Paiwusta reh shujur say omeed e bahar rekh.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Paiwusta reh shujur say omeed e bahar rekh.
    Forex man ager trader naseeb say aa gya ha tu ic sher ku follow keryn. forex ap ku kamyabi day ga. forex man work kerna or practice kerna buhut aruri ha ic k baghair profit earn kerna aik namumkin si bat ha kun k forex aik samndar ha jis man koodna perta ha tou pta chulta ha k ye kya ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ap nay bilkul teek kaha hay kay jo bhi forex ma shamil han un sab ko chayi kay omeed ka Daman hath say na choray aor apni learning jari rakahyn kiun kay learning kay bagair kamyabi mumkin nhi hay aor mehnat bhi bhot zarori hay is liye apnay knowledge aor experience ki increase kertay rahay tu aik din ay ga ap aik kamyab trader ban jayn gay.
    • #3 Collapse

      Dear apki bat thk ha kuch log bht jald naa umeed ho jaty hain agr ap ne aik dafa loss kia ha to peechy na haten balkeh apni mehnat ko jari rakhen aur kam k sath mukhlis ho kr jary rahen agr apne mehnat ki ha to apnko iska sila zaroor milta ja aur apni naa umeedi ko pur umeed banen aur jazby k sath kam maim lagy rahen. Thanks
      • #4 Collapse

        G han ap ki bat right hay k forex trading main agar ap kamiab hona cahte hain tou us k liay ap ko is
        Business main boht tine dena parta hay is ko samjhna parta hay qur khoob practise karni.parti hay tab ja kar gum is min kamiab ho pate hain kiu k forex main kamiabi k liay boht mehnat ki zarorat hay
        • #5 Collapse

          G jnb apki bat sy agree aur ye kahun ga k achi umeed k sath acha target rkhty hoy trade kren aur trade ko kamyab bnany k lye is me mehnat kr k learn kren trading ko taa k hmara trading ka purpose poora ho aur hm 1 prosperous life guzar sken. Agr acchi umeed ni rkh skty tu phr possible hy k ap trading me unwill ho jaien.
          ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
          • #6 Collapse

            gee achi bat ki hai ap nay forex main entry kernay kay baad umeed ka daman nhi chorna chiya , hamsha positive soch kay sath trading krain, fear nhi hona chiya kay loss ho jay gay, relax ho kay , apnay emotions pay control hona chiya, in case loss ho b jay tu apni skills ku improve krain
            TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
            Please visit my trading journal from here
            • #7 Collapse

              dear ap ne theek kaha main ap ki bat se agree krta hun forex mian practice ke bagir koie bhe trader forex per profit earn nahe kr sakta hai ap ke pass jitna ziyadeh knowledge or experience hoga ap ko osy ke hesab se profit hoga hamesha profit or loss mind main set kr ke trading kren then ap ko kamiyabi mile gye
              • #8 Collapse

                agar hum forex mai kamyab hona chatey hain to hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet or confidence sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or ache earning hasial kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Paiwusta reh shujur say omeed e bahar rekh.

                  market main humain kabhi profit hota hay or kabhi loss hota hay is main humain agr ziada loss hota hay to is say dil ko chota nai karna hoga humain kafi mehant say kam karna hota hay kun kay mehant say hi hum eraning hasil kar sakty hain market main loss ko face kar kay us ki mistake ko read karna ho ga jis say achi earning b hasil ho sakti hay hope b lose nai ho gi
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Paiwusta reh shujur say omeed e bahar rekh.

                    Forex trading main kam lagatar kertay rehna chahye aur us kaysath sath is forum main bhi apni posting ko lagatar kertay rehna chahye. que kay jab trader lagatar trading kerta rehta hay to wo kafi cheezen seekhta rehta hay jo kay time kay sath sath us ko fyeda deti rehti hain. is liye apni traf say koshish ker kay achay ki umeed zaroor rakhni chahye.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X