Forex aik financial risky business hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex aik financial risky business hai
    Dear forex trading aik bot zada risky business hai.
    Aap ko pata hona chiay kay forex trading main hamain patience ka muzahira karna.
    Or risky business is liay hai kay aap ka whole investment is main risk per hota hai.
    Aap ko pata hona chiay kay forex trading main hamain chiay kay ham long term trading karain.
    Or money management karain.
    Har bnaadya ki bas ki bat nahi hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G brother ap ki bat teahk hai forex ak dangerous business hai jis mai loos ka chances 80 percent hain or profit ka chances 20 hain kiun ka forex mai market move krti hai up or down or hum log trade lagata hain or phr trade buy ya sell mai lagata hain os ka return huma profit ya loos mai milta hai is lia learn karain trading ka bara mai ta ka ap accha profit earn kr sakain loos ka ho
    • #3 Collapse

      G dear forex aik bhout riske business hai is ko soch samjh kar karna chye ni to ap ka account wash ho jae ga
      • #4 Collapse

        Dear ap ny tk khaha ha ky ya waly my riski business ha or is business ko hm market ky hasab sy krty ha to hamy profits hota ha ager hm asa ni krty to jasa ky dear ap ny khaha ha ky account wish ho jata ha is leay ehatayat sy km krna chahey business my
        • #5 Collapse

          Forex aur other financial koi be market ho wo risky hi hota hay, Forex me agar risk ko determine kia jaye to 90% es business ko ham risky keh sakty hey, aur agar Forex ki education key sath achi learning ki jaye sath me strategy aur planing key sath market me entry ki jaye to 90% ye business traders key ley profitable ho sakta hay aur 10% risky.
          • #6 Collapse

            Hum Sabko Pata Hai Uska business bahut yaad aa rahi swalla business hai isme Hum Apne money ko Kafi Zyada protect karna padta hai isko sport karna padta hai hame Pata Lagana chahiye kedaara capital kabhi bhi nuksaan Mein Ja Sakta Hai Isko control Mein Rakhenge Na Kadam Apna business ko apni investment ko Apne control Mein Rakhenge Hum Itna Jyada Karke learning kar sakte hain aur Apna business uthna Aage Lekar Ja sakte hain
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
              Dear forex trading aik bot zada risky business hai.
              Aap ko pata hona chiay kay forex trading main hamain patience ka muzahira karna.
              Or risky business is liay hai kay aap ka whole investment is main risk per hota hai.
              Aap ko pata hona chiay kay forex trading main hamain chiay kay ham long term trading karain.
              Or money management karain.
              Har bnaadya ki bas ki bat nahi hai.
              Forex trading in Guwahati is other risky business is may a good readers mehnat Karke kaam nahi karte ho tum ko bahut jyada loss ho sakta hai isliye hardworking Kare or risk ko kam kare
              • #8 Collapse

                Jee han forex aik financial risky business hai is mein market ka full knowledge hona chahiye,market kisi waqt bhi move ker sakti hai aapko market pe focus krna prta hai ager focus nahi krengy tu aapko loss ho sakta hai.
                • #9 Collapse

                  Ji bikul forex is one of the risky business in the world wide trending and ye risky business sirf un ke liye ziada risky hojata hai jis ko forex trading ki koi education nahi hoti jo sahi tarha forex ko learn nahi krte hain and jo trading ki practice skills and experience less hote hain agar hum trading main proper koshish krege to hum yahan successful ho skte hain.
                  • #10 Collapse

                    financially aik bohat he zabardast business hai forex aap ne market ko dekh kar trade karna hoti hai jab tak aap ne fundamentals or technical ko achey se analyze nahi kiya ho ga tab tak trade me profit nhi ho ga bas yeh do cheezen analyze kar len kamyabi apko mil jae gi .
                    Kindly Click On "THANKS" ​ Button ... :o
                    • #11 Collapse

                      yes brother app nay bilkul teek kahah hai our main apki baat say agree karta hiu kafi saray log forex ko learn kiye bina he start kar dety hain jis ka sila unko baad main loss ki surat main milta hai our apna account tak wash kara dety hain so humay chahaye k is risky bussiness ko pehlay sahi tareeky say learn karay kisi achay professional mentor say uskay baad forex main demo account pay kuch arsa practice karay uskay baad real trading main ajye to acha hai
                      • #12 Collapse

                        Dear forex ko jab ap karte ho tu ap ko kam se kam itna idea ho jana chahiye k ye business sirf osi waqt ap ko profit de ga jab ap es business mai mehant karo gy warna tu ap jo marzii kar lo ap ko kabi b es business mai acha faida hiasl nhn ho sake ga aur ap at the end loss he karo gy soo ap ko mehnat karni ho giii...
                        • #13 Collapse

                          Ge haa bilkul Pakistan forex aik financial markets hai iss risk bhi hota hai profit bhi ager ham risk na uthaye to hamy humy profit bhi ho ga aur hamara account wash hony se bhi buch jaye ga
                          • #14 Collapse

                            g han bhai forex trading aik financial business hai or jis main hum financial system asye rakhty hain k hmain khud ko bhi nahi pta hota hai k hmain kitni eraning milni hai or milni bhi hai k anhai hai q k boht se trador es koa ik job ki trah smjhty hain jub k yah ob bilkul nahi hai es liye apko chahye k trading ko aik business ki trah he treate karen or es main earning karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g haan bhai jaan forex aik dengrrice busniss hai jis main ham ko loss ka khatra zyada hota hai aor agar ham as pee zyada mihnat karen gee tu ham ko forex fourm main zyada loss nahi hogaa aor agar ham ko loss se bachna hai tu ham ko as main zyada mihnat karna ho gaa

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X