Greed forex main humera sab say bara enemy koin hai ?????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed forex main humera sab say bara enemy koin hai ?????
    Dear members forex main humera forex main sab say bara enemy humera greed hai jo bhe trader us ko control nahe ker sgata hai wo us forex main kabhe bhe acha trader nahe ban sagta hai humean forex main apny emotions ko control kerna ho ga koin k app ki forex success app ki 50% success app k mind k oper depend kerti hai to jo bhe acha mind setup bna leta hai wo us say ache earning ker leta hai
    Greedy trader kabhe bhe forex main kamyaab nahe hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے

    Forex trading Mein Balaji Traders Ki Sabse Badi enemy isliye Hai Kyunki Jammu terrorist Jyada profit Banane Ki Ladai Karte Hai To Unka thoda profit and loss Main Chala Jata Hai Aur unko bhi Bura lagta hai
    • #3 Collapse

      Jnb apki bat sy agree krta hn aur ye kahun ga jo log apni trading me 1 target ko achieve krny k lye trade krty hn wo kamyab rehty hn aur jo log target sy hat kr sirf profit ki lalach me rehty hn wo na kam hoty hn. Is lye apni trading ko greed ki wja sy loss me na ly jaien aur jo profit ap target rkh kr trade krty hn wo best hy us py trade close kren.
      ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
      • #4 Collapse

        Haan g ap nay bil kul sahe maha ha forex trading main hamra sb say bra enemy greed ha. Agr hum greed ko control kr lain to bahut had tak forex main kamyab ho sktay hain. Yeh aik natural c bat ha jb hmain profit hota ha to hum bahut ziyada greedy honay lagtay hain aur hamin aisa lagta ha k bahut profit earn kr lain gay jis ki vja say hmara account wash ho jata ha.
        • #5 Collapse

          G Hn Dosto forex trading ma hr trader ko enemy greed he hota hy forex trading zyda tar trader ko loss greed ki wja sy he hota hy or greed k sath kisi b trader ka koe future ni hy lkin jo trader greed ni krty hy Bilkay sbr sy kam lyty hy aisy trader ko loss hony k bht Kam chances hoty hy
          • #6 Collapse

            Forex pe Sath Sath kaam karne ke liye Hame Yahan Par nuksaan Se Bhi Apne Aap Ko control Mein Rakhna Hoga Agar Hum Yahan Par kamyabi Se working karna chahte hain Jo Hum Mein sabse Pehle is pay scales ko Mange karna hoga Jitna Jyada Hum Yahan Par skills ke saath kaam Karenge Humara elam Hamari information Itni Jyada increased ho jayegi kabhi bhi Aisa Kaam Na Kare jisse Mare business Ko nuksaan Ho Aur Na Kabhi Aisa kaam karega jaise Kisi Ko nuksaan Ho isliye Aaram ke saath kaam kare
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
              Dear members forex main humera forex main sab say bara enemy humera greed hai jo bhe trader us ko control nahe ker sgata hai wo us forex main kabhe bhe acha trader nahe ban sagta hai humean forex main apny emotions ko control kerna ho ga koin k app ki forex success app ki 50% success app k mind k oper depend kerti hai to jo bhe acha mind setup bna leta hai wo us say ache earning ker leta hai
              Greedy trader kabhe bhe forex main kamyaab nahe hota hai
              Assalamu alaikum bhai jaan aap ne bilkul theek Kaha grade 1 bahut Buri cheez hai aur yeh Hamare liye bahut nuksaan deh Sabina ho sakti hai Forex trading equity critical business hai Maza isme Agar Hum meaning of greed Karenge Hum Kamyab nahi ho sakte
              • #8 Collapse

                Lalich hr bemari ki jhar hai mashoor qaol hai ham koi b business start krai agar lalich krain ga dosron kobdaikh k ahasad krain ga to bhat jald nkam hn ga jis se forex main be loss hobgan
                • #9 Collapse

                  Jab hamari air trade kamyab hoti hai aur hamein acha munafa hota hai to kuch log excited ho jaty hain. Aor wo aur profit k liye greedy ho jaty hain. Wo ab market ko analyse nahein kerty aur trade laga dety hain. Jis ka nteeja ye nikalta hai k loss ker bethty hain.
                  • #10 Collapse

                    forex trading main jo trador greed karty hain wohi nakm hony ki pahly seri hoti hai q k yah har trador k liye enmy hai q k jub hum greed karty hain tu aik trah se hum apni trdaing ko mazeed risky bna lety hain es liye greed ko avoide karna chahye q k es se boht nakm ho kar trading ko chor jaty hain tu hmain loss hony k sub he factors ko avoide krna chahye achy or kamyb trador banny k liye
                    • #11 Collapse

                      Re: Greed forex main humera sab say bara enemy koin hai ?????

                      forex mai greed hamara sub sy bara dusman hain hamy isy avoid karna bohat zarore hain pher he hum loss sy bach saky gy or apne zarorto ko pura kar ky apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik amm job ke nisbat bohat ache job hain forex mai hum bager paisao ky account bana kar be kam kar sakty hain
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                      • #12 Collapse

                        Re: Greed forex main humera sab say bara enemy koin hai ?????

                        Dear members forex trading mein greed kia chez hai yeh baat sb seniors janty hein lekin woh bhi is se bach nahi sakty juniors jb pehly bonus se trade krty hein tu shyd unko bhi pata chal jata hai greed kia hoti hai yeh greed hum traders ki sab se bari dushman hai jo log isko control kr lety hein woh kamyab trading krty hein lekin jo greed ko control nahi krty woh aksar loss mein hoty hein aur woh trading travel mein nakam ho jaty hein.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Greed forex main humera sab say bara enemy koin hai ?????

                          forex mai jabh um zada pasia hasial karny ky chaker mai hoty hain to hum lalach mai aa jaty hain or apne mistakes ko ignore kar ky over confidence mai kam karty hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hum is mai trading be kar sakty hain or hum is mai investment kar ky be acha profit gain kar sakty hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X