Slow movement me kbi b trade na lgain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Slow movement me kbi b trade na lgain.

    Ji han forex trading markets lo main kabhi bhi hamen trade open nahin karni chahie kyunki ke kis bhi waqt market ki moment mein change aa sakti hai agar Ham acche trader Hain to hamen sabar karna padega apni trading mein aur acchi trade per hi trade karna padegi agar Ham sport and resistance ko samjhaie support and resistance ke breakout tradeline to Ham achcha profit bana sakte hain na main koshish yah karni chahie ke Ham acchi entry heat rate den agar hamare Koi trade nuksan deti hai to hamen emotional nahin hona chahie to koshish mein karni chahie ki apni chaudhari mein stock last roj roj Karen staff last se hamen jyada nuksan nahin hota agar hamari Koi trade was maybe chali jaaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Slow movement me kbi b trade na lgain.

      Slow movmant mein kabi bi trada nhi lagtay aap ki baat bilkul theek hai forex main aap ko slow movmant par trada nhi lgna chaiy agar aap lgay gay tu aap ko loss bi ho sakta hai aap ko market ki jab movmant achi lgay tab aap ko trade lgna chaiy tab aap achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai
      • #18 Collapse

        Re: Slow movement me kbi b trade na lgain.

        Dear member aap Logon Ne bilkul theek kaha ki Hamen slow movement Mein Kabhi Bhi trading Nahin Karni chahie trading Hamen Soch Samajh Kar Phool aur fresh mind ke sath Karni chahie trading karne se pahle Hamen chahie ki ham log market analysis Karle market ko samajh mein Uske bad trading Karen Iske alava Hamen chahie ki Ham Jammu account ko use Karen uske upar practice Karen real account Ki Tarah tab jakar ham log professional trader Ban sakte hain aur acchi se acchi trade Laga Ke bahut Achcha prapt Hasil kar sakte hain Kamyab ho sakte hain
        • #19 Collapse

          Re: Slow movement me kbi b trade na lgain.

          ji han forex trading mein jawab market kimat acchi hoti hai to hamen forex trading mein trade karke acchi kam ja psle kar sakte hain to hamen koshish karna chahie kya regular main Tere practice par focus Karen hamara jitna achcha experience hoga hamen acchi milegi
          • #20 Collapse

            Re: Slow movement me kbi b trade na lgain.

            AssalamuAlaikum umeed ha k sab forex members thek thak hn ge . Hamesha slow movement me trade na lgaen es ka maksad ye ha k jab market me slow movement ho rhi hoti ha tab aksar o beshtar okat loss he hota ha es lye jab movement slow ho to trade lganey sy guraiz kren
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Slow movement me kbi b trade na lgain.

              ji han bilkul hamen koshish karne chahie ki Ham slow movement mein kabhi bhi trade Na lagaen balki use currency pair per hamesha trade laga jiski movement normal Ho Taki Ham jaldi achcha benefit Hasil kar len isliye hamen chahie ki ham jyada slow movement main bhi trade na lagaen aur jiski jyada movement hoti hai use per bhi trade jyada na lagaen jiski normal movement Ho usi per hi hamesha trade lagaen Ham achcha profit Hasil kar len jisse hamen kamyabi mil jaaye

              اب آن لائن

              Working...
              X