Sirf learning per tawaju den

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    G Dear forex main sab se 1st learning he bahut important hai shoro main ap profit k peche mat bhagen apko bahut loss hoga ap learn karen pehle forex ko achi tarha samjhe technical tools ko samjhe market k trend ko anylis karen bahut mehnat karen new new strategies use karen demo pe us k bad he ap real account pe trade karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bilkul jo bhe newbies haain wo abhi see he real accnt ke trade k barai ein na sochiaan blklaia wo abhi sirf aur sirf learning pr tawajaah daain q k agrr wp ab seekhain gy aur demo accnt pr practise kr k apnai skils ko modifie kraain gy to tb he wo future mein kamyaabb trader bn skaain gyy
      • #18 Collapse

        G BHAI apne thek kaha hy kisi b kam my kamyaab Hony kiy zroori hy k us ko smja jay us ko zyada time dia jay ta k ap us k bary my pta chly AGR ap learning k bina shuru kry gy to ap ko kafi nuqsan ho skta hy
        • #19 Collapse

          Dear friend forex trqding mai kameyabi hasel karnay keleye learning ko ziada importanse dain getni ziada ap learning karen gay otna hi ap ko faida hoga forex main expert bannay ka yahi ak bahtareen tareeqa hy as leye ziada say ziada learning karen
          • #20 Collapse

            Dear app bilkul sahi keh rahy hain ky new trader ko zaida tar twojo learning par deni chahi ku ky jitna knowlage our expirance bany ga to he acha hai
            new trader profit ke traf kam twoja dai ku ky jab app achy trader ban jain gy to app acha lrofit lay sakain gy ager app ky pass kam knowlage hai to b app profit earn kar sakty hain lkin loss ky zaida chance hota hai us profit ka kia faida jo ek din mil jay our disry din loss main chala jai
            es liy sab sy pehly lerning kar ky achy trader bnain ta ky loss sy bach sakain
            • #21 Collapse

              jab learning aur planing nahi hogi loss he hoga bagair learning k greedy hotay hain trading mei forex ke trading main jab hum log greedy krte hain tab he hume trading main zida lose hota hai hume trading main greedy se avoid krna chaye or bachna chaye hume greedy se or market ko bhe achi tara se he trading main watch kr ke trading krni chaye
              • #22 Collapse

                g janab baat tu ap ki theek hai kai humay is market main siraf learning per tawaja daini chahiyay lakin mairay khiyal say har trader yahan per earning kai liyay ata hai aur agar learning kai sath earning nahin ho rahi tu aisi learning ka bhi kiya faida lakin yeh baat ap ki darust hai kai humay learning zaida say zaida karni chahiyay tabhi tu hum is market main earning kar sakain gay.
                • #23 Collapse

                  Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai us main ham ko bus apni learning per focus krna chaya kiun ka agr ham learning pai focus kran ga tu ham ak acha trader ban jaye ga kiun ka forex ak aisa business hai jis main learning chalti rahti hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Sirf learning per tawaju den

                    forex mai learning ke bohat ahemyat hain hum internet py babypips py learning hasial kar sakty hain hamy daily demo account mai practice karne chehey is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain hum apny seniors ke tips ko follow kar ky be kamyab ho sakty hain yai aik real or big business hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X