Is there any problem in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    Well all my brothers you are absolutely right thaka os kaammai jata hai jis mai aap mushaqqat ker rahai hoo is mai to aap ki smart working hoti hai to thakna kaisa.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      g bilkul nai forax ma koi problm nai ha agar ham planing or hardworking k sath kam krty han to hmary lia koi problm nai ha other wise ham problam ka samna karty han
      • #183 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: cancer پيغام ديکھيے
        main ye puchna chahti hoon k ap log forex use karty karty thak nhi jaaty??:confused:
        forex business mai kaam krty huay koi b nhe thakta Q ka ko is se bohat faida milta hai or bohat ziada experience b milta hai yah sb ka affect hamare trading per parta hai so m always feel fresh in trading
        • #184 Collapse

          ji han yahan pa app ko bht sa problem kay saman ho sakta hy mager yahan pa jab ap ki knowledge ache ho or ap ki experience ache ho to ap yahan sa kafi ache profit la sakte ho or ager ap na problem ko avoid karni hy to app ko yahan pa apni knowledge ko improve karna ho ga to ap kamyab ho ga
          • #185 Collapse

            nahi app ko aik routine key mutabiq forex karna hota hai agar app din raat forex mein lag jayeingay tab app key liya problem create ho sakthi hai isliya forex ko balance time dein aur apni zindagi bahar b enjoy karien.
            • #186 Collapse

              well my dear friend, meray khayal say forex say wo loag bored ho jatay hain jo kay iss ko properly learn nahi kartay hain aur without learning kay iss mein trading kar rahay hotay hain aur iss mein losses face kartay hain, jo loag iss kay baray mein proper knowledge aur learn kar kay aur manage kar kay kar rahay hotay hain wo loag iss ko enjoy bhi kar rahay hotay hain relax bhi hotay hain...
              • #187 Collapse

                nai problem hai forex mein aur aap ko is sy avoid karna hota hai aur is business mein aap ko forex tips follow kary ky traading kartay hain aur risk koo kam karnay ky liye ziyda asy ziyda apna knowledge baryae takay aap is mein sucess hasil kar sakey gay is liye aap is busines mein achay sy work karo.
                • #188 Collapse

                  hmm sometimes hota hai mind thak sa jata hai lekin phir thori dair bad yahi sara mind mein chalny lagta hai or dil karta hai isko phir sy karun
                  • #189 Collapse

                    forex mein koi problem nahi hay yeh forex aik risky business bhi hay isi liye is mein ap ki investment ko nuksan bhi ho sakta hay isi liye mein sab ko suggest karta hon kay woh pehly demo trading karay i think 6 month tak demo trading karo takay ap forex ko learn kar sako is tarha ap achi earning karnay mein kamiyab ho saktay hay .
                    • #190 Collapse

                      forex may probelm ap ko tab hota ha jub ap begair mehant kiay bohat kuch hasil karna chahte ha ap fully luck pe depend kar lete ha it is based on hard work if u do it there is no problem for u...
                      • #191 Collapse

                        In my point of viewforex trading aik online bussiness hai forex trading karne ke liye apko hardwokring karna parti hai ager app ke pass kam ka experince nahi hai to app earn nahi kar sakte kion ke ye aik online bussiness hai
                        • #192 Collapse

                          assalam o alaikum nahin g forex aik buhat acha or intresting business hai or is me buhat maze k sath me trade krta hon or mujhe to buhat expirianc bhi hasil huwa hai
                          • #193 Collapse

                            nai yar bhai forex key sath insan itna jhor jata hai ke phir os ko kaam karny mai koi problem nai hoti or wo thakta bhi nai hai iss mai insan ko forex mai sirf hardworking karty rahna chahiye phir insan ko jab iss mai profit hota hai to insan ko iss ko chor kar jany ko bilkul dil nai karta iss liye forex mai hum nai thakty.
                            • #194 Collapse

                              Han kabhi kabhi thakan ki wja say hm apnay kaam pay sahi say concentrate NAE kar saktay aesa kabhi kabhar ho jata hai lakin us k lye agrhm khud ko motivate kartay rahain toa hm main positive energy aaye gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                I will explain both appropriate money management of our capital, among which is the formula. example: capital: 10,000 with the sense resilience of our capital is 10,000 pips
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X