Take profit aur stop loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Take profit aur stop loss
    ham jo order open kar lety hey us me take profit aur stop loss me ketna distance rakna chaye, kia take profit ka target stop loss key target se kam rakna chaye ya zeyda?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Takeprofit aur stoploss dono hi hamare liye bahot hi qeemti hote hain aur hamen chahiye k ham in dono tools ka proper use kren tab hi ham kamyab ho sakte hain
    Ue dono tools hamari trading k liue bahot hi ahm hote hain hamen inhen zarur use krna chahiye jab ham inhen achi tarah se use kren ge to hamen in tools se bahot hi achay results mill paen ge so hamen koshish krni hai k ham in tools ko baqaida tor pe use kren ta k hamen trading men koi tension na banne
    • #3 Collapse

      yes stop loss and take proft hamare liye bhot he best hain bhot bhot bhot best hain is say hamra account safe rahte hain par stop loss and take profit say sab say acha hain k hum money mangegmet ko follow kare qk big lot lagna say stop loss nad take profit ka koi fiyda nhe hain ye stop loss and take profit hamri trading main bhot he khaas hain is k bina trading kabi b nhe karni chaiye or na he humhain koi tention hogi k asa na ho k hamra account wahs ho jy bas easy ho kar stop loss and take profit use kar k hum trade laga skte hain
      • #4 Collapse

        Forex trading ko safe banay kay lye hi hum apni trade mein stop loss aur take profit lagatay hain iss kay lye aap ko stop loss aonqy apnay account balance ko dekh ker lagana chahhea aur apni trading skills ko dekh ker kay aap kitnay loss ko easily recover ker saktay hain
        • #5 Collapse

          Trading main take profit aur stop loss bohat zarori hota hai jab ap trade karty ho to ap aik target kay mutabiq stop loss aur take profit set karty ho hamain koahish karna chahiye kay stop loss hamara trade main kam ho taky risk kam se kam lain zyada achi trade karain aur in dono tools ka use zaroor karain.
          • #6 Collapse

            Meri her member sae request hai kay woh apni trades ko safe bana ker trading kya karain forex mein yeh unn kay lye bahut zabardast opportunity hai kay woh iss mein kamyabi hasil karain aur iss sae apnay mustaqbil ko roshan karain apni trades mein stop loss aur take profit zaroor lagain
            • #7 Collapse

              Hamain ek acha trader bnany ka leye chahye ham jab be trade lagain ham take profit or stop loss zrur lagain to or ye ek achay trader ki nishni hai ka wo jab be trade lagata hai atop loss or take profit zrur lagata hai or wo kamyab hota hai so friends hamain be jab trade lagain ham stop loss take profit zrur lagain.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Take profit aur stop loss

                humain take profit ko use kar kay kam karna ho ga kun kay jab b hum kam karty hain to humain is main profit hasil karny kay limit ko use karna kafi aramdy hota hay is kay sath sath humain stop loss ko b use kar lyna chahiye kun kay jab hum stop loss ko use karty hain to is say humain ziada loss nai hota hay acount wash b nai hota hay

                اب آن لائن

                Working...
                X