Forex k liye digress nhi experience chahiye hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex k liye digress nhi experience chahiye hota hai
    Hamare kch aise dost bhi forex ko join kr kete hain job n ke pass bahot achi digress hoti hain aur wo forex ko join krte hi trading start kr llete hain jo k bahot hi galat hai
    Wo smajhte hain k shaid wo apni digress ki waja se forex men easily kamyab ho pate hain but aisa hargiz nhi hai forex trading k liue digress ki nhi balke forex trading k liue aik achay experience ki zarurat hoti hai then hi koi trader iss men kamyab ho pata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Pakistan forex apko kisse degree ke zrort ni hote iss ke lye chahye apko mehnat aur experience ager apka experience acha ho ga to ap kamyaab ho ge warna apko lose ho ga
    • #3 Collapse

      g bilkul, forex trading main degree itni aham nahi jitna kay experience count hota ha, Experience hasil karney key liye aap demo account pey practice hasil kr saktey hain.....
      • #4 Collapse

        G Hn Dosto forex trading ma agr to ap chaty hy k ap success ho to es k ly zroori hy k ap ps Acha experience or acha knowledge ho kiun k yhe cheez hy jo ap ko Forex trading ma bra trader bna skti hy lkin agr ap k ps forex trading k bry ma Acha knowledge or experience ni hy to ap es ma success ni ho skty hy
        • #5 Collapse

          g hna bhai apki bat shai hai forex trading main jub hum trading karty hain tu hmary liye koi degree mattr nahi karti hai trading main expiernce mattr karta hai mtalb yah hai k hum apny expiernce ki base par he trading main kamyb ho skty hain es lite hmain chahye k hum apni trading ko achi trah se leran karen os k bad apni trading karen q k yahi hmai kamyabhi ka raz hota hai
          • #6 Collapse

            g han is business main zarori nahi kay agre apkay pas ziada taleem ha.to apko forex ko sekhnay ki zaroret nahi hay.is business main earning kay liya forex trading kay baray main knowledge ka hona zarori hota ha.tab hi ap is business main acha earn ker sakty hai.is business main buhat say trader is tarha kay bi hai.jin kay pas ziada taleem nahi ha.mager unkay pas forex trading kay baray main acha knowledge ha.or wo is business main kamiyab trader ben gay hai.or is business main acha earn ker rahay hai..
            • #7 Collapse

              forex man buhut educated loog log in kerty han but profit earn nae ker patay. forex man profit earning k liye trader k pas knowledge hi nae bulkay time investment ki zarurat hoti ha ju trader ku profit earn kerwati ha.
              • #8 Collapse

                Forex par dear ham ko digree ki kam zarort hutai hi par as say zeadha hamry pass as kay bary ma zeadha sa zeadha knowledge huna lazmi ha ager hamry pass kam knowledge hi to ham ko caheya ham as par awor zeadha sa zeadha mahnat kary awor acha trader ban saky
                • #9 Collapse

                  bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum ko degree nhi bulka hum ko experience ka lot of zarorat ha laken ager hamara pass experience nhi ha to per hum ko achi earning nhi hoge so hum ko lot of experience hasil karna chaheya .............
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex k liye digress nhi experience chahiye hota hai

                    forex mai kam karny ky liye hamara experience best than best hona chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex mai hum live trading be kar sakty hain or hum is mai investment kar ky be acha profit gain kar sakty hain yai aik real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex k liye digress nhi experience chahiye hota hai

                      forex main agr kam karty hain to is main humain koi degree ki nai h balkay humain is main experience ki zrort hoti hay agr to humain is main ziada high risk main kam karny main kafi achi leraning hasil ho sakti hay is kay sath sath humain apni learning ko acha karna ho ga is kay sath sath huamin demo ka use karna ho ga ta kay experince ko acha krna kafi helpfull ho sakay
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex k liye digress nhi experience chahiye hota hai

                        Han g yah bat theak hai k forex k lai ksi degree ki zaroorat nahe hoty bas agr zaroorat hoty hai to wo bas skill and experience ki hoty hai. yani jaisy jaisy ham forex ko time daity hai to us se yah hota hai k hamra forex main confidence barh jata hai jiss se ham forex main achy order place karna shoro kar daity hai per iak bat hai k agr hamary english bahter ho gy to ham forex k bary main different news ko understand kar sakain gy or forex main bahter perform kar skain gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex k liye digress nhi experience chahiye hota hai

                          forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakt hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain is mai hum 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain agar hum is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy loss o jy ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex k liye digress nhi experience chahiye hota hai

                            As-Salaam-Alaikum dear friends Forex trading karne ke liye Kisi degree ki Zaroorat Nahin Hoti e iske liye Forex caknowledge aur experience sabse zyada zaroori hai Hi Agar Hai Agar Apke Pas achha experience hai hi to aap hardworking Karke a Din Raat mehnat Karke achha profit Hasil kar sakte hain experience ke bagair kabhi bhi kam Kamyab Nahin ho sakte Forex ke liye degree Nahin sabse am knowledge aur experience aur yada Se zyada mehnat Karni chahiye pir triding Karke achha profit Haasil kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex k liye digress nhi experience chahiye hota hai

                              forex aik world wide business hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain forex aik aa business ke nisbat bohat acha business hain is mai hamara koi boss nahi hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X