Dear members kuch log aisy hain keh apny he doston ki kamyabi pa hasad krty hain aur ulta unk miss guid krty hain aur yehi koshish krty hain keh yeh doob jaye halankeh joqrizk jiska likha ha woh mil kr he rehna ha is lia main ap logon se request krn ga keh apny doston ko misguide na kren unko acha mashwara dain aur posts pa thanks bhi daity rahen. Thanks
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим