Greed is a big enemy of traders trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed is a big enemy of traders trading.
    Greed aik aisi kind of emotion ha jis say trader ku loss hota ha or jitna yada lalach kerta ha trader oc ku otna hi loss hota ha. loss say buchnay k liye trader ku chahye k wohi time learning man invest kery or apna time or money donu ku waste honay say bachai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading main greedy nhi hona chiya lakin ager ap samjtay hain kay app kay pass acha expereice hain app achi trading ker sakty hain, tu iss main koi herj b nhi ap trading karain aur ziyada say ziyada profit eran krain, laikn app ku patience say b kam laina chiya
    TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
    Please visit my trading journal from here
    • #3 Collapse

      Is main koe shak nahi hai kay greed trader ki dushman hai ap agar lalach karo gay to ap trading main kabi successful nahi ho pao gay ap loss karo gay lekin agar achy trader ban'na chahty hain to ap ko chahiye kay greed say avoid karain aur apny fellows ko bhi avoid karny ki advise karain.
      • #4 Collapse

        G jnb buht achi baat ki ap ny greed buht ziada hmari trading ko loss daiti hy. Lalach kren pr hr kam 1 limit me e acha hota hy agr ap hadd sy ziada lalach me trade krty hn tu ye buht ziada khatr naak hy. Hmy apni trading me planning k sath apna munasib profit select krty hoy trading krni ho gi. Agr hm aisa ni kren gy tu loss ko face krna pry ga. Loss sy behtr ye hy k hn low profit len aur jb experience ho aur bonus b kafi strong ho tu tbb high profit k lye lala h kren.
        ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
        • #5 Collapse

          greed sirf forex mai hi nahi yi ap ki pore life ky liya khatra hy ap ko apni life mai jab bi is cheez ka samna hoga ap ko loss ho hoga ik missal ky tor per ager ap khana khany mai bi greedy hy tu ap ko lazmi kabi pait ka masla ot kabi stomic ka masla or kabi koi or masly sy dochar rehty hy forex mai bi ager ap is ko sath rakhty hy tu yi ap ko bara loss bi kerwa saki hy.
          • #6 Collapse

            dunya main aisa koi bhi kam nahi hai jis main insan lalach kar k paisy kamye. har waqt apny hunar sy kam lein is main ap ki buhat hi madad hogi aur ap ap nuqsan sy bach jayen gy. agr lalach kary gy to apna buhat zyada lost kary gy. thanks
            Click On Name And Visit My Journal
            Naseer953 Trading Journal
            • #7 Collapse

              forex trading me agar kisi ko greed wale emotions aaaatay hai to is ka matlab hai is ko abi trading nhee aati hai aik acha trader apni trae waheen close karta hai jahan is ko pata hai yahan yahn market weak hoje gi jahan weak hone wali hogi discipline k sath nikal jae ga apni trade ko close kar dega baqi jo anaari hoga us ko hi greed tang karegi k shayad or b zyada market jae ya duaen karta hai k yahan aajae market maza aajae to ye sab baten un ki hai jin ko trade nmhee aati hai agar ap me hai ap se aisa hota hai to ap ko chahaye ap ko trade seekhnay ki zarorat hai
              • #8 Collapse

                Re: Greed is a big enemy of traders trading.

                agar hum forex trading main greed karen gay to es chakar main market main earning nahi hoti ulta humay nuqsan ka samna karna parta hay es liye humay chahiye keh market main sabar kay sath kam karen sabar say kam karnay main he faida hota hay tab he safe earning kar sakty hay esmain mehant karnay say bhi faida he hota hay
                • #9 Collapse

                  Re: Greed is a big enemy of traders trading.

                  G Bilkul ye bat tu hai trader jitna ziyadeh lalach krta hai ose utna he ziyadeh loss hota hai or greed ho kr trading krna boht he danger hai kyn ke ap ka account washed bhe ho sakta hai hamesha sabar or tahmul ke sath trading krne chahye confirm news ane ke bad he order lagana chahye then ap profit earn kr paye gyen
                  • #10 Collapse

                    Re: Greed is a big enemy of traders trading.

                    ja kam me greed ho ge wo jalde he loss me jaye ga as leye cool mind ho kr kam krna chahye hum ko loss kabi nahi hota jab hum me greed ata hye to loss hum ko melana start hota hye as ley apne ap ko acha trader bane ke leye greed ko khatam krna ho ga phr or as bussines me hum kamyab hon ge
                    • #11 Collapse

                      Re: Greed is a big enemy of traders trading.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Taj9090 پيغام ديکھيے
                      Greed aik aisi kind of emotion ha jis say trader ku loss hota ha or jitna yada lalach kerta ha trader oc ku otna hi loss hota ha. loss say buchnay k liye trader ku chahye k wohi time learning man invest kery or apna time or money donu ku waste honay say bachai.
                      Yeh Vaada Kisi Ka grade pay desk even Sabse Badi anime Hoti Hai traders Jab laalach karte hain toh Unka profit be lost Main Chala Jata Hai traders ko chahiye ke thoda profit Banaye aur trading karte huye grade Na Kare
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: Greed is a big enemy of traders trading.

                        forex mai greed hamara dusman hain hamy is ko avoid kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik online business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain lakin agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Greed is a big enemy of traders trading.

                          Greed har us trader kay liye bara dushman hay jis kay pas ilam ki kam hay ya us ko trading ka bilkul ilam nahi hay. que kay jab trader ko pata ho ga kay market ki prediction kia hay to wo kabi bhi greed ko follow nahi keray ga. wo apna ilam kay pechay chalay ga. lakin jo kam ilam wala trader ho ga wo apni greed ko follow keray ga que kay us ko market ka ilam nahi ho ga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Greed is a big enemy of traders trading.

                            Greed aik boht bara fector hay jo trading ko boht effect kerta hay. jesay boht say trader new honay kay sath sath greedy hotay hain wo market ko study kiye baghair hi trading kertay hain aur jab market profit main trade ko lay jati hay to aur profit ki laluch main wo trade ko na to safe kertay hain aur na hi us ka risk free kertay hain jis say wo positive trade achanak big move ki waja say loss main chali jati hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Greed is a big enemy of traders trading.

                              G Dear apne sahi kaha hai forex main greed ka koi future nahi hai is main bahut mehnat aur hard work karna parrta hai aur is k lye apne emoitons ko control karna parta hai qk emotions ko agar control nai karoge to ap kabi b kamyabi nahi kar paoge hamesha loss he kar betho ge is lye proper learning karen practis karen apne apko improve karo

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X