CONFIDENT hone ke baad bhi darna sahi hai ya galat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    confidant hony ky bad dar to ni lagna chahiy agr to dar lag ta hy to confidante ni ho ga phir to confidant or exprince hony bad darny ki koi zarora t ni hy loss or profit to business ka hisa hy par ap ko darny ki koi zarorat ni honi chahiy,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Ye aik business hai....aur business main profit k sath loss bhi hota hai... ache skills aur experience k bad bhi darna natural hai coz loss ka factor hamesha business main hota hai... aur ye sahi bhi hai coz ap zyada carefully apna kam karte hain jis se ap loss k risk ko kum kar sakte hain....
      • #63 Collapse

        agar hmare pas forex ke bare me complete knowledge or experiance ho to hm mea kbi kisi chez ka dar nai hota q k hme pata hota he hm easily es pea work karsaktea hai but agr phr bhi aap ko dar lge to es sea aap ka nuqsan bhi ni hai q k aap dare ge to aap apnea work ko buht sanbhal sanbhl kar karo ge jis sea may be aap ko loss na ho
        • #64 Collapse

          dear confidence is very good for you in forex trading but market observation, analysing of market movement is necessary to know the market trend because over confidence can become too much harmful for you.
          • #65 Collapse

            Confident k bd dar ka kya tasawwur????? Confidence main chiz hai agr apke pas ye hai to ap zrur apne confidence ki wja se kamyab hojaoge q k confident bh wh log hote hn jn k pas kam ki puri knowledge ho jo kam wo kar rh ho uske bare me or confident hone k bd ap k andar kam k hwale se koi dar nh rehta.
            • #66 Collapse

              Dear brother agar dar tab lagta ha jab confidence nahi hota aur jis logo kay pas confidence jota ha vo un ko dar nahi ku kay confidence experience kay sath ata ha
               
              • #67 Collapse

                I think that confidence is very important in our daily especially in Forex trading confidence is very important we can't deny from the importance confidence in Forex trading. If a trader is confident he must not afraid as much as a newbie is but Forex is a risky business in which some element of fair includes.
                • #68 Collapse

                  Bhai jan i think k yeh pr app depend krta han k agr app confident ho or us k bawajood app trade man Risk feel krrahy han to i think k yeh app k apny analysis, experience or knowledge pr depend krta han but jahan tak mera khayal k bad man aisa nai hona chahey ham ko easily work krna chahey.
                  • #69 Collapse

                    Assalam o Alaikum Bro Mein Apko Sirf yay Batana Chahta Hon K Agr Apkay Pas Confidence Hai To Apko Kis Bat Ka Darna Ap Koi Ghalat Kam Nahi Krahay Ho Jis Say DArna Chahya Ap 1 Acha Buisness Krahe Ho Jis Say Apko FAida Bhi Hoga Aur Nuqsan Bhi Usi Ko Dekh Kr Hoga . Nuqsan Us Sorat Mein Hoga Jab Apki Skills achi Na Hon Ap Practice K Lye Demo Account Bhi Use Krsakta Ho.
                    • #70 Collapse

                      janab humain confident hony k bad darna nahi chhaiye kun k hum ye achi terha say janty hain k humari achi practice hai humara experience or knowledge bhi achi hai humari skill power bhi best hai or hum aik achi trad ker sakty hain to phir dar kaisa but ye nahi k over confident ho k sab kam kharab ker liya or loss main chaly gaye humain mohtata rahna chahiye or faisla soch ker kern achhaiye.
                      • #71 Collapse

                        gi ha janab forex treading asa kam ha ka jis ma kuch bhi kabhi bhi ho saktha ha is liya bohet mohtat reh a zaro ri ha ku ka is ma experience or knowledge ka hona ka bavajod app ko nuksan ho jata ha
                         
                        • #72 Collapse

                          Assalam o Alaikum.. Well this is natural brother jahan aapki investment lagi ho or profit or loss k 50% 50% chances hon wahan darr to lagta hy but i will suggest k aise time pe darr ko zyada se zyada avoid kerna chahye or traders ko confident rehna chahye..
                          • #73 Collapse

                            ji han dear ye natural hai ek acha kam karne wala full confident hone k bad bhi koi decision lene se pehle 10 bar us pe sochta hai ise he confident kehte hain or jis ki bat ap kar rahe hain k confident hone k bad bhi darna nahi chahye to wo log over confidendt hote hain jo soche samjhe bagair faisle karte hain
                            • #74 Collapse

                              gi ha janab forex treading asa kam ha ka jis ma kuch bhi kabhi bhi ho saktha ha is liya bohet mohtat reh a zaro ri ha ku ka is ma experience or knowledge ka hona ka bavajod app ko nuksan ho jata ha
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                dear forex main app k pass ager forex k related koi experience ya confidance ha to us ka apko ghalt use nai karna chahiye balkay app ko us ka thek istamal karna chahye jis ka ap ko faida be ho sakay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X