RSI level ko adjust karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    RSI level ko adjust karain
    Dear members mein aap ko batana chahta hoon kay agar aap ki trades zayada ter loss mein ja rahi hoon tou apni strategy mein thori si changing karain aur mein tou kehta hoon kay aap RSI kay extreme levels ko change karain aur unn ko 20 aur 80 per set.karain phir result dekhain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aisa experiance pahele kabhi kya tou nahin hai lakin abhi ker kay dekh letay hain kyun kay kehtay hain kay trading kay baray mein kahin sae bhi koi baat maaloom ho uss ko try zaroor karain lakin hum yeh RSI level change kaisay ker sajtay hain mere khayal mein tou yeh change nahin hota kya iss ki selection meta trader 4 ki application mein sae hoti hai
    • #3 Collapse

      RSI( relative strength indicator )yeh effective indicator hey. RSI ki default value down main 30 aor up level main 70 hoti hey. Leken jeb hamari strategy main loss ho rha ho to hum iski default value ko 20 aor 80 main change kerty hain jis se hum conferm trend ki indication milti hey.
      • #4 Collapse

        ya ye bhe app ka acha mashwara hai koin k us main ager app apny rsi k levels ko adjust ker lety hain to pher dosto us main app ko kafi high value pay ja k over sold our over bought milain gay jes say app ki trading accuracy our barh jeay ge our pher app kisi bhe trade main accurate value say enter hon gay ye aik best option hoo ga our acha profit bhe jald mil jeay ga
        • #5 Collapse

          Re: RSI level ko adjust karain

          forex mai rsi level ke bohat ahmeyat hain hamy isy apny experience ky mutabik set kar ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha profit gain kar saky gy forex aik online business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain yai dunay ky bohat sy mumalik mai unique ban cuka hain
          • #6 Collapse

            Re: RSI level ko adjust karain

            G bilkul ye mein ne experiment kiya ha ye kamyab raha but itna ni k hm kahaen ko bht profit mil jaye ga some time loss bhi hota tha but maximum profit hwa ha but little bit itna faraq ni perha k mein mazeed us pe kaam krta.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: RSI level ko adjust karain

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
              Dear members mein aap ko batana chahta hoon kay agar aap ki trades zayada ter loss mein ja rahi hoon tou apni strategy mein thori si changing karain aur mein tou kehta hoon kay aap RSI kay extreme levels ko change karain aur unn ko 20 aur 80 per set.karain phir result dekhain
              Rsi aik acha indicator hai is sy trading main kafi help mil jati hai lekin traders Tu chahiye Chintu baby is four hundred percent right know someone is a trading method by plane for this is what percent right so much ka plan Banaya
              FRD 07 TRADING JOURNAL

              اب آن لائن

              Working...
              X