Kia bari lot k sath trading krna thek hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia bari lot k sath trading krna thek hai
    Mere lhayal main to bari lot size k sath trading krna bohat ziada risky hai bohat ziada loss ho skta hai bari lot size use krny sy traders ko small lot use krni chaye is sy traders ki trade less risky ho g
    FRD 07 TRADING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Barhi lot ke sath agar trade open kar rahe ho to end results kuch ache nahi ayege aap ko chaye aap least amount of lot se start kren koshish yehi honi chaaye ke hum lot ki size ko kam se kam hi rakhe ya averaged normal rakhe to humen itna loss uthaane ka chance bhi nahi hoga and humen yehi koshish krni chaye stop loss and take profit ko bhi istemal mein laayen.
    • #3 Collapse

      nahe dost easa kerna theek nahe hai koin k jes bhe business main app 1% say zeada risk lay k trading kerty hain us main app pher apny oper control nahe ker sagty hain our us main app ko loss he hota hai to pher app ko lot size forex main bhe kum rakhna chahy ta k app ko mind k oper control rahy our pher us say app acha profit earn ker pain
      • #4 Collapse

        Mery khayal mein ager aap k pas forex ka acha experience hai tu bari lot use krny mein koi masla nahi hai,bari lot se aapko profit bhi ziada hoga lekin jo new traders hein woh choti lot use krein kionkeh un k pas experience nahi hota,choti lot se loss ka khatra kam hota hai.
        • #5 Collapse

          bhai jan ye apkay account size pay yani k apkay equity pay depend karta hain k apki equity kitni hai pir usi hisaab say apko lot size choose karna chahaye .our kabi b 1 percent say zayda risk per trade na lo .our app jab money management ko follow na karengy our lot size apnay account say hara rakhengy to apka loss he hoga forex main so bharay lot size say bachna chaahye
          • #6 Collapse

            mery khyal se jab tak ap k pas experince na ho ap kbi b bary lot pe trade na kro ku k agr markte ap k plan k ulat jati hai to kuch hi manat me ap ka sara account wash ho jy ga bad m pachtana pary ga is liye zaroroi haik ap pehly seekh loo phy soch smj k kam karo
            • #7 Collapse

              G bikul theak kha ap ny forex par trading karny k liye hemsha los size ko kam rakna chahiye kun k agr ham lot size ko kam raky gy to hame loss b kam ho ga or ham agr risk lay kar bari lot k sath trading kary gy to phir hame zada loss hota he or AGR hamary pass acha experience nahi he to phir hame kam lot laga kar trading karni chahiye
              • #8 Collapse

                Some time agar market ki condition es position me ho key traders ko lagy key market us ko profit de sakti hay aur loss us ko nahi ho sakta to es situation me agar big lot laga be dia jaye to ye risk 80% kamyab be ho sakta hay magar some times market me big lot key sath trading karna risky ho sakta hay.
                • #9 Collapse

                  Jo trader new hain un ko kabi bhi big lot size use nahi karna chahiye agar zyada volume ki trades karain gay to loss kay chances zyada hon gay aur account ko manage nahi kar paen gay is liye hmesha kam lotsize use karna chahiye jo traders experts hain jis kay account capital big hain wohi big volume use kar sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia bari lot k sath trading krna thek hai

                    forex mai hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe analysis ko use karty howe ache lot laga kar kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy or apne zarorot ko pura kar saky gy is mai hamara koi boss nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia bari lot k sath trading krna thek hai

                      Forex trading business agr profitable hy tu is k sath risky bhi ziada hy aur agr hum forex trading business mein bari lot size use kar k trading karain gay tu is se ziada risk hota hy aur ziada risky trading karain gay aur ziada lot size use karain gay tu account jaldi wash ho jata hy is liye account ko save rakhne k liye kam lot size use kar k trading karni cahaiye tab hi profit earn kar saktay han
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia bari lot k sath trading krna thek hai

                        jaisa koi aur business nahi hai kionkeh yeh aik profit wala trusted business hai jis mein app mehnat kr k knowledge aur experience hasil krty hein aur is business mein unlimited earning hoti hai is business ki muqboliat ki waja se boht se new members join kr rhy hein
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia bari lot k sath trading krna thek hai

                          Bhai bari lot ya choti lot risky ya not risky is ka inhasar totally ap k capital amount par hai, agar ap ki capital amount kam hai to ap k lie kam lot size b khatarnak ho sakta hai. Is lie trade kartay hoe risk say ghabrana nai chahye apna analysis theek rakhain to profit kamain gay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia bari lot k sath trading krna thek hai

                            g bhai bohot informative post hy asi hi pasts karty raha kren taa k hamen guidence mil saky aur ham bhi achy trader ban saken ye jo ap apna experiemce share kar rahy hen wo hmary leay bht hi mufeed hy isky ilawa asi posts py pazeerai milni chahiye aur trading k leay new memners ko seekhny ka kuch moqa milna chahiye aik insan mehnat kr k knowledge gain kar k jab dosro sy share krta hy to usy usky mutabik pazeerai milni chahiye yahi aik achy insan aur trader ki khasosiat hy k achy ko promote krta hy aur ghalti wagera ko drust karta hy isky ilawa forex me kuch ash senior members bhi hen jo dosro sy apna experience aur tricks wagera share nahi krty asa nahi hona chahiye hamen jis cheez py profit ho rha hy ap dosro sy share kreb aur unko bhi moka mily k wo bhi achy trader ban saken shukriya
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia bari lot k sath trading krna thek hai

                              forex aik risky business hain ham is main trading karty hain or ham is main amount be invest karty hain hamy is main best experience or knowledge hasil kar ky is main kam karna chahey agr hamary pass best experience hain to ham is main big lot size laga kar be kam kar sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X