Gold ki fast movement ki attraction newbies k liye!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ki fast movement ki attraction newbies k liye!
    ap sab jantay hain gold ki movement bohat fast hoti ha newbies ko gold ki trading se avoid karna chiaye
    me samjhti hoon newbies yahan se loss kartay hain k wo gold ki fast movement se attract hojatay hain
    unko ye samaj hoti k currencies pe slow profit jab k gold barri cheez ha humay fast movement pe zyada profit hoga ye baat nuksan dey hoti ha newbies then achi learning aur earning dono nahi kar patay hamesha newbies ko currencies ko samjhna chaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aap ki baat bukal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k jab be kohi newbee demo account main prectice k bad real account main trade k laya aatay hain tu pher wo fast moveing pair ki taraf attrect hotay hain kyun k fast moving pair per earning bhot jaldi hoti hay jab kohi newbee iss tarha k pair per trade start kartay hain tu thoti si mistak sa bhot zayada lose ho jata
    • #3 Collapse

      forex ke market move karte rahte hain yab yai low hote hain to logo ko loss hota hain or jab yai up hote hain to logo ko profit milta hain forex aik online or big business hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain
      • #4 Collapse

        Ap ney theek kaha hey gold ki movement fast hoti hey jiski wajhan se new trader isko ziada profit kamany ki gherz se pasend kerty hain. New members ko chaey gold ki nisbat currencies main trading kerni chaey. Currencies main movement slow hey leken phir bhi more than 50 pips hoti hey. Ager currency pair main trading ki jaey to woh bhi acha profit dey jati hy.
        • #5 Collapse

          yes dear ap nay theek kaha hay k jo hamaray seniors hain unhain he gold ka sahi experience hay hamaray newbies ko is baat say bilkul he avoid karna chaye jub unka experience is kadar ho jaye k wo gold ko samjh saktay hain to unhain zarur is pay kaam kar laina chaye ap k mashwaray k mutabik ham unhain rok nai rahay hain balk unhain guid kar rahay hain k gold ki trading sab say ziada mushkil hay is ki fast movement say unhain lose ho sakta hay agay unki marzi jaisay wo chayen.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Gold ki fast movement ki attraction newbies k liye!

            gold main kam karna kafi risky hota hay is main ye hota hay kabhi ups and down hoti hay kbhi profit hota hay or kabhi loss hoata hay humain active ho kar kam karna ho ga jis ki help say market mmain stay karna humary liye asan ho sakay kun kay new comer market main kafi loss kar baithay hain jab wo gold main trade karty hain

            اب آن لائن

            Working...
            X