Hum log keon bar bar loss kerty hn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hum log keon bar bar loss kerty hn
    ​Dear bro forex trading aik worldwide aur aur complicated business hy is main loss ka hona aik natural bat hy lkn hum ko jub loss hota hy to us loss ki reason ko daikhna chay ke loss keon ho raha aur us teason ko remove kerna chay aur us loss se seekhna bh chay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jee han aap nay bilkul theek kaha hy ky loss ais business ka hissa hia aor experience ky bawajood ais main trader ko loss zaroor face karna hoota hai likin uska ratio kam hoota hia aor bar bar loss ka matlab ye hoota hia ky aap apni ghaltion py ghoor nahin karty aor un ko baar baar duhraty hia ais liye apni ghaltion ko bar bar dohrana nahin chahyee
    • #3 Collapse

      Iss ke waja hamari knowledge me kami hai ager hum forex aur market ka knowledge ho ke wo kiss side jaye ge to hamy lose me ni jaye gay aik aur baat forex aik online business hai iss me kabhi aisa bhi hota k aap pore knowledge hony k baad bhi lose hota hai market ka pta ni chalta jo secondu me apna rukh badalti hai
      • #4 Collapse

        G han ap ki bat bilkul right hy k humain tradinv market main agar kamiab hona hay tou us k liay humain apne loss se sikhba cahiay k humain kiubaurckis wajha se loss huwa take hum apne se sikh sakain aur again loss se bach sakain tab hi hum apne loss ko minimaize kar sakte hain
        • #5 Collapse

          dear simple si bat hy ky hm log apni mistake sy sekhty nahi hy jis waja sy hm log bar bar ik hi mistake ko ker ky account ko wash ker dyty hy asal mai jo mai samjhta hun us ki mai waja yahi hy ky hm logo mai lalch khatm nahi hoti hy jis waja sy hm log loss ker dyty hy lalch ky chaker mai hm log bari lot ka use kerty hy or bari lot ap ko her time faida kam or loss ziyada dyti hy.
          • #6 Collapse

            nhi asa bi nhi hain kay har daf loss hi hota hain forex aik challenging business hain jahan pay apki dedication aur mentally appearance must hain some time ap market ki situation ku sahi judge nhi ker paty jis ki waja say loss bear kerna perta hain be attentive hona chiya trading main
            TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
            Please visit my trading journal from here
            • #7 Collapse

              Ham bar bar loss is liye karty hain kiyun kay hamara knowledge incomplete hota hai hamari learning kam hoti hai jis waja say ham mistakes karty hain aur loss kar dety hain hamain chahiye pehly acha experience banaen jis reason say mistake ho rahi hai us ko improve karain taky loss say bacha ja saky.
              • #8 Collapse

                forex mey loss hona natural ha mean loss ko ham ye nahi kah saktay k humay kabhi bhi loss nahi hoga lakin best trading ye ha
                k loss k bad ap loss ko cover karo loss ki mistake dhoond li jayen to wo best ha humey loss ko roknay walay steps pe
                amal karna chiaye jo loss ki wajah ha usko improve kar len best rahay ga
                • #9 Collapse

                  Forex trading ek esa business hay jis may aap ko trading karnay say pehlay market ke khabar rakhne chahiay per aap k loss k chances buhut Kum hothay hay lekin business may profit and loss tho hotha rehta hay
                  • #10 Collapse

                    jab hum forex mai kam karty howe koi galti karty hain to hamy loss ho jata hain to jab hum next time kam karty howe be apne galtiyo ko ignore karty howe kam karty hain to hamy aik he galti ke waja sy bar bar loss hota hain loss ko avoid karny ky liye hamy apne galtiyo py gur karty howe kam karna chahey pher he hum kamyab ho gy
                    • #11 Collapse

                      Dear hum loss is lia krta ha k huma market k bara ma knowlege ni hoti aur huma knowlegde kum hona ki wja se andaza ni hota market ka jis ki wjja se hum loss krta ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Hum log keon bar bar loss kerty hn

                        forex mai jab hum kam karty hoe lalahc or emotions py qabo nahi rahkt yto hamy loss ho jata hain or hamare sare mahnet zaya ho jate hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota hamy apne galtiyo ko avoid kar ky lalch ko ko qabo mai rahk ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Hum log keon bar bar loss kerty hn

                          g han ap na bilkul tek kaha ha forex trading ek aisa business ha jis main loss bhe hota ha aur profit bhe dono ke ratio equal hoti ha.lazmi nhn ha k ek acha trader ho aur usa experience bhe ho laikin somtimes usa nhe loss ho skta ha us ke waja ye ho skte ha k choti mistakes ko ignore kr jata hain jo k some time loss ka rezult main samna ati hain so market ko complete analyze krna chahia
                          • #14 Collapse

                            Re: Hum log keon bar bar loss kerty hn

                            forex world ka sub se big bussines hye as me hum acha and atna earn kr sakte han ke atna hum soch bhe nahi sakte but as me losses bhe hote han as me agr hum apne 100 trades me 70 ya 75 trades profit me band krte han to as me hum kamyab he han and hum ko day by day apne losses ko as me kam karna hota hye to profit khud he banta jata hye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hum log keon bar bar loss kerty hn

                              forex amin greed hamara sab sy bara dusmin hain jab ham is main agni galtio ko ignore kar ky sirf pasy kamany ky lalch main jald bazi sy kam karty hain to hamy loss ho jata hain is main markat ka ya hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota loss hamy hamari hi waja sy hota hain hamy apni galtio ko avoid kar ky kam karna chahey

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X