Traders k forex mian loss ki main reasons kia hai????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders k forex mian loss ki main reasons kia hai????
    My trading friends forex main humery loss ki main reason kia hai k hum aik to against the trend trading kerty hain our aik hum phr money management nahe ker rahy hoty hain jes ki wja say humaen loss hta hai ya pher humera account us main wash ho jata hai ager app trend ki favor main m15 time frame ya m30 time frame ko follow ker k bhe trade kerty hain our minor support and resistance say bhe buy our sell kerty hain to pher bhe us main acha profit bna lety hian
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    No dear main aap se iss baat pe ittefaq nhi krun ga q k ham jab samll time frames ko use krte hain to jo un ttime frame men support and resistance hoti hai wo kafi week hoti hai jiski waja se hamen aksar dhoka mill jata hai q k un support and resistance ki waja se hamen loss ho jata hai
    Hamen trading men best results k liye scalping nhi balke hamen trading men best results k liye always apni trades ko long term k liye chorna chahiye jab ham apni trades ko long term k liye choren ge then hamen achay profit millen ge
    • #3 Collapse

      Dear forex trading main hamain apnay insta forex bonus account per trader ko loss maximum un ki physcolgy ki waja say hamain loss ho.
      Aap ko pata hona chiay kay jab bhi ham trading kartay hain.
      Hamain apnay insta forex bonus account per trading kartay waqat money management ko follow karain or daily basis per target select karain.
      Or hamesha small volume of lot size use karna chiay.
      • #4 Collapse

        according to me main factor of loss trading Mein without analysis trades port karna be closed ke sath without management trades maximum lots k sath open karne ki wajah se traders call notes lot size maximum hone ki wajah se management plan fail ho jata hai because of him regret buddy buddy what's a trade open karke loss recover karne ki koshish karne se account voice ho jata hai
        • #5 Collapse

          brother trading main loss sab ko hota hay lekin mukhatlif reasons ki wajah say jesay kay.

          1-Mostly trader ko loss proper learning na honay ki wajah say hota hay wo na learning kertay hain nah hi experience hota hay or unn ko loss ho jata hay.

          2-Kuch trader apna loss money management nah kernay kee wajah say kerwa letay hain bari lots legaata hay or loss ho jaata hay

          3-Kuch trader kay loss kee wajah greed yaani laalach hay woh laalach kertay hai or in chakron main saara capital lose ker detay hain.
          • #6 Collapse

            forex trading main hamain koi bhi lose nai daita hay ham khud apni he mistakes say lose kartay hain forex main lose honay k reasons yeh hain k ham kabhi bhi apni invest say barrh k risk na lain jub tak hamain kisi order main koi confirmations na milay hamain markeet ko kabhi bhi touch nai laina chaye bay tukkay touch say bhi hamaray account ko kaafi nuksaan ho sakta hay jo k baad main barray lose ka sabab bantah hay.
            • #7 Collapse

              G brothers mn ap logon ki baton sy itfaaq karta hon trading mn kabhi bhi loss mn nh ja sakty bus agar hm trading ko behtar sy behtar triqy sy aur trading ko soch samjh ky aur marketing ky hisaab sy agar hm apni trading account ky hisaab sy lagin gy tu kabhi loss mn nh ja sakty hm
              • #8 Collapse

                Forex me loss ki kain waja money managment ka na hona ha or 2 1 waja jo new trader ate ha wo forex skill ko learn kar bgair trading start kr dte ha jis ki waja se loss hota forex skill ka na hna bhe loss ki waja ha or baz oqat trader market k trend ko samgh ni skta jis ki waja se. Aias ko nyqsan hta ha
                • #9 Collapse

                  Traders ki big mistakes main say aik trend kay opposite trade karna hai yani traders ko trend ki pehchan hoti nahi hai wo wrong position oar trade karty hain jis say loss ho jata hai har trader ko trend ki pehchan zaroor ani chahiye aur hmesha hamain trend kay sath trade karni chahiye.
                  • #10 Collapse

                    trader ki forex market main sab say jo main reason hai mery khyal say wo hai knowledge ki kami our greed .kafi saray trader ayesay hain jo trading nai janty k kaisay market ko analysis karna hai kaisay is say fayeda uthana hai.our dusri taraf ye b hai k kafi trader ayesay hain k unko forex trading professionals tareekay say ati hai lakin unki money management our trading physcology bilkul zero hoti hai jis ki waja say wo loss karty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Traders k forex mian loss ki main reasons kia hai????

                      forex mai jo log kam karty howe lalch or emotions ko qabo mai rahkty howe kam nahi karty unhy loss hota hain lakin is mai market ka koi qasu rnahi hota hamy daily demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain is mai trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Traders k forex mian loss ki main reasons kia hai????

                        forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain ya market ky rules ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamy market ky up down ko dahkty howe analysis ko use kar ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik world wide business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Traders k forex mian loss ki main reasons kia hai????

                          Agar ksis trader ko is mein loss hota hain iski main wajah is mein greed karna hota hain apko is mein ihtiyt se kam karna chahye pher ja kar ap is mein kama skate hain loss ki main wajah is mein greed karna chahye aur is mein apko sahi time ka intzar karna chaye pher ja kar apko trade karna chahye apko is mmein ihtiyt se kam karna chahye
                          • #14 Collapse

                            Re: Traders k forex mian loss ki main reasons kia hai????

                            Forex trading main traders ki trading kay doran losses ki main waja forex kay knowledge na hona hay. que kay trader ko bs apni earning say gharaz hay aur wo trading seekhnay per tawaja nahi detay. is liye wo forex trading main loss letay hain. que kay jab wo khud seekhtay nahi to logo ki trading strategy ko copy kernay ki koshish main un kay trading asool follow nahi ker saktay jis say wo loss kertay hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Traders k forex mian loss ki main reasons kia hai????

                              hello dear brother forex ma ham apni he mistakes say lose kartay hain forex main lose honay k reasons yeh hain k ham kabhi bhi apni invest say barrh k risk na lain jub tak hamain kisi order main koi confirmations na milay hamain markeet ko kabhi bhi touch nai laina chaye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X