Jazbati ho kar trading karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jazbati ho kar trading karna
    Forex jazbaati logon ka kaam nahi hai yeh tu jo log cool mind hote hain wo log bahut jaldi aur easy tarike se sikh sakte hain jab hum jazbaati hoke trading karenge to hum kabhi bhi is main kamyab nahi ho sakte hame chahiye ke bare loss ko dekh kar apne jazbaat control mein rakhe aur analysis par apni puri concentration rakhin..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex market Mein Hame Apne instaforex bonus account for jazbaati hokar trading nahi karni chahiye aapko Pata hona chahiye Jab Hum forex market Mein instaforex bonus account ke upgrading Karte Hain Tum Hame Milte Hain.
    Forex market Mein Hame Chahiye Hota Hai Ki Hum long term ke liye trading Kare aur apne instaforex bonus account se acche tarike se trading kare.
    Forex market Mein Hum Apne instaforex bonus account ke upar Kabhi B jazbaati Ho Kar koi bhi entry nahi leni chahiye Kyunki Hame forex market Mein loss ho jata hai isme Jaise Hamara account.
    • #3 Collapse

      dear traders forex trading asbat ka nhe aqel ka name hy .jazbatiayat zindgi ke kisi bhe maidan main loss krti hy ager forex tading krni hy tu phaly forex trading ko learn krn aur phr trading krn aur ager jazbat se trading krn gy tu loss othain gy aur tamam equity khatam kr bethain gy .
      • #4 Collapse

        Jazbati go kr trading krna bilkol galat hota hy agr ham jazbati ho k trading krty hy to ham ko trading ki smjh b nai ati hy k hamny ab sahi entry komsi lyni our ham jab trade lga lyty hy to who galat hoti hy ou us ka ya b nai pta hota hy k hamny hs ko kb close krna hy is liya ham ko jazbati ho k trading nai krni chiya
        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
        • #5 Collapse

          bhai apki bat bilkul thek hai forex trading main jub hum trading karty hain tu hmain achi trah se sub points ko analsy kar k trading kari chahye q k yah mantly kam hai jis ki wajhs e humain loss or profot hota hai aghr tu hmara mind col hai tab he hum es main achi trading akr skty hain warna hmain es main loss k chances zeyda ho jaty hain or kamyb bahi nahi hoty hain
          • #6 Collapse

            Dear jazbati ho kar trading kary se pahly ham ko yah sooch laina hota hai k jazbat se pahly ko koi kam theak hua hai jo ab ho ga . to hamain koi b kam jazbat se nahe karna hota hai or jahan tak forex ki bat hai to forex to boaht risky kam hai is lai hamain is main to bhohat ztda care karny ki zaroorat hoty hai is main ham mazak b nahe kar sakty to ham jazbat kaisay kar sakty hai. q k dear forex boaht risky kam hai is lai her order lagany se pahy achi tarha sooch lain bad main order place karin qk place karny k bad kuch nahe kar skty ham
            • #7 Collapse

              jazbat ma aa ker keya hova kaam aksar shermidagi ka baais banta ha our per forex market ma to baghair study our analysis k trade lga lena apny ap ko nuqsaan deny k mutaradif ha es leye bjaye jazbat ma any k sabar k sat market ki movement ko analyse kr k trading krni chaheye
              • #8 Collapse

                Trading hosh aur sense main reh k krni chahye. Foreigne Exchange main jazbanti trader kabi b kamyab nhi ho sakta. Trade patience mangti hay aur patience say hi Trade k TP hit hotay hn. Jo log jald baz hotay hain wo kabi bhi accurate trade say bhi pora fida nhi lay saktay jis trade nay 100% profit dena hota hay usi trade ko jaldi main close ker k sirf 10% profit hasil krty hain.
                • #9 Collapse

                  Hame forex me trading k liye jazbati ho kar trading nahi karni chahiye balky aram sy soch samj kar market ko dayk kat trading kary to phir he ap successful ho sakty heir agr ham jazbati ho kar trading kary gay to phir ap ko profit hasil nahi ho ga or loss he ho ga
                  • #10 Collapse

                    jazbati nahi hona future main forex trading ka business bohat hi popular ho ga or is main hum ko bohat zyda hard work karne ki zarurt ha agr hum ko is main sahi tara se successful hona hai to agr hum greed na karian to hum ko bohat zayda fida ho sakta ha Forex se but bohat se log greed karne se baz nae ate hain jo ma ne note kiya ha
                     
                    • #11 Collapse

                      Trading ma jzbat ko control kr k trade lgani chaya q k trading ma huma sabar se kam lena chaya juldbazi ma hum loss ma reh skta ha
                      • #12 Collapse

                        forex bussiness hai ya koi traah ka bussiness kisey bhee bhe emotion see kam krnai waala kabhi bhe profit nhe uthaiy gaa q jb bhe wo loss kraai gaa to hope khttm ho jaai gee phr ya to phr wo aur ziada nuqsaan kraai gaa ya phr wo bussiness ko choor de gga aur agr profit hota haai to over confidencee mein ghlt trades kraai gaa k phlaai ke traah mjhaai faida hooga pr aisa nhee hoga k nuqsaan mein ajai gaa
                        • #13 Collapse

                          Bilkul pationce sy he markit mein chala jata hy bina sbar k markit only loss deti hy aur kuch ni deti is k awa aik acha aur confidancil trader kabhi lalach ni karta humein cool mind rehna chahiye tub he hu markit mein move kar sagty hein bus warna loss
                          :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
                          • #14 Collapse

                            g dear apki bat tkh hy dunia mn koi b kam ho ya bisnes ho wo jazbati hokr nhi krna chahy or forex mn to jbbati hony wali glti kbi nhi krni chahy kio ye feild esi hy is mn jzbat nhi dmag chlta hy jo log jzbat or emotions ko cntrol rkh kr trading krty hn wo log kmyab ho jaty hn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              success kay time ki zroort hoti hai kam ko kerny k ly aur pher kam ko sekhny kay liey time khrach kerna hota hai. Ye insan ki nature hai wo aik din men kabhi kuch learning nhi ker pata hai. Time k sath sath wo apni learning ko kerta hai hum forex mien ager time zayada dety hien or hum earning kerna chahty hien to hum es mien success hasil ker sakty hien or forex bee sirf or sirf hum say hamara time mangta hai
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X