Forex ak short cut hai money earn krna ka lia

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ak short cut hai money earn krna ka lia
    Dear members mai ap s ya pochna chata hon ka kia forex trading hmare liey shortcut way of earning hai. Mara nazar mai tu jo log jaldi money Hasil kerna chahty hen wo log forex trading ko join ker sakty hen or is men Kam start ker sakty hen. Laken ya easy way nahi hai is mai mushkalat hain loos ka chances zyada or profit ka kam hain agr ap chata hain ka loos kam ho or earning easily ho tu ap ko learning or experience hasil krna pahra ga learning ap kisi s bi la sakta hain ap utube s lacture download kr lain ya kisi bi accha trader s ap ko knowledge hasil krna pahra ga or experience bi gain krna pahra ga trading hoti kasa hai market kia hai ya tamma cheezain jab ap kr lain tu ap ak accha trader ban jayain gai or pr ap ka earning ka way easy ho jaya ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear hum koi bhi business karain cahe wo forex hay ya koi aur humain is main kisi kisam ki jald bazi nai karni cahiay money kamane k liay balje hanesha sabar se kam karna cahiay aur jab achi trade milay tab hi karni cahiy jald bazi kar k hum apna loss karte hain aur kabhi kamiab nai ho sakte
    • #3 Collapse

      Friends besak forex ak tez tarin trading plateform hy lek es ka matlab yh nahi hay kh yh ek jaldi peysa hasal karny ka zarya hy yh jetna tez earning karta hy osy zeyda tezi say loss b deta hy lehaza forex par trade karny say pehly hmin market ko acha tarha analysis karna chay or bary sakon or sabro tahamal say trade karna chay tab apky achy knowledge ki waja sy apko acha profit melny ky chance b bhar jain gy
      All The Best Dear Friends
      • #4 Collapse

        g dear men ap ki bat sey agree kerta hn kih pak forex forum aik shorrt cut hy but un k liye hy jo kih is ko proper time nai detey hen un ko chahiye kih wo forex ko proper time den or apney knowledge ko increase karen or sath men apni earning ko bhi wasee bnaey .....
        • #5 Collapse

          Dear forex trading koi short cut nhi hai money earn krany k liy ye koi asan kam nhi hai ky trading ke or money hath main
          Forex trading boht hard work hai es par money hasil krna boht mushkil hai forex trading etni asani sy money nhi deta es k liy trading seekhni prti hai
          ager app es ko short cut bnana chahty hain to forex trading seekhni pry ge
          • #6 Collapse

            forex aik online business hain hum is mai lpart time be ka mar sakty hain or full time be kam kar sakty hain yai aik aacha or kabe be band na hony wala business hain hum isy apna proffsional career be bana sakty hain forex mai hum kam kar ky ache earning hasila kar sakty hain yai aik international buses hain hum is mai investment be kar sakty hain
            • #7 Collapse

              bohat acha sawal ha ager hum ko short cut lanee ha to per hum ko experience nhi hoga esleya ya apka oper depend karta ha ka hum na forex ko future ma be use karna ha ya per nhi lakne ager hum ko future ma use karna ha to per hum ko short cut nhi lana hoga q ka short cut sa experience hasil nhi hota ha...............
              • #8 Collapse

                Re: Forex ak short cut hai money earn krna ka lia

                agar hum short cut use karty huway trading karen gay to humari trading theak nahi ho sakti kuch time kay liye hum market main acha profit to bna sakty hay but regular base par short cut ko use karty hwuay achi earning nahi hasil kar sakty es liye agar hum theak say rules ko follow kar kay trading karen gay tab he kamyab ho skty hay
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ak short cut hai money earn krna ka lia

                  g nahi bhai jaan aesa nahi hai ke forex trading aik short cute nahi hai earning kee liy ham oo as main earning karne kee liyham ko as main yany forex trading main mihnat karny ho gyy
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ak short cut hai money earn krna ka lia

                    forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ak short cut hai money earn krna ka lia

                      expensive hum koi bhi commercial enterprise karain chahe, wo foreign exchange hay ya koi aur humain is foremost kisi kisam ki jald bazi nai karni chahiye, money kamane ok liye balje hanesha sabar se kam karna cahiay aur jab achi alternate milay tab hello karni chahiye jald bazi kar ok hum apna loss karte hain aur kabhi kamyab nahi ho sakte,
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ak short cut hai money earn krna ka lia

                        forex mai short cut method sy kam karny walo ke koi jaga nahi hain forex aik big or international business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex ak short cut hai money earn krna ka lia

                          Forex aik acha reward ration hay jo log kam investment say zyada earn kerna chahtay hain aur wo zayda mehanat kernay walay hotay hain lakin wo kam investment say zayada earning nahi ker pa rahay hotay. forex un logo kay liye the best hay. Forex market earning ka short cut hay to losses ka bhi short cut hoti hay. jo forex ko earning ka short cut samagtay hain wo jantay hain kay is main losses bhi jald ho jatay hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex ak short cut hai money earn krna ka lia

                            forex mai agar hum short cut method sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga or is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik online business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain agar hum forex mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex ak short cut hai money earn krna ka lia

                              forex mai hamy ache money hasial karny ky liye sort cut method ko avoid karna chahey pher he hum loss sy be bach saky gy forex aik world wide business hain is mai hamara koi boss nahi hain agar hum is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain is mai hamara koi boss nahi hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X