Risk itna lain jo afford ho sakay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk itna lain jo afford ho sakay
    Humain trades mein risk itna hi lena chahyea jitna hum sae loss afford ho sakta hai aur brokers mini aur micro accounts issi lye offer kartay hain jis mein money management kay sath kam risk kay sath aap ko trading allow kartay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan koi bhi karobar dekha jaye tou risk pae hi chalta hai issi tarah iss forum pae bhi risk bahut zayada hai magar iss mein yeh hai kay aap experiance gain ker saktay hain aur experiance ki bunyad per risk loss kam ker saktay hain aur aap overall market kay analysis karain aur trade karain
    • #3 Collapse

      Good bother aap ne bahot hi achi baat ki hai hamen apni trades men utna hi risk lena chahiye jo k ham efford bhi kr saken hamen chahiye k ham apne balance k motabiq hi trade open kia kren aur hamen issi men hi faiada hota hai agar ham apne balnce se ziada ki trades ko open lr len ge to then hamare liye kafi dangerous ho sakta hai so hamen chadar delh kkr hi paon phelane hain
      • #4 Collapse

        G han account agar allow karta hay to risk le lena chaye magar account capital agar small ho aur hamari big lot size ki waja se agar account wash hony ka dar ho to esy me risk zeyda nahi lena chaye aur market ki movement ko determine karna chaye key risk management kes had tak ki jaye.
        • #5 Collapse

          Pehli baat tu yeh hai mery bhai forex trading mein risk leina hi nahi chahiye woh kaam krein jo aap janty hoon aur risky na ho,micro accounts mein loss ka khatra kam hota hai is liye us mein trading krein tu ziada behter hoga.
          • #6 Collapse

            is main aapki baaat say agree karti hi risk itna lo k afford kar sako bhot baaar dekha hain k log big lot use karte hain and pher apni he trade main phans jate hain risk ziyda lete hain money mengent ko lazmi follow karna chhaiye or small account py bg lot kabi b nhe lena chahiye jis say hum apne account wash b kar skte hain
            • #7 Collapse

              gee brother agreed hun risk ma management bahot important factor hai blky ap yeh keh lo ky primary factor risk management hai so apko trades leny sy pehly market ka he analysis krna chye fundamental aor sentiment data extract kren technical levels ko identify kren us ky bad trading start kren ta ky apko zeyada profit ho
              • #8 Collapse

                Dear aap ki baat bukal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k aap kohi be bussniss start karan us main aap ko khuch na khuch tu risk lana parta hay risk k bagher kohi be bussniss nahi chal sakta hay same issi tarha instaforex trading main risk lana zarrori hota hay lakan risk utna he lana chaya jitna risk aap ka account afford kar sakay us sa zayada risk nahi lana chaya
                • #9 Collapse

                  G friend ap bilkul thk kah rahy han k humy chaya k hum risk otna hi lay jitna hum effort kar sakhty han is lea humy chaya k hum kabi risk zayada na lay jo hamari had say b bahir ho bilkul humy bohat dayan say forex ma kam karna chaya kahi ya na ho hum zayada risk say apna account wash kar bethy
                  • #10 Collapse

                    humy har waqt trade aisa karna chahye jis main hum profit aur lost ko mad e nazar rakhty huye apny hisaab sy karain phir hi is main hum kamyab hungy ni to forex ko chhorny ki nobat bhi aa sakti hai. jo aik buhat hi ghalat baat hai. thanks to all
                    Click On Name And Visit My Journal
                    Naseer953 Trading Journal
                    • #11 Collapse

                      Jo traders apni trade main zyada risk lay lety hain unko loss he hota hai ap ko hmesha trade perfect karni chahiye jitna ho saky ap kam say kam risk lain agar zyada risk lain gay to ye ap kay account kay liye dangerous hoga is liye hmesha hamain risk management achi rakhni chahiye kam risk lena chahiye.
                      • #12 Collapse

                        yes bilkul app nay teek kaha hai forex main hamesha 1 to 1 percent risk per trade lo is say zayda ka risk na lo our dusri baat ye hai k hamesha wo balance risk pay lagao k jo balance appeasily afford kar sakay. our trading hamesha money management k related karo.apki trading physcology teek honi cahahye our na app risk zayda lety rahengy jis say apko hamesha loss hoga
                        • #13 Collapse

                          hanje bilkul theek hamain koi bhi business joinig k baad usay is hisaab say karna chaye k hamain agar us main lose bhi milay to is hisaab say milay k hamain usay recover kaenay main ziada masla na ho agar ham forex main lalach kartay hain to hamain yeh bhi sath yaad rakhna chaye k yeh lalach hamain ult bhi par sakta hay hamain jitnay faiday ki tawako hay hamain utnna lose ka bhi samna karna parr sakta hay is liye hamain bahut he aehtiat say kaam ko agay barhana chaye.
                          • #14 Collapse

                            Bilkul teek kaha aap nay trade kartay waqt aap mukamal dehaan say market par Nazar rakay our per trading karay kionka forex trading may aap ko experience ke buhut zaroorat hothi hay agar aap Kay pas knowledge ziada hoga tho per aap zaroorat say ziada risk nahee lathay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Sahe keh rahy ho ap forex trading main hmain risk utna lena chaeay jitna hum afford kr sktay hain. Ziyada risk main profit bhi ziyada hota ha lekin loss bhi. So meray khayal main risk utna he lena chaeay jo k bad main easly recoverable ho aur ap afford bhi kr sktay ho. Thoray profit ki adat ho gi to risk kam ho jaye ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X