Losses due to multiple indicators
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Losses due to multiple indicators
    Dear Brothers aksar trader ko hum losses kartien dekhtien hain q kay wo aik indicators say koi achi strategy nahin banatien bulkay kay wo yeh samajtien hain kay wo multiple indicators ko used kar kay profit hasil kar saktien mugar wo loss kar bethtien hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aap ki baat theck hay agar aap zyada jaga par kam karien gain tu aap aik jaga focus nahin kar saktien jis say app ko loss ka samna kar saktien is lay aik acha indecator ko used kar kay acha profit hasil kar saktien hain
    • #3 Collapse

      Ham kei dafa aik hi pair per trade kerny ky liay bhi kei indicators use kerty hain jin ki waja sy ham confused trading kerty hain ky her indicator alehda alehda indications provide ker rsha hota hai aur confused trading main hamesha mistskes hoti hain aur loss ho jata hai
      • #4 Collapse

        dear brotherapp nay bilkul teek kaha hai forex trading main jitny b new log atay hain wo ye samjty hain k wo indicators k through trading kar sakengy jab k ayesa kuch ba nai hai forex ko properly learn karna hoga our indicator say acha hai app bus simple nacked chart pay support resistence pay trading kiya karo to app acha profit is say b kama sakty hain our confuse b nai hongy
        • #5 Collapse

          Re: Losses due to multiple indicators

          forex mai indicators hamy market mai enter hony mai madad dety hain lakin hamy is par 100% itbar nahi karna chahey q ky hamy loss ho jy ga lakin is mai market mai koi qasur nahi hota hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe analysis ko use karty howe kam karna chahey
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Losses due to multiple indicators

            Dear ap na buhut achi bat ki taraf tawwuju dilayi ha aksar mery sat bi aisa hi hota ha jis ki waja sa loss ka samna karna parta ha es sa bachny k leye humain chaheye k hum strpng analysis kary us ka baad koi trade open kary

            اب آن لائن

            Working...
            X