Dear members forex trading main kamyabi k lia help laini chahye ya ni is k bary main ap logon ka kia khial ha? Main to yeh kahn ga keh trading main Help laina koi ghalt ni apny friends se help zaroor lain aur main to yehi kahn ga keh maximum traders ki kamyabi isi main ha keh woh mashwary k sath chalty hain aur jb help ki zaroorat hoti ha to help bhi laity hain. Thanks
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим