Trading Main Hedging Bhot Hi Nuqsaan Deh Hay..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Main Hedging Bhot Hi Nuqsaan Deh Hay..
    Assalam-o-alaikum dosto forex trading aik bhot hi acah aor profit wala business hay laiken risky bhi bhot hay tu aksar traders kia kertay han kay jab unki trade loss ma chali jati hay tu wo loss ko control kernay kay liye hedging kertay han aor os trade kay opposite order place ker detay han is tarha koi shak nhi loss tu lock hu jata hay laiken faida pher bhi kuch nhi huta kiun kay trade close tu kerni hi hay aor jab bhi aik ko close karay gay tu dosri zaror loss degi aor ager close nhi keray gay tu swap hamara account wash ker day ga is liye hedging nhi kerni chayi iska koi faida nhi huta.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jee haan bhai jaan aapne bilkul theek kaha hai forex ek bahut ziyada critical business hai isko bina analysis kiye bilkul bhi nahi start karna chahiye jab hum trade lagana chahin to hamein chahiye ki usse pehle us pair ka achi tarah analysis kar lain kay us ki next moment kis side pe hogi tab use per trade open karin..
    THKS
    • #3 Collapse

      achi inforamtion share ki hain ap nay , no doubt forex trading aik profitable business honay kay sath sath risky b hain , some time jb ap daikhty hain kay ap ku loss ho rha hain tu ap hedging kertay hain , iss main ya hain loss tu ap ka control ho jata hain , lakin ap market analysis ker lain market movement kiya hain
      TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
      Please visit my trading journal from here
      • #4 Collapse

        me apki bat se 100% agree karta hu bahut achi bat ki acha point hai ye me bi yahi samjhta hun k hedging se apko koi faida nai hona balky jo phly profit k chances thy ab wo bi kahatm ho gaye hain hedging mery khayal se waqti tor par account ko bachany k liye use hoti hai lekn phr wahi bat koi fiada nai ager ap ak trade sell me kro market 50 pip up ai may be wo again nechy aye lekn ager ap sell k bad buy laga do to just apka time waste hoga is k ilawa or kuch nai.yaad rahy ye just mera zaati khayal hai jo k galat ho sakta hai.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: TRQ007 پيغام ديکھيے
          Assalam-o-alaikum dosto forex trading aik bhot hi acah aor profit wala business hay laiken risky bhi bhot hay tu aksar traders kia kertay han kay jab unki trade loss ma chali jati hay tu wo loss ko control kernay kay liye hedging kertay han aor os trade kay opposite order place ker detay han is tarha koi shak nhi loss tu lock hu jata hay laiken faida pher bhi kuch nhi huta kiun kay trade close tu kerni hi hay aor jab bhi aik ko close karay gay tu dosri zaror loss degi aor ager close nhi keray gay tu swap hamara account wash ker day ga is liye hedging nhi kerni chayi iska koi faida nhi huta.
          Mere khayal main to hedging krnay main koi nuksan nahi hota q k traders hedge kr k market k trend ko he ch3ck krty hain or phr us hisab sy trading krty hain ye aik achi strategy hoti hai market k trend ko pata krny k loye
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Brother hedging key bary main her trader ki different raey hy. Mery khial main to hedging bhi aik strategy jo kisi na kisi waqt use kerni perti hy. Jeb bhi hamari trade loss main ja rhi hy leken reversal key bhi chances hain to hum hedging ker key apna loss fix ker sakty hain. Main to isko use kerny key heq main hon.
            • #7 Collapse

              forex man trader ager hedging say start lay tu oc man itni tention nae ha laikin ager loss hu jai or trader account ku hedge ker day tu ic say beri tention bun jatti ha hedge open kerna buhut mushkil hu jatta ha.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: TRQ007 پيغام ديکھيے
                Assalam-o-alaikum dosto forex trading aik bhot hi acah aor profit wala business hay laiken risky bhi bhot hay tu aksar traders kia kertay han kay jab unki trade loss ma chali jati hay tu wo loss ko control kernay kay liye hedging kertay han aor os trade kay opposite order place ker detay han is tarha koi shak nhi loss tu lock hu jata hay laiken faida pher bhi kuch nhi huta kiun kay trade close tu kerni hi hay aor jab bhi aik ko close karay gay tu dosri zaror loss degi aor ager close nhi keray gay tu swap hamara account wash ker day ga is liye hedging nhi kerni chayi iska koi faida nhi huta.
                hedging abhi Kabhi Kabhi traders ko nuksaan de sakti hai qk traders market ka trend ka head Jhankar ke pata kar lete hain lekin uske baad Phir market traders kgst Chali jati hai aur traders ko loss ho jata hai
                • #9 Collapse

                  forex mai hedging aik technique hain agar hum isy use karna cahtey hain to hamara knowledge or experience be bohat acha hona chahey pher he hum is ko use kar ky acha profit hasial kar saky gy or agar hum forex mai new hain to hamy isy use nahi karna chahey q ky hamy loss be ho sakta or hamare sare mahnet zaya ho jate hain forex aik international business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading Main Hedging Bhot Hi Nuqsaan Deh Hay..

                    forex mai hedging aik technique hain hamy is ko use karty howe kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain yai aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain lakin agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading Main Hedging Bhot Hi Nuqsaan Deh Hay..

                      forex mai hamy hedging karny ky liye acha experience chahey yai risky hota hain forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial karty hain or apne zarorto ko pura karty hain forex aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X