Identify your weak and strong points

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Identify your weak and strong points
    Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha business hai us main ham bahut kuch earn krta han ham ko profit bhe milta hai aur lose bhe hota hai laikin agr ham apna weak points aur strong points ko identify kran ga tu us sa ham ko bahut kuch seekhna ko mila ga ham ko apna weak points ko thk krna main madad mila gi ham ko pta chala ga ka ham kahan per weak han aur ap ka weak points bhe strong points ban jaye ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G ap ne boht achi bat ki hay k humai cahiay k hum trading business main apne week points ko identifai karain take humainis se unhe dor karne main asani ho sake agar hum aesa karte hain tou hum apni misateks ko khtam kar sakte hain aur ache trader ban sakte hain is liay mehnat se kam.karaina aur apni mistakes ko khtam.karain take acah prodit earn kar sakain
    • #3 Collapse

      G han bilkal bhai hume apne weak point k bhre main pta hona chaiye k hum se kis misyake ji waja se trading main lose hota ha dear hume is main bhagir signal ur experience k kam nai krna chaiye ye business hanre liye sab se acha hai agr hum is main menat krein tu success ho sakti ha
      • #4 Collapse

        Har trader kay kuch strong aur kuch weak points hoty hain in points ko identify karna uski zimadari hoti hai agar kisi jaga par wo weak hai us point ko note kary aur us ko improve karnay ki koshish kary taky us ka weak point dor go aur jis jaga par wo strong hai us ko chahiye kay us ko mazeed acha banay aur usi par trade kary apni achi skills ko use kary.
        • #5 Collapse

          gee theek bat ki hain apnay ya tu her business ka rule hain jahan pay trader ku apni khubiyun aur khamiyun ka pta hona chiya aur theek issi trah forex main b app ku apni mistakes say learn ker chiya , ta kay next time ap dobara mistake nhy karian apni skills ko improve usi surat main ker sakty hain jb ap ku ya pata ho ka kahan main expert hon aur kahan pay weak
          TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
          Please visit my trading journal from here
          • #6 Collapse

            yes of course agar hum apnay weak points aur strong points ko figure our nahi kartay is market main tu kabhi bhi s market main kamyab nahi ho saktay. agar main apni baa karon tu maira weak point yeh hai kai mai lalach kar bhaithata hon aur apnay target kai mutabiq trade ko close nai karta jis waja say loss hota hai.
            • #7 Collapse

              zaroori ha k hum apni trading to time to time analyze kar len hum apni trading performance ko saath sath check zaroor karain iss tarah
              ap ki achi khaamiyan aur buraiyan pata chal jati hain jo weak points hain onko nazar rakhain jahan kamyabi milti ha
              wo kamyabi haasil karnay walay steps ko zaroor dekhen progress best hogi
              • #8 Collapse

                Dear forex trading ek online business hai je main apna wook point ka pata lgana mushkil hai ku ky jab loss hota hai to sab he week point lagty hai our jab profit hota hai to sary point stro g he lagty hain es liy jab tak trading ky mutalk acha knowlage na ly lia jay our markeet ko anylize krany ka expirance na ho jay tab tak app apny week point ko sahi nhi kar sakty
                • #9 Collapse

                  g bilkul dear main ap ki bat se agree krta hun ager hum weak point per trading na kren or thora wait kren jub strong point identified kr lyen then apna order laga dyen tb ja ke koie trader forex per profit earn kr paye ga other wise jitna forex per profit hai utna loss bhe hai
                  • #10 Collapse

                    ager forex mien ap nay ap apny weak points or strong points kopick er lety hien to ap yeh jan lain k ap ko forex k market ki samjh aa gi hai or ap earning ker sakty hien es lye hamain forex mien her cheez ko dakhna hoga.
                    • #11 Collapse

                      walikum salam bhai ap ki bat blkul sahi he weak points pr focus krna bhot hi lazmi he business ko improve krne ke liea hme apni weak points ko dund kr une khatm krna hota he unhe dohrane se bachna bhi lazmi hota he. agr hm forex me successful hona chate hn to hme bhi apni weak points pr focus krna hoga.
                      • #12 Collapse

                        agar forex mai kam karty howe hamy loss ho raha hain to hamy apny weak points py gur karna karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain or investment be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain or acha bonus hasial kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Identify your weak and strong points

                          humay chahiye keh apny weak points par focus karen kyun keh agar hum apny weak points par focus karen gay to he hum esmain bohat achi earning kar sakty hay aur apni trading ko behtar bna sakty hay esmain mehnat he hay jitni karen gay utna acha earn kar sakty hay aur humay dil lga kar time daina chahiye esmain
                          • #14 Collapse

                            Re: Identify your weak and strong points

                            Aik kamyab trader bnny klie zruri ha k hum apny string aur weak points ko pehchanien aur inpy work krien taaa k kamyab trader bnn skien hmy chaiye k jo hmry strong points hain unko ziada improve krien k hmri knsi trading mn strategies strong hain unnhy mazeed strong krien unpy work krien aur isky ilwa jo hmri weakness hain jinki wjh sy hmy loss hta ha unhy smjhien aur unky solution study krien taa k apni weakness khtm kr skien.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Identify your weak and strong points

                              w.salam ap ne theak kha hye agr hum ko apne trading me weak and strong points pata lag jayen to hum apna profit acha bana sakte han as leye hum ko as bussines ko time dena ho ga and as ke loss ko maza bhe lena ho ga and as loss ko kam kr ke hum acha profit bana ho ga tap hum ek achi trader ban sakan ge warna nahi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X