Target achive hone k bad exit kr jana hi behtar hai
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Target achive hone k bad exit kr jana hi behtar hai
    Hamen jab trading men apna target achive ho jata hai to hamen uss waqt chahiye k ham apni trade ko close kr dden q k hamara uss trade se target achive ho chukka hota hai
    Agar ham ziada profit ki lalach men apni trades ko open hi rakhen ge to ham apna gain kia hia profit bhi loose kr den ge so hamen koshish krni chahiye k ham apne target ko achive krte hi exit ho jaen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan brother aap ki baat theek hai jab humain trading mein apna profit mil jaye tou humain trade exit ker deni chahyea aisa na ho kay zayada kay lalach mein humain loss ho jaye aur jo profit hasil kya hua ho woh bhi loss mein chala jaye iss lye aap sirf apnay target ko zahen mein rakha karain
    • #3 Collapse

      Bhai apki bat thk ha magr main yeh kehna chahn ga keh maximum hota yeh ha keh ap apna target achieve krty hain to ap ko bad main bhi bht achy achy mowqy milty hain is lia main yeh kahn ga keh agr apko target achieve krny k bad agr acha moqa milta ha to ap exit na kren balkeh run kren. Thanks
      • #4 Collapse

        Yes jab apka target achives hojai tu trade band krdyni chai q over trading say nuqsaan k chance ziada hoty hy .pahly tu aik din mai jitnay trades k lia plan bnaya ho utny trades lagany chai ..tu inshallah profit hga
        • #5 Collapse

          g bhai app nay bohut he achi post ki hai main bhe is say garee karta hun k jab ham aik target acchive kar lain tu ham ko uss k bad risk main nahe parna chaheay aur trading say hath hta laina chaheay kun jab hamry mind main phir say risk ajata hai tu ham ko uss say loss ho sakta hai phir app apna profit bhe zaya kar daity ahin aur apni investment bhe iss leay target posr hony k bad kabhi over km karny ki galti na karain.
          • #6 Collapse

            hanje samjhdaar wahi hay jo jitna milay usay lay kar markeet ko chore jaye aisa na ho k hamain lalach he ata jaye aur ham nay jo ean kia hay us say bhi hath dho jaye hamain forex tarding ki in khass baton pay bahut ziada dhayn daina chaye jo bilkul bunyadi hain aur jin k baghair hamara success hona na mumkin hay agar ham aisay chotay chotay lose kartay jayngay to hamain kabhi bhi kamyabi apnay pass tak nai naya daigi.
            • #7 Collapse

              Agar ap nay apna target achieve kar liya hai to ap ko chahiye kay exit lay lain agar ap mazeed trade karain gay ya lalach karain kay to ap ko loss ho sakta hai less profit loss say better hota hai ap jab apny target ko pura kar lain to ap ko chahiye kay market say exit ho jay rest lain aur next target kay liye plannings start kar dain.
              • #8 Collapse

                G jnb apki baat sy agree krta hn aur ye kahun ga k hmy apna target select krty hoy trade krni chahye aur jb apna target achieve kr len tbb mzeed lalach na kren. Aisa na ho k ye lalach hm sy hmara target jo achieve kr chuky hn ye b laiti jay. Target achieve k bd exit kren aur next paln kren k kia krna hy hm ny aur new targets kia hn.
                ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے
                  Hamen jab trading men apna target achive ho jata hai to hamen uss waqt chahiye k ham apni trade ko close kr dden q k hamara uss trade se target achive ho chukka hota hai
                  Agar ham ziada profit ki lalach men apni trades ko open hi rakhen ge to ham apna gain kia hia profit bhi loose kr den ge so hamen koshish krni chahiye k ham apne target ko achive krte hi exit ho jaen
                  Ji Bhai aap bilkul theek hai rahe hain target Ajeeb karne ke baad exit karna bahut jyada achha hai Kyunki Agar Hum Jyada profit banane ki lunch Karenge to Hame loss bhi ho sakta hai
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Dear friends mein tou kehta hoon kay aap ko forex sae jab bhi profit ho aap uss ko withdraw karwain kahin aisa na ho kay aur trade kay chakar mein aap ka profit bhi loss mein jata rahay aur jab bhi aap ko trade mein 10 dollar tak ka profit ho tou aap trade ko close ker dain
                    • #11 Collapse

                      Yeh baat bhi important hai ki Jab Hum Yahan Par profit nikal lete hain market Mein Apna target achieve kar lete hain Tum yaha par Jyada time waste Na Kare aur Agar market ki Yahan Par movement nahi ho rahi Hoti Hai To Hum Kisi Aur jagah par Apna capital invest kar sakte hain market ko long time ke liye wait mein Rakhe Jeeta Jyada Aap Yahan Par market ko wait kar Kisne investment Karenge aap ka Jyada Se interest ho jayegi aur aap ka kaam be increased ho jayega
                      • #12 Collapse

                        G bilkul ye bat to hai ham trading jo krtybhain ham main jo achay trader haim jo lonh term trading krty hain wo ek discipline se trading krty hain to wo jab apna target set krty hain or achieve kr lety hain to wo trade close kr daity hain.
                        • #13 Collapse

                          yes bhai jan app nay bilkul teek kaha hai forex market main leny say pehlay is baat ko dhekna chahaye k main exit kaha say hunga mera target kaha tak hoga our isi tarah sl ko b dhekna hota hai k jahan say main entry ley raha hun wahan say mera sl bhara to nai ban raha hai ager ayesa hai to trade main nai entr hona chaaye balky new trade ka wait karna chahaye
                          • #14 Collapse

                            Bhai ap ny bilkul sahi kha ha ky hum apna target achieve karny ky bad us trade ko close kar dein qky agar hum lalach krein or usi trade sy or profit leny ki to jo hum ny achieve kia hoga wo bi loss kr dein gy es liye humein chahye ky hum lalach sy bachein or apny seniors sy mashwara kr lein
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              lalach buri bala hai jub humein apna target achieve ho jaye to is trade ko close kar dena na chahye ni to is main hum kaafi loss kar dein gy aur trade hamesha perfect planig k sath hi karain tab hi taget achieve hoga. log is baat ko nahi samjhty aur lalach main lose kar bethty hain.
                              Click On Name And Visit My Journal
                              Naseer953 Trading Journal

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X