First trade ki ehmeyat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    First trade ki ehmeyat
    Traders ki first trade ko me bahot hi zeyda ehmeyat deta hon es ki waja ye hoti hay key profit aur loss hamary first trade se hi start hota hay, traders ko kabi be first trade me zeyda lot size lagany ki ghalti nahi karni chaye, agar market ko samjna ho to first trade ko bahot zeyda ehmeyat deni chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well dear aa mme bahot hi achi baat ki hai hamari first trade hamare liyr bahot hi important hoti hai jab hamari first trade profit men challi jati hai to then ham easlea second trade men apne profit ko stoploss bna kr ppooray conference k sath trade kr rhe hote hain k ye trade agar hamari profit men na bhi jay gi to hamara loss nhi hoga balke hamara profit hi zai hoga isliye hamen koshish krni chahiye k hamen apni pehli trade ko important lena chahiye
    • #3 Collapse

      Aik new member k lye first trade lagana bohat he ehmyat ka hamil hota aur ku aap sari month apny mehnat ke hote hai aur aap apni sari mehnat aik mint jany ni do iss lye apko sari experience use karni ho ge taky apko profit ho
      • #4 Collapse

        First trade ki meri nazar main bohat ahmyat hy kiyun ke ap ko complete trade ka andaza ho jata hy or phr ap market ke hisab kitab se trade kar sakte hain aur achi khasi kamai kar sakte hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          bhai forex trading main first or second trade infact har trade ki boht ahmiyat hoti hai sub trador k liye or mera khyal hai k hmain apni trading ko hmaisah he aik trah se ahmiyat deni chahye q k hmain jub loss hota hai tu hmary liye so loss ko cover karny main bhi kafi mushkil hoti hai es liye hmain apni trading koi ahtyat k sath karna chahye or es k liye best yahi hota hai k hum apni trading main lot soze kam rakh akr trdaing karen

          اب آن لائن

          Working...
          X