Stress tension ko side mein rakhen trading ke doran
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stress tension ko side mein rakhen trading ke doran
    Salam all users jese ke aap ko pata hoga trading ke doran humara mind active state mein hona laazmi hai kyun ke humen proper focus rakhna hota hai trade pe jo hum ne open ki hoti hai and pura mind analysis pe hota hai kab market kaha se kahin chale jaye hum us ka achi tarha se use krna hai agr hum stress aur dabao ka shikaar hoke kaam karege to humari trade ka loss mein jaane kaafi chance hojata hai iss liye hum active sharp aur fresh dimagh se kaam lena chaaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother mere khayal ke mutabik to forex khud ik both bari tension hai agar hamare mind mein iske alawa koi tension hai to hum forex trading nahi kar saktay hame chahiye ki jab ye business start kare to mentally tur par bilkul fresh ho ta kay is business mein acchi trading kar sakin aur best result hasil kar sakin..
    THKS
    • #3 Collapse

      Apki baat bilkul sahi hai ku k ager hum trade lagaty Howe market me in rahy ge to hamy pore jankari milte rahy ge market kiss side pe j rahi hai aur kiss side jaye ge to hamy double profit ho ga
      • #4 Collapse

        Dear bro ap ki bat bilkul thk hy ke jub ap trading kerty hn to tention aur stress ko side per rakhin aur fresh mind ke sath trading kren, keon ke forex trading aik complicated buisness hy ye business itna asan ni jitna ap ko nazar ata hy ager ap double minded hon to kabhi bh trade na lagain
        • #5 Collapse

          Trading hmesha relax ho kar aur fresh mind say ki jati hai agar ap stress main hain to ap kabi trade na karain ap trading kay doran stress aur baqi tensions ko side par rakhain aur bilkul trading par focus karain taky ap koe mistake na kar dain is liye trading kay doran hmesha relax rehna zarori hota hai.
          • #6 Collapse

            G dear ap nay thek kaha ha trading k doran zehn ka active hona bahut he zaruri ha kyun k agr hum tension main hon gay to hmara mind sahe tarha say kaam nai kray ga aur hmain trade lgany k leay acha decision lenay main kafi dukhwari ka samna krna ho ga so jitna ho skay hmain ap apko relax mind k sath trading krni chaheay.
            • #7 Collapse

              Re: Stress tension ko side mein rakhen trading ke doran

              agar hum stress free reh kar trading karen gay to hum ziada achi trading kar sakty hay es liye humay chahiye keh esmain jald bazi na karen aur fresh mind kay sath he esmain kam karen esi trha he humari trade achi aur behtreen ho sakti hay kabhi bhi jald bazi kay sath kam karna he nahi chahiye es say nuqsan ka dar he hota hay
              • #8 Collapse

                Re: Stress tension ko side mein rakhen trading ke doran

                forex mai trading karty howe hamy apny mind ko fresh rahkna chahey hamy stress sy dor rahna chahey pher he hum ache tarhe sy kam kar saky gy or ache earning hasial kar saky gy forex mai hum pairs or currency py trading karty hain hum forex ko apna life time career be bana sakty hain agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                • #9 Collapse

                  Re: Stress tension ko side mein rakhen trading ke doran

                  forex aik online business hain hamy is main fresh mind ky sath kam karna chahey agr ham kisi be waja sy tense hain to hamy is main trading nahi karni chahey warna hamy loss ho sakta hain or is main market ka yai hamary brokers ka koi eb qasoor nahi hota yai online ki dunya main aik king real legal or king business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Stress tension ko side mein rakhen trading ke doran

                    forex aik international business hain ham is main learning ky sath earning be hasial kar sakty hain hamy apni galtio ko improve kar ky tention free ho kar is main kam karna chahey pher hi ham is main achy sy kam kar ksayt hain or kamyab ho kar acha profit haisl kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain yai aik real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Stress tension ko side mein rakhen trading ke doran

                      Asalmu Alaqum dear member of fore ap ki bat bikul dorost h forex m hmy stress or tension ko side p rakhy k trdng krni or bikul fresh mind k sth trdng kry or forex m trdng tough zoror h Likn hmy stress or tension ni lani chyee bulky easy ho k trdng krni chyee
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Stress tension ko side mein rakhen trading ke doran

                        hamy perishino ko bul kar mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik online business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain or acha bonus earn kar sakty hain forex aik international business hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X