Dear members mai na kafi sona hai trend ka bara mai kia ap janta hai trend of trade hota kia hai g trend matlab ka market jis taraf move kr rahi hoti hai wo os ka trend hota hai jasa ka market agr buy ja rahi hai tu hum kahta hain ka market ka trend buy mai hai or agr buy s foreign sell mai jati hai tu hum kahta hai trend change ho raha hai or down trend mai market ja rahi hai os ko trend of trade kahta hain kiun members ap is bara mai kia kahta hain??
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим