3 important point.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    3 important point.
    Dear forum members msin yeh bataba chahta hon keh ager koi trader in teen buniadi batoon ka khial rakhy to woh kamyab ho sakta hey aor apni trade ko profitable bana sakta hey woh teen point yeh hain.
    Indicator
    Money manegment
    Emotions.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Good dear aapki baat darust hai agar ham apni trading men indicators pe depends krna chor den aur money management se kaam len to ham kafi had tak trading men kamyab ho sakte hain
    Tradingen kamyabi k liye hamara apne emotions pe control ka hona bhi bahot hi zaruri hota hai aur ham tab hi kamyab ho pate hain hamen koshish krni chahiye k ham jitna mumkin ho sake apni trading ko kamyab krne ki koshish kren
    • #3 Collapse

      Dear cheezain tu trading mai boht c hain jin pe kam kiya ja skta hai msla ye nhn hai masla sirf ye hai k in cheezon pe amal kon kare karna tu hum ko he hai lekin hum mehnat nhn karna chahte hum dhondte hain shortcut jo k both he ghlt bat hai lehaza hum ko mehat k sath he kam karna hoga ttab he hum faida haisl karain gain...
      • #4 Collapse

        Ge bilkul apki baat se agree karta ho ager hum monay management indicator emotional in 3no ko cover karty hai to double profit kama sakty ho iss me aik cheez aham hai wo hai emotional ko Cantrol karna ager aap emotional ko Cantrol karna sekh lo ge to aap kabhi nakam ni ho ge
        • #5 Collapse

          Wah g wah ap ne bahut hi zaberdast information share ki hain. Ager in per hum haqeeqat mein practicaly amal kerein to hum 80% tak profit mein ja sakty hain. Achy indicator ka istama seekh lein. Mony management seekh lein aur apny emotions ko control ker lein.
          • #6 Collapse

            G Hn Dosto forex trading ma kuch aisi cheezy hoti hy jin ka agr aik trader khyal rkhy ga to wo zroor kamyab ho ga aik trader apny emition py control rkhy apni money management ko set kry Tak k os k account wash na ho or sbr sy km ly lalch na kry or endicator ko khyal ma rkh k trading kry
            • #7 Collapse

              g han bhai apn ny sahi kaha hai ye 3 points buhat hi zaroori agar hum forex main kamyab huna chahty hain. aur koi newbie ko sub sy zyada is baat ko zehn main rakhna chahye k wo forex main sabar sy kaam kary. thanks
              Click On Name And Visit My Journal
              Naseer953 Trading Journal
              • #8 Collapse

                bhai apki bat emetions or money mangemnt tak tu thek hai k hum en par achi trading kar skty hain jis k liye hmain apny emotions par control rakhna chahye or money mangmnt k sath trading karni chahye ta k hmain loss na ho laken bhai hmain indicators par apni tradin ko jari nahi rkahni chahye q k hmain indictaors kbhi bhi so fesad reulst nahi dety hain
                • #9 Collapse

                  Ap ki bt tk ha pr Na abi learning kr rahi ho q ky ma new ho ous jb mujy experience ho jata ha business my to he ma tread krow g is leay mujy abi practice ki boht zarort ha or jb ma is ka knowledge hasil kr low gi to ak achi trade bn Sako gi
                  • #10 Collapse

                    Re: 3 important point.

                    forex mai kamyab hony ky liye hamy apne learning ko best banana chahey hamy market ka achy sy tajzai ly kar kam karna chahey forex aik real business hain hamy lalach or emotions ko qabn mai rahk kar is mai kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy
                    • #11 Collapse

                      Re: 3 important point.

                      jab b hum market main kam karty hain to is main kuch baton ka khyal kar kay kam karna hota hay jis kay bad hi hum is main kuch earn kar sakty hain jaisy kay humani money ko manage kar kay kam karna ho ga is main active ho kar kay achy say trade main ana ho ga or humain indicators ko kabhi nai ignore karna ho ga or emotions ko kabo kar kay kam karna ho ga
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #12 Collapse

                        Re: 3 important point.

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Dilse9212 پيغام ديکھيے
                        Dear forum members msin yeh bataba chahta hon keh ager koi trader in teen buniadi batoon ka khial rakhy to woh kamyab ho sakta hey aor apni trade ko profitable bana sakta hey woh teen point yeh hain.
                        Indicator
                        Money manegment
                        Emotions.
                        Hamein chahiye Ke Jab Bhi trading karen to proper plan ke sath trading Karen trading karte hue kabhi bhi Bina plan ke trade na Karen analysis Karke trading Karen Jitna ho sakta hai learning Karen hardworking Karke trading Karen
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: 3 important point.

                          Yes brother ap na buhut hi achi baat samjayi ha agar in teen baton ka hum hyal rakengy to hum apny trade ko profitable bna sakty ha es k saat saat humain apny ap ko lalich sa bachana hoga our tora sa wait karna hoga market ma entry ka thanks very much
                          • #14 Collapse

                            Re: 3 important point.

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Dilse9212 پيغام ديکھيے
                            Dear forum members msin yeh bataba chahta hon keh ager koi trader in teen buniadi batoon ka khial rakhy to woh kamyab ho sakta hey aor apni trade ko profitable bana sakta hey woh teen point yeh hain.
                            Indicator
                            Money manegment
                            Emotions.
                            Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aap ne Kafi acche Baat start Ki Hai Lekin isme do. Tu Mujhe Achche Lage Hain lekin Teesri ke bare mein Main Kahoon Gar ki agar aap indicators to use Karen trade Karenge to aap Jyada accha profit Arun kar sakte hain Kyunki indicator ko samajhna bahut jyada Mushkil hota hai aur kabhi kabhi indicators se jo result Aap Ko Milta Hai. Wrong bhi Hota Hai Baki emotion par control Kare Forex trading Mein kamyabi Nahin Mil sakti
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: 3 important point.

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
                              jab b hum market main kam karty hain to is main kuch baton ka khyal kar kay kam karna hota hay jis kay bad hi hum is main kuch earn kar sakty hain jaisy kay humani money ko manage kar kay kam karna ho ga is main active ho kar kay achy say trade main ana ho ga or humain indicators ko kabhi nai ignore karna ho ga or emotions ko kabo kar kay kam karna ho ga
                              Assalamualaikum Ji Bhai aap ne Kafi achi baat hai Forex member se share Ki Hai Jis se bahut Sare member score information Mili Hai Koi junior usko bhi ja bahut sari help provide karegi aise hi helpful post Hoti Hai Joker Forex main members ke liye Ustad sabit Hoti Hai Shukriya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X