Learning aur expernice me kesi kisam ka compromising nahi karna chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning aur expernice me kesi kisam ka compromising nahi karna chaye
    Forex business me traders ko learning aur trading ka expernice hasil karny me kesi be kisam ki compromising (samjota) nahi karna chaye, achi learning aur acha expernice traders key trading result ko behtar se bethar bana sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
    Forex business me traders ko learning aur trading ka expernice hasil karny me kesi be kisam ki compromising (samjota) nahi karna chaye, achi learning aur acha expernice traders key trading result ko behtar se bethar bana sakta hay.
    Yeh Baat aapne bilkul theek hai nahi traders ko kabhi bhi learning or experience pe compromise nahi karna chahiye computer learning or experience trader ke success ke liye bahut jyada Jaroori hoti hai
    • #3 Collapse

      G jnb buht achi bat ki hy ap ny hmy apni trading me proper schedule k sath kam krna chahye aur learning k lye no compromise policy apnaien. Agr hm apna learning aur experience proper gain krty rhy tu hm zror achy aur professional trader bn skty hn. Is k lye hmy apna 1 target bna kr kam krna ho ga.
      ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
      • #4 Collapse

        learning se jab tak aap satisfy nahi ho jaen or experience aap ko 2 se 3 months ka gain na ho jae acha khasa tab tak aap ko trading nahi karni chahiye real account ap ko aik na aik din shuru kar he lena hota hai sirf aap patience ke sath trading ko acha banane ki koshish karen .
        Kindly Click On "THANKS" ​ Button ... :o
        • #5 Collapse

          Dear aap ki bukal thek hay learning aur exprence different thanks hain in ko kisi tarha ka compression nahi karna chaya instaforex ki learning hum ko different web site pak fouram sa khch hum ko seniors sa hasil hota hay yani learning aur knowledge k bagher hum trading nahi kar saktay hain jab k trading main success hasil karna k laya hum ko exprence ki zarrorat hoti hay jab k exprence hum ko prectice karna sa hasil hota hay prectice hum demo account main kartay hain iss laya exprence aur learning different things hain
          • #6 Collapse

            dear yeh baat to bilkul saafe hay k ham jitnay baary bhi expert ban jaye tab bhi hamaray samnay aisa koi na koi rasta ajata hay k hamain phir say learn karna parr sakta hay so hamain jub tak is life main rehna hay bus seekh k he agay barhana hoga is main har roz kamyabi hay aur hamaray liye har roz koi na koi new rah nikalti hay hamain apnay apko kabhu bhu expert nai samjhna chaye.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              g bhai apki bat sahi hai or main bhi apki bat se sehmat karta hun forex trading main jitni achi hmari leraning hogi otna he hmain trading se result acha mily ga or hum apni tading ko profitable ban skty hain es liye hmain apni learning ki traf dehan dena chahye ta k hum apni trading ko bahtr se bahtr bana saken or achi eraning gain kar skaen

              اب آن لائن

              Working...
              X