Continue struggle
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Continue struggle
    Forex trading aik munafa bush karobar hai. Lakin ye kafi complicated bhi hai is ko samajhny k liye kafi struggling ki zaroorat hai. Ager shoro mei aik adh dafa loss ho bhi jai to ye samjh ker k mujh se nai hota chor nai dena chaye. Balky apni mehnat ko mustakil jari rakhna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G ap ki bt se me itefaq krta hn continues strugling aik na aik din bndy ko zrur kamyab krta ha mehnat ka phal zrur milta ha aik na aik din es lye har ni manani chaye apni mehnat ko jari rakhni chaye
    • #3 Collapse

      sahi kahan app nay forex trading aik complicated business hain , jahan pay itna assan nhi hain trading kerna , iss kay liya lazmi hain app kay pass trading say related knowledge hona chiya tab hi app achi trading ker kay earn ker sakty hain trading main success kay liay struggle must hain
      TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
      Please visit my trading journal from here
      • #4 Collapse

        Re: Continue struggle

        agar hum forex trading main regular base par mehnat karen gay to he hum esmain kamyab ho sakty hay es business main dil lga kar time daina chahiye kyun keh time dai kar seekh kar he humari trading achi ho sakti ay jitna hum khud time dain gay utna he achy say market ko samjha ja sakta hay
        • #5 Collapse

          Re: Continue struggle

          اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
          Forex trading aik munafa bush karobar hai. Lakin ye kafi complicated bhi hai is ko samajhny k liye kafi struggling ki zaroorat hai. Ager shoro mei aik adh dafa loss ho bhi jai to ye samjh ker k mujh se nai hota chor nai dena chaye. Balky apni mehnat ko mustakil jari rakhna chaye.
          Forex trading Ek Aisa business hai jis mein continuous profit Hasil karne ke liye continents hardworking karna hoga Uske Bina traders Forex trading Mein successful nahi kar sakte
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Continue struggle

            hanji bhai main bhe app ki bat sy agree karta hun k ager ap continue hard working karen agy tu ham ko jaldi aur dair pa success milti jati hai ager hum loss hony k bad chor dain gay aur kuch sal bad phir join karen agy tu ap aik new trader ki tra he hoty hain kyon k market main update chalti he rehti hai ap ko bhe sath sath update rehna parta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Continue struggle

              Boss jab ham forex mien lagatar struggle kkerte hien to hamain as ka result b mil jata h q k as ki help sy ham earning hasil ker sakte hien as lyee hamain as mien her baar struggle ko continue rakhna bota h jab ham as mien ye kaam kerte hien tu hama as mien her bar success hasil ker sakte hien as lyee hamain as mien struggle kerna bhoot zarori h aur as mien hamain success b mil sakta h.
              • #8 Collapse

                Re: Continue struggle

                Forex eik business hain agr hame es mai loss ho jata ha to ap us loss ko to paryshan ho kar es ko chor dayty hain to phir hame chorna nahi chahiye balky apni struggle ko jari rakna chahiye to phir he ham es main kamyab ho kar acha profit earn kar sakty hain es liye hame esme struggle ko jari rakna chahiye
                • #9 Collapse

                  Re: Continue struggle

                  Dear forex trading online business hai es ko ham jetna asan samjty hain utna asan nhi hai har new member yahi samjta hai ky basvtrade lgani hai our profit lena hai likn jab join karta hai to apni money lossvkar ky chlta banta hai phir markeet ko bohra bhal kehty hain

                  likn forex ek pacheda business hai es main bohtbzaida strugl ke zroorat hai es ko samjny ky liy boht mehnat ke zroorat hai es ko app kuch dino main nhi samj saktty es markeet ko app ko time dena pary ga ta app markeet ko samj sakin phir ja kar app trade karny ky qabil ban sakin gy likn phir b app ko demo account par practice karni chaiy ta ky app ka knowlage main azafa ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Continue struggle

                    Agar hum forex mien kam kerty hien to hamain himmat na harna chahye chahye hamain as mien aa ker loss be ho jaye agar hamain as mien aik bar los ho jata hai to hamain as mien aa ker lagata r kam kerna hota hai as lye hamain as mien apny oper bahrosa kerna hota hai or try ker k acha future hasil kerna hota hai.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Continue struggle

                      forex mai struggle ko continue rahkna zarore hota hain forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar saky hain hahmy is mai weekly target bana kar kam karna chahey forex bohat bara business hain yai east wast mai bohat taze sy pahl raha hain is ma hamara koi boss nahi hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X