Old Posts Ko Delete Ker Dena Chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Old Posts Ko Delete Ker Dena Chahye
    Mien to yeh he kahta hion k forex mien her month pechli posts ko delete ker dena chahye jis say hamari sirf or sirf new posts show hion gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Old posts ko delete.kana theek nabin hai kyun kay agar kabhi bhi aap ko ya mujhay kisi qisam ki mushkil pesh aa rahi ho ya koi baat samajh na aa rahi ho tou hum old post sae dekh saktay hain aur new comers ko seekhnay kay lye bhi purrani posts ko read lazmi karna chahyea
    • #3 Collapse

      Yes of course hamain Pakistan forex forum per ya moderater ko hamari old posts ko delete kar daina hai.
      Aap ko pata hona chiay kay jab bhi ham trading karain to.
      Pakistani forum per mojood moderater ko chiay kay wo apnay insta forex bonus account per trading kartay waqat.
      Pakistani forum kay moderarter ko chiay kay wo old post ko dekete kartay hain.
      • #4 Collapse

        Forum sae old posts iss lye delete nahin ki jati hain kyun kay forex mein forum aik forex ko learning ki jaga hai jahan sae hum bhi aur new comers bhi forex kay baray mein learn kartay hain aur kisi bhi problem ka solution bhi hum issi forex sae hasil ker saktay hain
        • #5 Collapse

          Bhai old post key bahut sary faidy hain jeb humsin kisi topic per koi malomat chaey hoti hey hum old post main usko dhondh sakty hain aor wahan se humain kafi sari information mil jati hey keon keh post jitni old hoti hey usky reply bhi utny ziada hoty hain.
          • #6 Collapse

            G Hn Dosto forex trading ma jb hmain aik posting ka bonus mil jy to wo posting ko delete kr dyna chy Kiun k jo posting old ho jti hy un py comment krny ka koe faida ni hota hy kiun k un py comment krny sy ap ko like ni milty hy zyda like ap ko today posting sy milty hy or log zyda tar krty b today posting py he hy
            • #7 Collapse

              Moderator Koi Yahan Par Forex working ke baad Jab Hum Yahan Par bonus Mil Jaye to uske baad Hamari post ko Woh delete karde Jiski wajah se farm par jayada posting nahi hongi Aur Hame Jada se Jada thread create karne mein problem SBI nahi hogi Agar Hum Jyada kaam Karenge to Hame Zyada bonus Milega Zyada Hamari working bhi Hogi Hume market ko samajhne ke liye ek acche wali planning Banane maybe Roza the help milegi
              • #8 Collapse

                dear friend old posts should not be deleted because its better for new Forex members and they are also better for us as well sometime we also forget some things than we have to go back for confirmations and these posts somehow are best informative methods for trading
                • #9 Collapse

                  Old posts main bhat knowledge ki batain hain bhain mery khyal main old poat rehni chahye ta ka ham jesay new traders us se faida hasil kr sakain.
                  • #10 Collapse

                    Pak forex forum mein jo old Post han un ko read kar k hum learning aur knewledge hasil kar saktay han is liye Pak forex forum mein old Post han aur pak forex forum mein post daily basis par delete ho rehe han jn mein forex trading business se related koi knewledge information nhi hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Old Posts Ko Delete Ker Dena Chahye

                      bhai jaan ye hamre hath main hai hota hai ke ham as main old posts ko delete kar den as main forum wale kee hi hath main hota hai ye kam as lity un ko chahiy ahi ke o as main un posts ko delete kare un kee liy bhi asani ho gyb aor hamre liy bhi
                      • #12 Collapse

                        Re: Old Posts Ko Delete Ker Dena Chahye

                        Mai ap ki baat sey agree krta ho k jo old post ho jey tou eds ko delete krna chahey, Ya Forum ko chahey k jo post 6 months sey zada ho jey tou wo khud he delete ho jey. Aur forum members ko unread mai nazar ay. Jis sey Forum members es mai forum zada sey zada thread post kr sakta hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Old Posts Ko Delete Ker Dena Chahye

                          As-Salaam-Alaikum dear friends Aap Ki Baat bilkul theek hai hi Pak Forex from jo old post Hain Unse Hamen bahut fayda Haasil ho raha hai hum unko read Karke achha knowledge or experience Hasil kar sakte hain old post ca Hamein Ya fayda Hai hi kya Hamein Jis cheez ka ilm Nahin Hota Hum usse read Karke Hasil kar sakte hain isliye old post ko delete nahin karna chahi isme sab ka fayda hai Shukriya
                          • #14 Collapse

                            Re: Old Posts Ko Delete Ker Dena Chahye

                            G hain bhai jan apne bilkul hi sahi kaha hain forex mein old posts ko delete kar diye jate hain aur apko is mein zada mehnat karni chahye aur is mein old month k sare posts dlelete ho jate hai aur sirf aur sirf new aa jate hain apko is mein zada se zada kam karnna chahye aur is mein posting par dhiyan dena chahye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Old Posts Ko Delete Ker Dena Chahye

                              Mery khyal main to old posts ko delete ni krna chahyiay. In sa nae any walay logo ko faida hota ha. Unn logo k liay ek achi shruwat ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X