Trading gold par karni chaheay ya currencies par?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading gold par karni chaheay ya currencies par?
    Assalamualaikum dear senior members aap log forex trading may kafi senior's hay our hum jasy junior members aap say buhut rehnumaai hasil kartay hay plz bathaaen k trading gold par karni chaheay ya currencies par
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jo bhi new trader hain unhe kabhi bhi gold par trading nai karni cahiay starm main kiu k gold kafi riski pair hay aur is par trade kare k liay humain kafi experiance ki zarorat hoti hay tab ja kar hum is main trade kar pate hainnis liay new trader k best hay k wo currancy pairs par trade karain take save aur profitable trade kar sakain
    • #3 Collapse

      Trading hmesha currency pairs par karni chahiye jo regular trader hain aur jo newbies hai khas tor par unko chahiye kay ap currency pairs par trade karain kiyun kay gold risky pair hai is par trading na karain jo experts hain wohi is par trade kar sakty haij new traders kay liye gold ko analyse karna mushkil hota hai is liye gold par trading say avoid karna chahiye.
      • #4 Collapse

        Jesa kay sab janty hain kay gold aik risky pair hai is liye newbies aur baqi traders ko bhi is par trading karny kay liye avoide karwaya jata hai jahan tak currency ki bat hai currency tamam traders kay liye best hai is kay analyais karna easy hai is liye ham sab ko chahiye gold ki bjay currency pairs par trade karain.
        • #5 Collapse

          Brother trading ap gold per kerain ya currencies per donon key liey exprience chaey. Kuch member kehty hain gold per trading nhen kerni charh per nain kehta hon kerni chary. Sirf ap gold ki movement ko analysis kerain aor demo per sirf gold per practice kerain jeb apko ismain khaterkhawa tajerba ho jaey to phir gold main trading kerain keon keh is main movement kafi hoti hey aor ziada profit kmaya ja sakta hy.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
            Assalamualaikum dear senior members aap log forex trading may kafi senior's hay our hum jasy junior members aap say buhut rehnumaai hasil kartay hay plz bathaaen k trading gold par karni chaheay ya currencies par
            Mere Khayalon Mein Toh trading currency pairs pe Karni chahiye UK commodities whey Gold me too movement sabse Jyada fast hoti hai aur gold Main Aur Bhi bahut busy se hota hai isliye currency pairs pair trading Karni chahiye
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Trading gold par karni chaheay ya currencies par?

              agar hamara forex mai kam karny ka knowledge or experience bohat acha hain hain ot hamy market ky rules ko follow karty howe gold mai trading karne chahey is mai kam karny ka hamy bonus be acha milta hain or agar hum forex mai new hain to hamy usd euro mai trading karne chahey q ky is mai loss ky chance km hoty hain
              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
              • #8 Collapse

                Re: Trading gold par karni chaheay ya currencies par?

                Bahi agr to humra account capital zayda hy to hum gold par b trade kar sakty hain agr capital kam hy aur gold ki move ka Pata nai hy to phr hum ko best ya he hy k currency par karin.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading gold par karni chaheay ya currencies par?

                  Ye apki knowledge aur experience per depend karta hai ke apka experience zyada gold par hai ya currency pe aap isse hissab se trading karo ager apky pas acha knowledge nahi to aap pehly demo account use kary jo apko har pair ko trade karna sikha de ga aur aap kamyaabi se phir trade kar pao ge
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading gold par karni chaheay ya currencies par?

                    Forex trading business mein agr tu ap new trader han tu phr ap ko gold par trading nhi karni cahaiye new trader ko serf currency pair par trading karni cahaiye kiok gold par trading k liye knewledge aur experience ki zaroorat hoti hy aur new trader ko knewledge aur experience kam hota hy is liye loss ho sakta hy is liye new trader ko gold par trading karne ki bajye currency pair par trading karni cahaiye
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading gold par karni chaheay ya currencies par?

                      forex maui currency py trading karty hain or ache earning hasial karty hain gold mai trading karna bohat risky hota hain is mai kam karny ky liye hamara knowledge or experience be bohat acha hona chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex east wast mai bohat taze sy phal raha hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X