Traders ko apny expernice ka andaza kesy ho sakta hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders ko apny expernice ka andaza kesy ho sakta hay?
    Traders agar trading me apny profit aur loss average ko analysis karen gey to asani se usy apny trading expernice ka be knowledge ho sakta hay, agar traders ka profit average loss average se zeyda ho ga to esy traders ka expernice acha hi tasawar kia jaye ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading mein her trader ko apni karkerdagi ko check kartay rehna chahyea iss sae uss ko apnay experiance aur apnay loss aur profit ka pata chalta hai aur iss kay lye unhain apni trades ka weekly basis per analysis karna chahyea aur yeh koi itna mushkil kaam nahin hai dou din market close hoti hai tou inn dou dinoun mein woh yeh kaam ker saktay hain
    • #3 Collapse

      Jee han hamein trading krty waqt apni trade ka analysis krna chahiye kionkeh is se hum apni mistakes search ker k unko control ker sakty hein is tarah humko apny experience ka andaza bhi ho jayega.
      • #4 Collapse

        Forex trading Mai apni learning aur experience ka andaza traders ko apni trading ke performance say bohot achy tareeqay say ho sakta hai .
        Trading skill achi hon aur right time per achi decision making iss baat ke elamat hai ke traders ka Experience acha achi hai jis ke waja say result b achy milty hain
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
          Traders agar trading me apny profit aur loss average ko analysis karen gey to asani se usy apny trading expernice ka be knowledge ho sakta hay, agar traders ka profit average loss average se zeyda ho ga to esy traders ka expernice acha hi tasawar kia jaye ga.
          Traders ko apni experiencing ka intazar bahut aasani se ho sakta hai Kyunki Agar traders apni trading core confidence or Mohata tarike se Karenge to unko Pata Hoga Kya Hamara experience of a Forex Mein achha hai aur Agar traders Sahi trading nahi karenge to Unka Jyada experience nahi hoga
          • #6 Collapse

            dear ham sab kisi bhi kaam ko jub start kartay hain jub hamara knowledge us main theek hota hay to hamain us main say bahut fiada hota hay aur jub hamara knowledge thhek nai hoga tab ham us kaam main bay tukki invest kar ka k us kaam main bahut nuksaankaraingay same yahi position hay forex k businesss ki agar hamain is main entry point aur entery level ka pata nai hoga to zahir hay hamain lose he hoga bus isi tarha hamain pata chalta hay k hamara experience fake hay aur ham apny lose k khud ziamadarr hain.
            • #7 Collapse

              Traders apnay experiance ka andaza apni trades aur khud ka analysis karnay sae kar saktay hain aur yeh kaam unn ko regular basis per karna hoon gay iss tarah unn ko trades mein apni ghaltioun aur khamioun ka bhi pata chalta hai jis ko woh recover ker saktay hain
              • #8 Collapse

                ji bilkul theek kaha apne agar aik trader forex pyy work kr raha hai to usse asaani se pata chal jata hai qk agar hum maximum trading pr apna time den gy to tb hi hum trading mai kamiyab ho sakte hain orr iss se hamain trading ky analysis ka bhi ache se andaza hojata hai..........
                • #9 Collapse

                  jub bhi hum trades open kren hmen profit ratio aor loss ratio sy he apni karkrdagi ka andaza hota hai is ky elawa he men nhi maloom ho skta hai mistales ko solve krna bhi hunr hai
                  apko apni mistakes ko dor krna chye khmion ko dor krny sy he had men achi earning ho skti hai apni ghaltion ko tasleem kr ky unki correction krna he kamyabi ka palu hai
                  • #10 Collapse

                    Trader ka apny experience k bary main pata hona aik achy trader hony ki zamant hay koi b trader apny trade ky result say apny knowledge ka anadaza laga sakta hy or os say experience be zahar hoga agr eik trader avrag main zeyada profit hasal karta hy to es ka matlab hay kh woh achay experience wala or knowledge rakhny wala trader hay
                    All The Best Dear Friends
                    • #11 Collapse

                      Ap ki baat kisi had tak teek hai. Hum kosi k experience k andaza is bast se laga sakty hain k us ka experience kitna hai. Us k aik month ky ki average lein loss aur profit ki. Agr profit ziyada hai to good mein hai. Mehnat ker k acha experience hasil kerein.
                      • #12 Collapse

                        dear brother apko khud andaza ho jata hai app jab pehlay 1 cheez main atay hai to uskay baray main zayda kuch nai janty hain lakin jab apko usko seekhnay ki koshs krty hai our us cheez ko learn kartay hain to apka sath sth main experience bharta jata hai our 1 waqt ajata hai jab app analysis kartay hai n forex market mai to market apkay analysys ko follow karnay lag jati hai to is sy apko andaza hona chahaye k market main apkja experience bhar raha hai
                        • #13 Collapse

                          yes friends ap sub ki baton sy mn agree hon bilkul acha trader wohi hy hy jo apni trading par pora yaqeen rakhta ho waisy ek acha trader tub insaan ja ky bany ga pahly usy loss ka samna hota ab jub trader ko loss ka samna ho raha hy tu usy pata chal raha hy keh kahn mujhy loss hy khan profit hy tu es tarah sy ek acha trader bn jata hy aur phir jub woh trading karta hy usy loss aur profit dekhai dy rahy hoty hn
                          • #14 Collapse

                            Experienced trader wo hota hai jo be tuki trading open nahi karta hai and as compare to getting more loss experienced trader ka mostly trade profit side pe end hoga na ke humesha loss main kyun ke agar aap ko sirf loss hi hota rahega to iska matlab aap ne abhi tak trading ko sahi se nahi samjha hai iss liye hum logo ko chaye ke hum forex trading ka experience gain karen jitna ho sakta hai jis se humara trade main loss milne ka chance decrease hojata hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Traders ko apny expernice ka andaza kesy ho sakta hay?

                              forex mai jab hum achy experience ky sat kam karty hain to hum loss sy bach jaty hain or hamy bonus be acha milta hain forex mai hum out off cost account bana kar be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala international or legal business hain is mai hamar koi boss nahi hota

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X