Over sold level
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over sold level
    Dear friends
    Over sold level wo hota hai. Jahan per seller ne jitna sell kerna hota hai. Ker chuky hain ab mazeed sell nahein ho ga. Ab market up jany chance hain. Ab ap bhi buy ker sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear hamen jab tak kissi trend ka confirm na ho hamen tab tak koi bhi ulti trade nhi leni hai ham kabhi bhi nhi keh sakte hain k ham ne trend ko change hota hua delh loa hai yya iss level se trend change ho jay ga
    Trend ki confirmation ka hona hamare liye bahot hi zaruri hota hai aur issi men hamari kamyabi hoti hai k ham trend k sath hi apni trades ko run kren
    • #3 Collapse

      Dear aap ko pata hona chiay kay oversold ka jo level hota hai agar aap over sold per trading kartay hain to aap ko aik bat ka pata hona chiay kay forex market main jab aap trade kartay hain.
      To agar relative strength index wala indicator over sold ya below 30 move kar jay tab aap ko forex market main scalping kay liay buy ki trade open karna chiay.
      • #4 Collapse

        Oversold condition main hamain apnay insta forex bonus account per buy entry laina chiay.
        Aap ko pata hona chiay kay jab bhi ham forex trading main oversold condition main buy ka entry lagain gay.
        Hamain kafi acha profit hasil ho sakta hai.
        Hamain chiay kay ham
        Aap ki di hui strategy ko ranging market main apply karain hamain apnay insta forex bonus account per acha profit earn ho sakta hai.
        • #5 Collapse

          agar hamara forex mai kam karny ka knowledge or experience bohat acha hain to hamy sold level py insta forex mai hasial hoy waly bonus py buy lagaty hain or hum market mai kamyab hoty hain forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain hum isy apna life time career bana sakty hain
          • #6 Collapse

            Oversold level jb a jaye to bahut he acha signal milta ha buy krnay ka oversold ya overbought level jb bhi ata ha scalpers k leay acha time a jata ha trade lganay ka ziyada tar scalpers oversold ya overbought k level ka wait krtay hain aur trade lgatay hain so bahut acha aur common signal hota ha normal traders k leay bhi
            • #7 Collapse

              over sold ka yah matlba hota hai k aik trend main trading karny ak time over ho chuka hota hai or ab mazzed os trend ko follow nahi kiya ja skta hai jesy k aghr hum sell kar rahy hain or over sold main hum sell nahi kar skty hain hmain buy ka order karna hota hai matla k ab hum sell nahi buy kar skty hain market main es level ko over sold kahty hain
              • #8 Collapse

                Good thread bai lakin kia ye bat confirm hoti ha k over sold level k baad ab market lazmi up hi jayigi ya ye bi ho sakta ha k over sold level k baad bi market ki movement neechy hi ho
                • #9 Collapse

                  Bhai ap ney theek kaha hey, oversold aor overbought yeh do term use hoti hain forex trading main. Overbought ka metleb yey keh ab market main buyer ney jitna buy kerna tha ker lia hy ab mazeed aor buy nhen kerna.
                  Oversold ka matleb hey ab trend change hony wala hey keonkeh ab seller ney mazed sell nhen kerna.
                  Yeh donon basic term hain forex trading ki leken phir bhi trade lagany se phly analysis ker kena chaey.
                   
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Over sold level

                    market kay tmam levels ko mady nazar rakhty hwuay he trading karni chahiye kyun keh es trha he humari trading achi hoti hay aur hum market main bohat acha earn kar sakty hay es business main humay sabar kay sath kam karna chahiye aur jab koi moqa milay trade karnay ka tab he trade karni chahiye

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X