Avoid from robot trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Avoid from robot trading.
    friends is trading me buht c kism k fraud hn js me sy 1 robot trading hy. Robot trading me robot jo wo ni janta k next kia hona hy aur is me analysis ki b slahiyat ni hy. Jo khobyan 1 insan me hn unka muqabla koi robot ni kr skta. Robot auto py trade kr rhy hoty hn wo profit me b ja skty hn aur loss b. Sochny ki baat ye hy k agr robots itna usefull trading krty tu robots bnany waly khud in sy trare kr k earning q ni krty.
    ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear apki baat bhi teek hay kay robot ager itni achi trading kerta aor serf profit hi earn huta robot say loss na huta tu bananay walay isko khud kiun na use kertay aor apnay liye profit banatay aor dosri baat ye hay kay humay manual trading hi kerni chayi chahay humay loss hi kiun na hu kiun kay is tarha hamara knowledge aor experience improve huta hay robot say humay koi experience nhi milta.
    • #3 Collapse

      kisi had tak app ki bat thek bhe ahi magar main nay asy asy robot daikhy hain ju k bohut he acha profit earn kar karty hain maagr un ki cost bohut he ziada hoti hai un i purcahsing hamri pohanch say door hoti hai jiss ki wa say ham ko un say avoid he karna chaheay aur sasty robot ko daihna bhe nahi chaheay app ko manual mathod he use karna chaheay tradign k leay app k lieay wohi thek rehta hai,.
      • #4 Collapse

        Dear friene forex trading main agar ao ko kameyabi chahye to ap forex ka knowlldge hasel karen na k ao kisi robit say trading karen getna faida ap ko apny analeses say hota hy woh faida koy robot ap ko nahi day sakta as leye bahter hy k ao forex ko time dain aur ziada say ziada sekhen
        • #5 Collapse

          Yes of course forex trading main main hamain robot trading say avoid karna chiay aap konpata hona chiay kay jab bhi ham trading karain to.
          Hamain EA jo expert advisor hain hamain achiay kay koi acha say trading robort hamain place karna chahiye.
          Orvapnay insta forex bonus account per trading main kisi aik currency pairs kay uper ham place karain.
          Hamain agar robort ko use karna ata ho to hamain robort use karna chiay.
          • #6 Collapse

            mery dost main khud robot trading ki favour mian nahe hon us main hueam khuch bhe sikhnay ko nahe milta hai us main hueamn foerx main learning kerni hai to pher humean manual trading kerna ho ge pher he us main app acha profit abhe to nahe lekin future main earn ker sagain gay to ap ko kamyaabi us main milay gee
            • #7 Collapse

              Mene kaafi users ko dekha hai jo robot trading ko prefer krte hain ke uss ki waja se auto mode pe trade close hoti and profit deti hai acha sa as compare to manual trading ke lekin unko ye baat maloom nahi ke robot trading use krne se humara trading account block hone ke bohat chances hojate hain iss liye humari ye try honi chaaye ke hum sirf manual trading kren agar auto pe bhi krte hain robot trading ko kabhi bhi use na kren at least humara trading account safe to rahe.
              • #8 Collapse

                robots per kabhi bhi proper rely na karen trading hamesha mehnat he se ki jati hai practice karen market ko learn karen proper samajh kar is business me qadam rakhen kiun ke jitna ziada sahi se kaam karen ge or patience rakhen ge utna he earn ho ga .
                Kindly Click On "THANKS" ​ Button ... :o
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: 0702sajid پيغام ديکھيے
                  friends is trading me buht c kism k fraud hn js me sy 1 robot trading hy. Robot trading me robot jo wo ni janta k next kia hona hy aur is me analysis ki b slahiyat ni hy. Jo khobyan 1 insan me hn unka muqabla koi robot ni kr skta. Robot auto py trade kr rhy hoty hn wo profit me b ja skty hn aur loss b. Sochny ki baat ye hy k agr robots itna usefull trading krty tu robots bnany waly khud in sy trare kr k earning q ni krty.
                  Map to robot trading co SAP like nahi karta Kyunki robots se Hame Kuch Khaas profit B nahi hota aur Hame Khud kuch learning Karne Ko Bhi Nahi Milta isliye traders ko chahiye K trading Mein robots used Na Kare
                  • #10 Collapse

                    Robot trading kabhi bhi nhi karni cahaiye kiok robot se trading karne ka koi faida nhi hy kiok agr robot se trading kartay han tu forex trading business mein learning knewledge aur experience hasil nhi kar saktay aur agr robot trading nhi karni cahaiye balkay khud hi trading karni cahaiye
                    • #11 Collapse

                      Robot trading aik nuqsaan dy trading hy issay loss k chances bht ziyadaa hty hy q k robot apni marzii say trade lagaty jatyy hyy aur apni marzii say bnd krty hy q k wo aut ttadi g systems hta hy ..Roboot trading say manual trading teak hy ..aur profit hoti hy usmain
                      • #12 Collapse

                        g han bhai ap ki bat sahi hai forex trading main rebbort trading aik successful nahi hai es main loss hony k chances zeyda hoty hain es liye hmain rebbort main trading nahi karni chahye hmain maunal trading karni chahye jis main hum achi trah se anslys kar k apni trade ko modify bhi kar skty hain jub rebbort main aysa kuj bhi nahi hta hai jesy k nam se he anadza ho jana chahye k actual main rebbort karty kiya hty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Avoid from robot trading.

                          agar hum forex mai new hain to hamy robot trading nahi karne chahey q ky hamy los sho jy ga or is mai market ka koi qasur nahi ho ga hamy acha knowledge or experience hasial ky ky acha deposit kar ky is mai kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Avoid from robot trading.

                            Ap sb ny both he achi bt ki ha ky robot trader ko phi psand ni kray q ky Na to ous ko knowledge or experience or Na he is business ko analysis krna aata ha robots to wo he kray ha jo oun ko khaho pr wo kbi be insan ki trha perfect bussnices ni kr sakta
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Avoid from robot trading.

                              Yes boht say trader robot trading kertay hain lakin wo ye nahi jantay kay jab robot loss kertay hain wo saray account ko wash kertay hain is liye loss to shyed trader khud hi ker leta hay lakin us main wo kuch aisi chezen seekh leta hay jo au ko tab tak seekhnay ka moka nahi milta jab tak kay account wash na ho. is liye trader ko khud trading kerni chahye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X