CONFIDENT hone ke baad bhi darna sahi hai ya galat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    thora thora dar toh hamko hamesha hi rahta he kiu ke ham forex me trade toh karte hen or analysis bhe karte hen lakin ham apne analysis ko yh nahi kah skate ke yh 100% he or me apni trade ko profit me karoon ga istrah hamko confidence bhe pura hota he lakin phir bhe ham dar rahe hote hen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      g nai ap ko kisis bhi sorat e haal may nai darna hy k jaise ye k agar hum kisi kam may dar sakte hian tou hum us kam may kabi kamyab nai ho sakte hian keep smiling and keep working hard
       
      • #258 Collapse

        Brother forex trading aik risky business hai is mein kisi b wqt kuch b ho sakta hai , is leye better yeh he hai k aap secure rahe hamesha , per confident ho ker trading kerni chaiye ,kabi fear nai kerna chaiye ,kyun k dar ki waja se hamesha galti he hoti hai ,is leye hume khud per itmad ker k or proper money management se trading kerni chaiye.
        • #259 Collapse

          mery khayal mein agar app confident ho toh dar nai lgta magar phir b kuch logon ko loss phobia ho jata ha toh yeh app ki trading ko mutasir kr skta ha app ko beghair dray tasli sy trading krni chahiye takay app apny work pr darr sy ziada dehan dy payin.
          • #260 Collapse

            darna nahi chahiye aik trade ko laganey k bad jis taraf us ney jana hai usey janey dia karian .is sey ap ko ya to faida hoga ya phir loss.
            • #261 Collapse

              nahi jab aap confident hote hai to aapko darna nahi hai aapko pata haiki aapko profit milne hi wala hai to aapko kabhi darna nahi hai aapko jitana bhi earn karna hai aap kar ksata haiye bahut hi easy hota hai jab ap trade karna jante hai
              • #262 Collapse

                no agar ap es mein confidence se kaam karay tu ap achi kashi money earn karsaktay hain aur trading karty waqt fear hona lazmi hai tab he ap es mein easily money earn karsaktay hain thankful for question
                • #263 Collapse

                  Dear brother ager ap ka pass confident ho to pir app ko kam sa darr na nae chaya kue ka jab ap ki confident level uper ho to is ka matlb hy ka pa ko apni kam pa full command hy jis sa ap ka kam acha ho jata hy
                  • #264 Collapse

                    dear ayse ha k forex aik risky kam ha es k alawa koi b duniya ma kam le le to us ma loss ka darr hota ha.aur jin logo k pass theek experience ha unhe preshan nhe hona chahye.aur achi se trade krne chahye kiyu k experience he success ki chabi hoti ha. jitna dil khol kar trade ki jay utna he acha rehta ha trader......
                    • #265 Collapse

                      Dear ap ka question acha ha to dear jb ap ma confidence ha aro Forex Pakistan ma knowlage be ha to phir ap ko dar ka as ma work krna ke zororta nahi as leya ka confidence hona ka bawajod drna nahi chayia bulka easily as ma work krna chayia.
                      • #266 Collapse

                        jb ap k pas experinceho ga apko practice ah ato darny ki kya need ha is main apko har cheez ka pta ah to daar kaisa ap neh sunh ahop ga k Daar k agy Jeat ha
                        • #267 Collapse

                          mery to khayal main forex main khali confident hona hi kafi nhi hai aur bhi bht kuch hota hai is main aur ye hai k agr ap is main kam krty hain to ap ko learning krni gi aur agr ap k pass learning hai aur ye confident hai k ap ko pta ho k market kidr jay gi to lazmi hai k ap confident kud hi ho jay gy
                          • #268 Collapse

                            Bhai ap theek kh rhay ho esa hi hota hai zyada tr ye cheez newbies k sath unki 1st trade pr zyada tr dekhnay ko milti hai.lakin mere khyal say hmay is dar ko demo account mai hi nikal dena chahiye or uska best treeka ye hai k demo account ko real account smj kr trading kray.is trha hum loss say btchnay ki poori koshish kray gay.or ye cheez hmaray liye real account mai kafi faidaymand sabit ho skti hai.
                            https://t.me/pump_upp
                            • #269 Collapse

                              We should use Forex very careful with confidence . . Then you can earn much income in less time . . Without care you can be face in loss and you can be frustrated in Forex . .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                ji Jinab Bohat hi Achaw Sawal Pucha Hai Apne IS Post Se Bohat Se Logo Ko Un kay NAmaloom sawalaat kay JAwab Mil GAye Hogay OR Mere Khayal MAin forex trading me sab se phele experience or phir usky bad confident sab se zada zarori hy or agar dono cheezen ho tou darna bekar hy ap ko apna experience use akrna chahiye.....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X