Forum account banned honay ki reasons kia hai ?????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forum account banned honay ki reasons kia hai ?????
    Dear members journal to app sab jantay hain k humeray account forum pay koin banned hoty hain us ki aik reason to copy paste hai jo k members new hoty hain jen ko nahe pata hota hai un ka account banned hota hai
    second un k hoty hain jo aik ip address k oper aik say zeada account use kerty hain jo system ko cheet kerny ki koshsh kerty hain
    third maen reason ager oper wali koi bhe kaam app nay kerty hian our account banned hota hai to us ki meain reason app ko btaata hoon

    dosto app jo ip bar bar change kerty hain us ki wja say bhe app ka account banned hota hai ye expereince last day mery aik dost nay share kia main khud bhe account last 4 year say same ip pay use ker raha hoon
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bhai jaan main ny bhi 1 month pehly aik account banaya tha jo k banned ho gaya tha us main yahi aya tha k ap ny copy past work kia lekin main ny kabhi bhi aisa kam nahi kia har waqt apny mind sy hi is main post karta hun phir. thanks
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
    • #3 Collapse

      yes @pakpips ap ne thek kaha hai humain forum k rules k mutabic copy paste or ak IP par ak se ziada accounts use nai krny chahye lekn ak account ko different IP par use krna is bary me ziada ilm nai mery pass qk aksar log pakistan me mobile internet use karty hain or jin ki IP almost daily change hoti hai last digits me so is par issue nai hota hoga han ager ap VPN wager se IP change kr k login krengy yahan to shayed ap k liye masla ban sakta hai.
      • #4 Collapse

        dear ham kisi bhi kisam ka business kartay hain ham kahin pay jobs kartay hain to jub ham apny job ya business k rools ko follow nai kartay hain to hamara sara business fail ho jayega aur hamain apni job say nikal dia jayega q k ham un k rools ko follow nai kar rahay hotay hain ham unka nuksaan kar rahay hotay hain isi liye unhone hamain job say nilkaal dia hay same isi tarha say pak forum ka kaam hay jis main jub ham unk rools ko follow karna band kar jatay hain to forum walay hamara account banned kar daitay hain unhain hamara koi fada nai ho raha hota hay ham unka lose karna start kar daitay hain wo bhi hamara account band kar daitay hain.
        • #5 Collapse

          Account banned honi ki ek boht bari waja copy pest hai jo k newbies ko maloom nahi hota or phr wo ye mistake bar bar krte rehte hain or post copy pest krte rehte hain tabhi ja ke unka account banned kiya jata hy aur dosri waja ek IP address pe ek se zada account use krna
          • #6 Collapse

            veri good bhai app nay bohut he achi post share ki hai iss say mujhy bhe aur sab doston ko pata chal jaya k forum ka account banned hoa hai iss leay iss post ko karny say bohut he faida hoa main bhe jab say forum join kia hai aik he ip say kar raha houn aur aj tak mera koi bhe account block nahi hoa kun k main nay kabhi cheat nahi kia iman dari k sath kam kia hai jab sy forum join kia hai.
            • #7 Collapse

              lot size minimum lga ky aik he trade py big profit withdraw krny sy apko account bann ka samna hota hai dear members apko maloom hona chye ky apko trading start krny sy pehly market ka rules ka maloom hona chye ji lig rules ko follow nhi krty hain unko loss aor block account ki waja sy oreshani uthana parti hai so dear members ma apko yehi advise kro ga ky withdrawal rules ko follow krty huy ken aor account ma maximum time ky leay trade open rakhn
              • #8 Collapse

                Jahan tak account bann honay ki reasons hain wo ap nay bta di hain normally sb ki pta ha copy paste say account bann ho jata ha lekin aik ip wali jo ap bat kr rahay ho yeh har koi nai janta. Asal main jb aik banda fair tareeqay say fourm pay kaam krta ha to uska account kbi bhi bann nai hota jb bhi ap kisi tareeqay say system ko cheat krnay ki koshish krain gay to system apki ghalti pakr lay ga aur apka account ban ho jaye ga. So mobile pay account ha to usko mobile pay login kr k kaam krain agr PC pay ha to PC pay use krain bar bar ghair zaruri IP change nai krain gay to kbi apka account ban nai ho ga.
                • #9 Collapse

                  Nice brother ap ne bahut hi achi information share ki hai. Mery khayal mein bhi yahi reason hain. Aur kuch axplain kerny ko bacha hi nahi hai. Sab se ziyada jo account ban hoye hain wo copy paste per hoye hain.
                  • #10 Collapse

                    Account banned hona ke multiple reasons hain jin main se ek reason ye hai ke agar aap multiple IP address pe apna account login kroge to usko as a spam activity main count kia ja sakta hai and aap same IP pe agar ek se ziada accounts ko login karoge to wo bhi as a cheating activity main shaamil hota hai jis ki waja se account banned ho sakta hai and ek aur baat copy pasting the forum material ye bhi ek reason hai jo is main shaamil hojata hai.
                    • #11 Collapse

                      Forex main account banned isi wja say logoun k ho rahy hain our kafi members preshann hain k un ko sammjh nahe aa rahe hai k un k sath kia ho ra hai dosto main to account kafi month say use ker rahi hoon mery pass iak he sim connection hae our usi k oper main instaforex ka our forum ka account log in ker k kaam ker rahi hoon mera to theek chal raha hhai withdraw bhe kafi lay chuki hon
                      • #12 Collapse

                        very good bhai ap ne boht hi achi information share ki hai or boht hi kaam ki baat batae hai har koi do kamon se to bach jae ga aik copypaste or aik hi ip par do account ye bat har dost k zehan me b hoti hogi lekin ye new bat kisi k b zehan me nh hogi k bar bar ip change karne se b nuqsan ho sakta hai
                        • #13 Collapse

                          thanks brother app nay achi information share ki hai .jis say new members ko fayeda hoga our sab logo ko account block honay ka reason b pata chal gaya hoga .humay 1 to is baat ka b khyal karna chahaye k hum jo post kar rahay hain kia uski spelling sab teek hai ya nai .hum bus speed say typing karty ja rahay hotay hain jis ki waja say adday say zayda hamara post ghalt he hota hai so is baat ka b khas khyal rakhna chahaye is say hamara account kuch had tak kafi safe rahay ga our dusri baat ye k humay copy paste say bachna chahaye .
                          • #14 Collapse

                            Banned hony ke bohat sary reason hoty hai ager Pakistan forex foram ke role mutabik chal ge to apka account kabhi bhi banned ni ho ager ap role toro ge apka account ni bachy ga ager apko such me Pakistan forex ko join karna hai pehly aap demo account use karo tabhi aap kamyaab hi sakty
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forum ko practice ky liye use kiya jata hain agar hum forum mai kam karty howe is ky rules ko follow nahi kary gy kam karty howe dosro ke copy pasts kary gy posts ka reply 2 lino sy km kary gy ya aik pc py 2 3 account attach kary gy to hamy is traha kam karny sy hamy loss hota hain or hamare sare mahnet zaya ho jate hain lakin is loss mai market ka koi qasur nahi hota

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X