Is there any problem in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    assalamu alaikum dear ye hmari job h or agr ham thak bhi jayen or trading ya posting na karen to ye hmara disadvantage ho ga ham apni job krte han earning krne k lye or agr ham apni job ni kaen gen or khen gen k ham thak gye han to hmen hmari earning ni mila gee
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      yeh aik boht acha forum hy aur jo log forex mein new hoty hein un k liy boht acha hy aur ap ka thread bi boht acha hy muj ko ess mein seekhny k liy boht kuch mila hy aur mein ess ko boht zyadh like krta hoon. lekin jahan tk ap k thread k jwab ka talaq hy to mein abi new hoon mujh ko sai trh sy pta nai hy ess liy ai mein sirf study kr rha hoon jaahan tak mera khayal hai log ni thaktey
      • #48 Collapse

        G nhi kyun k ya ek business ha jaha se hum bht zada earning kr sakta ha ...jo jb b koi insan kisi km se earning kr raha ho to wo us km se nhi thakta ...kyun k usy us km ka profit mil raha hota ha ..or wesa b forex ek maza ka business ha
        • #49 Collapse

          so that this is a good question .ji janab such to ye hy k humy is forex forum per koi problem nhi hoti hy.ager humary pas business ki knowledge ho aur experience ho to mjhy nhi lagt k humy koi problem ka samana kerna pery .is ly hum hard working sy is good earning ker skhty hy.
          • #50 Collapse

            g nahi my dear sister mje forex me kam krna acha lagta h or me yaha kam kr k nahi thakti hn mje boht hi shoq tha strting se trader banny ka bari mushkil se ab ja k me kahi am c trader banni hn phir b mje khud pr garv h itny kam time me me boht kuch sikhi hn forum ne b mje boht kuch sikhaya h
            • #51 Collapse

              je dear mn studetn hun jb uni say ati hun tu aksar thaki hoti hun phr kam krna mushkil lgta ha dil nhi krta ha. kun k mind he fresh nhi hota ha .. wrna tu daily k 40 coment krna mushkil nhi ha ap easily manage kr skty hain bs kbi kbi mushkil lgta ha kam krna
              • #52 Collapse

                forex main koi problkem nahi hai kyun ke is main apko problem tab hoti hai jab apjko yahan per kam main koi muskil pesh aati hai yahan per her kam sahi andaz se chal raha hai aur trading bhi movemnet bhi sahi chal rahi hai.
                • #53 Collapse

                  Once you understand the basics and dynamics of the system and you start making money you will enjoy using the forex online
                  • #54 Collapse

                    forex aik esa business ha js main ksi b kisam ki koi problem nai hai or aap forex k zarea bhot se ase cheezen sekh sakty hain jin ko ham pehle se nahen janty or forex k zarea ham apne knowledge main b bhot sa ezafa karty hain so there is no problem in this business
                     
                    • #55 Collapse

                      I don't think k koi forex use krtay huay thak jata hai ya usay forex se koi problem ho. Bcz forex trading aisa business hai jis mein aap time spend krtay hain toh yeh aap ko response mein profit pay krta hai.
                      • #56 Collapse

                        yes you are right dear but me jab bonus k bary me sochta hun to meri thakan door ho jati ha or me phir se kam karna shuru kar deta hun. q k me is forum se bohat kamana chahta hun or aik din me apni mehnat sezarur kamyab hun ga.
                        • #57 Collapse

                          Very nice thread i like it but because i'm new here i dont know the answer this increase my knowledge and i appreciate this i seek many thing from this thread but as concern to answer of this thread i am not able to give clear answer until i seek this completely.But this forum is good i like this .
                          • #58 Collapse

                            g bahai is ka jawab to mushkil h zahir bt h insan thk jata h mgr ksi chz ko pany k lea kch na kch khona parta h.mgr yaha to ap ko profit b to milta h na
                            • #59 Collapse

                              dear jahan tak mera khayal hai forex trading main ksi b kisam ki koi problem nahen hai kuen k ye aik ase job hai js ko aap easily kar sakty ho or is k lea time ki b koi limet nahen hai is se aap ko koi problem nahe ho sakti han is se aap ko faida zaroor ho ga is se aap ko trading or marketing k bary main bhot se malomat milti hain aap k knowledge main izafa hota hai so is business main koi problem ne hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Forex trading men loss se bachny ka yehi tareeqa hai keh pehly demo account par kaafi arsa kaam kia jay aur forex trading ko achi tarah se seekha jaay, jab aap ko lagy ke aap is kabil hain k aap forex trading kar sakty hain to aap ko trading join karni chahiy,. Aur loss se bachny k liy kisi expert trader se investment karny se pehly zaroor raay leni chahiy, iss tarah aap ke loss ke chance bahot kam hon ge aur aap loss se is tarah bach sakty hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X