trading krny ka acha time sham ka ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading krny ka acha time sham ka ha
    bhai trading wasy to aap ksi bhi time kr skty hain but hum yah dakhna chaye k kis time market thek sy kam krti hai matlab moving zuada achi kis time krti hai pak time 2pm to 11pm tk k time is doran aap ksi bhi time trading kr skty hain or market ko thek sy read kr skty hain
    Removed by Moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trading ka behtareen waqt din aik bajay sae lae ker sham char bajay tak aur phir raat 8 sae 11 bajay tak ka hai iss time mein market mein bahut tezzi hoti hai jis sae aap bahut zayada income lae saktay hain lakin inn aaukaat mein aap ki poori tawajah trade per honi chahyea
    • #3 Collapse

      puri dunya main shaam k tym main log zyada free hoty hain aur pak main bhi yahi hota jab log zyada free hoty hain aur har koi markete ko dekhta hai jitni zyada comunity usi tarha sy markete main bhi zyada moving ati hai. thanks
      Click On Name And Visit My Journal
      Naseer953 Trading Journal
      • #4 Collapse

        Yes of course forex trading main hamain kuch time sham ko daina chiay.
        Aap ko pata hona chiay kay Pakistan forex forum per post karnay kay bhi time hotat hain.
        Isi tara aap kay lain kay jo forex trading hain.
        Is per bhi kuch time hota hai.
        Apnay insta forex bonus account per trading kartay hain.
        Trading time pakistan kay hisab say sham 5 bjay say lay kar 10 bjay tak theek raita hai.
        • #5 Collapse

          Dear aap ki baat bhi theek hai lakin trading kay lye koi khas time aap nahin rakh saktay kyun kay market mein trade tou 24 hours hoti hai aur iss mein jo sub sae best time trade ka hota hai woh yeh hai kay jis waqt aap ko trade achi mil jaye tou aap uss sae acha profit hasil ker lain
          • #6 Collapse

            bhai forex trading main jub hum trading karty hain tu hmain market ko follow kar k trading karni chahhye or maret hmain kisi bhi time main achi mil skti hai forex trading main boht se tradors pakisatn k sham time main trdaing karty hain or achi trading k liye market ki moving bhi sham time main achi mil jati hai es liye aghr proftable trading karni hai tu sham k time main karni chahye
            • #7 Collapse

              ap ke baat thek ha lakin hum ko trading morning 6 baja sa 10 baja tak karne chahya morning time hamara brain cool ho ta ha jis sa hum trading achi kar sakhta ha asi liya morning 6 baja ka time better ha trading ka liya bro ok or wasa market ke moving sham ko achi mil te ha bro ok
              • #8 Collapse

                ap ki baat sahi ha ka hama subha 6 pm sa 10 pm tak kam karna chahiya subha haamra brain tanda rahta ha or sham ko nened a rahi hoti ha or kam sahi traha nahi hota samaj gai mera bhi is liya hama is waqat kam karna chiya jab sham ko zayada log free hota ha is liya sham ko or morning ko kam karna chiya
                • #9 Collapse

                  Dear is k bary main confirm to nahe hai k Trading kab karny chahin day ko ya night ko. q k trading karny k lai jo cheeze bary important hai wo hai market ki movement to jab ham ko nazar ayin k market achi move kar rahy hai to hamain order place kar daina chahian. yani market hamary strategy k mutabik a gy hai to ham ko order place kar daina hota hai . mazeed yah bat k ham market ki movement ka andaza news se lga sakty hai ham ko check karty rahna chahain k kab news announce ho rahe hai to ham ko un ko samjh kar trade lagana best hai chahain wo day main ho ya night main
                  • #10 Collapse

                    ap ki bat shaid tek ho ap na experience kia hoga lakin mera zati hyal ye hey k jis mulk ki currency pa hum trading karty ha us mulk ka waqt us pa asar andaz hoga our matels pa trading karny k leye jo ap na waqt btaya ha wahi tek hoga
                    • #11 Collapse

                      dear hamesha shaam 5 bjee le kr 11 bje tk trading krne chahiyai q k is time mein market ka jo bhe trend ho hmaaain sahe se smj a rhaa hota hai aur isske movement ka bhe sahee see smjh a rha hoota haai isliye yeh time best hai aggr ap earn krna chahtaai haain ya phr apna loss recover krna chhtai haain
                      • #12 Collapse

                        Pakistan k time k lehaz say trading kernay ka sahi time mery khayal main 1230 say start ho jata hay q k lundon session open ho raha hota hay aur tokyo close ho raha hota hay. aur zayada tezi market mn 1700 k bad ati hay jab london aur new york over lap ho rahy hotay hain.
                        is trah 2200 hrs tak market mn tezi rehti hay aur phir sydney session open ho jata hay jo subah 0004 hrs tak chalta hay aur aik hrs k liye tokyo k sath over lap hota tab bhi market main thori boht tezi ati hay.
                        • #13 Collapse

                          Forex se satisfaction milna mere khyal se to bhut hi mushkil hai kyuki jab jab hume loss hota hai tab tan hum udaas ho jate hai aur hume Forex acha nahi lagta lekin jab profit hota hai to hume khushi hoti hai jo traders es business main experience hasil kar leyte hain woh bahut ache earning karte hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Brother forex market monday to friday open rehti hey aor is main trading ki ja sakti hey. Jis time market main movemrnt tez hoti hey woh din key do bajey se leker rat key 11 tak hoti hey. Is waqt market main pair ki movement fast hoti hey aor profit earn kerny key kafi chances hoty hain aor ager trade loss msin ho to loss bhi ziada ho sakta hy.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X