Forex trading mai ziyada excited hone ki zarorat nahe ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading mai ziyada excited hone ki zarorat nahe ?

    forex mai hamy ache earning milte hain to hamy zada excited nahi hona chahey forex aik online or kabe be band na hony wala business hain yai east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain agar hum is mai kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dy gy to hamy loss ho jy ga forex aik international business hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading mai ziyada excited hone ki zarorat nahe ?

      bilkul sahi kahaaa , humain forex meh apne emotions py control kr ky kam krna ho gha tb h hum kamiyab ho sukty hain
       
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading mai ziyada excited hone ki zarorat nahe ?

        yes humain first , trading ky bary meh acchy sy parh lyna chaye after that hum us knowledge ko achy sy implement kr sukhy trading meh,
         
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading mai ziyada excited hone ki zarorat nahe ?

          you are right k forex market main excited nahe ho jana chahye balkay hamein chahye k ham apnay emotions ko forex market main side py rakh k trade karein kion k forex market hamaray jazbaat nahe daikhti es ka best hal hota hai ek trading plan jis main reh k ham organised trading kar saktay hain
          • #20 Collapse

            Re: Forex trading mai ziyada excited hone ki zarorat nahe ?

            forex main ham trading karty hain hamis main learning ky sth earning be hasil kar sakty hain is main jab ham kam karty hain to hamy is ka bonus be milta hain lakin hamy zada excited hony ki zarort nahi hoti balky hamy apny emotion ko qaboo main rakh kar is main next mehant or saber sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Forex trading mai ziyada excited hone ki zarorat nahe ?

              Boss jab ham as mien zyada pur josh ho jte hien tu ye achi baat nahi as lyee ham ko as mien apnre aap per control kerna hota h aur ham ko as mien soch soch ker kam kerna hota h agar ham as mien pur josh ho ker kaam kerte hien tu ham kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien kaam kerna hota h zarori h.

              اب آن لائن

              Working...
              X