karta Hai Isko understand karta hai woh market Mein kaafi Jyada sabtron balance generate kar leta hai market Mein kaam karte hue iski plannings ko Samjhaiye plannings aap ko kam karne ke liye working karne ke liye efforts provide karti hai
      • #18 Collapse

        yes brother app nay bilkul teek kaha hai .forex trading main aaj tak jo b pehlay pehlay aya hai usnay loss he kiya kun k jo new banda forex ka sunta hai to ye forex ko kid game he samj lety hain k bus isko to buy and sell karna hai .uskay baad jab wo loss karta hai our apnay account wash karata hai to pir learning ki taraf ata hai.our dunya main waisay b jis bussiness main jao pehlay aksar insaan ko loss ka samna karna pharta hai uskay badd kahinja k insaan ko kamyabi milti hai our wo profit karna start kar deta hai .lakin humay humay mistakes say b seekhna chahaye k wo ghaltyian jo hum start main karty hain forex trading main un ghaltioon ko hum dubara say repeat na karein
        • #19 Collapse

          Aise baat ni hai ke aap lose ker ke he acha trader bun sakty hai lose to aise waqt me bhi hota jub apka experience bohat ho ku ke Pakistan forex aik online business hai iss me kuch bhi ho sakta hai
          • #20 Collapse

            mien to yeh na kaho ga k hum forex men aa ker jab loss kerty hien to us waqt he hum aik achy trader ban sakty hien mager mien yeh zaror kaho ga k forex mien aa ker jab hum kio mistake kerty hien to hamain us say seekhna chahye or reasons ko talash kerna chahye.
            • #21 Collapse

              G bilkul ye bat apki thk hai los kar ke he sekh pata hai koi asal main shoro main ham apne emotion ko control nahi karte bare bare dream dekhne lag jate hain jiski waja se jiski waja se ham apna los kar bethte hain aur khuch los krwane k bad sabak milta samjhte learn karte hain phir ja k kahi ham acha profit take karne k kabil bante hain
              • #22 Collapse

                Bilkul sahee kaha aap nay forex trading may be be new members hothay hay un ko start may pareshani ka samna karna padhta hay lekin JoonJoo waqat guzarta hay tho knowledge may izafa hota hay our experience be ziada hota hay per kahe jakar profit hotha hay
                • #23 Collapse

                  Jee han agar ap ko loss hota hai to ap ko chahiye kay gabraen nae balky ap mehnat karain aur apni trading ko improvement karain kiyun kay business main to loss hota he hai aur trader acha voe hota hai jo loss kar kay khud main improvement karta hai aur acha trader banta hai.
                  • #24 Collapse

                    forex aik online business hain agar hum kam karty howe koi galti kar dy to hamy loss ho jata hain lakin jab hum next time kam karty howe apne galtiyo py gur karty howe kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or loss ko avoid kar saky gy forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain or trading be kar sakty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss kr k he acha trader banta ha

                      agar humara expereience kam hay to humay market main loss kay chances ziada hoty hay aur apny es loss kay chances ko kam say kam tab he kar sakty hay jab hum esmain apna knowledge enhance kar kay trading karen gay es liye humay chahiye keh knowledge ko ziada say ziada enhance karn aur demo account par trading ko seekhain
                      "The mind is everything, What you think you become"

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X