Learning of forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning of forex
    Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business jis ke phala learning krna zrori hai ham ko forex ko use krna ka lya phala us ko seekhna prta hai jab tak ham seekh ka nea kran ga ham lose main he rahan ga ham ko chaya ka phala forex ko learn kran phr use kran forex learning compulsory hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam o alaikum dear forex members.
    Dear members forex trading ko chalany k lia sbh se pehly apki learning bht zaroori ha aur agr to ap baghair learning k trading kren ga to yeh tukky ki trading ho gi jiska mtlb ha loss. Is lia sbh se pehly ap apni learning ko improve kren. Thanks
    • #3 Collapse

      bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum lot of learning hasil karna start karda q ka ager hum ko lot of learning aytee ha to per hum ko achi profit hoge laken ager hum ko learning nhi ayte ha to per hum ko achi profit be nhi hoge...............
      • #4 Collapse

        Bilkul sir g kafi behtareen bat ki hy ap ny kiyon k forex dekhny mein jitni asan hy wesy he karny mein bohut mushkil karny mein bhi asan ho sagti hy forex agar hum forex ko pehly learn karein full tareky sy
        welcome to pak forum
        • #5 Collapse

          Wsalam bhai ap ke bat bulkol thk hai forex pe agar ap trading karna cha rhe ho to ap ko pehle as ko sekhan parega ap demo account se forex trading sekhne sakhte hain ya online teacher also are their YouTube also help you about forex trading agar ap ko forex ke knowdege hoge to ap ak acha profit earn kar sakhte hai
          • #6 Collapse

            Forex trading Me Hame chahiye ke hum Apne insta Forex bonus account learning Kare Jab Hum forex market Mein learning karte hain Apne insta Forex bonus account se Hame Chahiye Hota Hai Ki market Main Long term trading Karni chahiye uske baad aap ko pata hona chahiye Karte Hain.
            Forex market mein jo log learning karte hain different strategies ki aap ko Maloom hona chahiye ki monster
            • #7 Collapse

              Is mein koi shaq nai hai k forex aik acha business hai. Lakin is ko seekhna bahut mushkil hai. Is ko seekhny k liye hamien kafi mehnat ki zaroorat hai. Jab tak hum is ko achy se seekh nai jaty. Mera mashwara to ye hai k real trade na lagain 100% loss mei jai gi.
              • #8 Collapse

                Forex trading aik boht acha online business hai isko seekhna boht zarori hai takeh hum achay trader bun sakein,learning k begair aap forex business ko run nahi ker sakty,demo account learning k liye boht acha hai yeh learning mein hamari help kerta hai.
                • #9 Collapse

                  Lerning wala kam bhot acha hy kio k us my ham ko tention nai hoti hy pr jab ham kam kr rhy hoty hy to hamy khod ko smbhalna muahkil ho jata hy tb ham ko bhot zeada tentiin bn jati hy is liya hamsy kam phr sahi trha sy nai hota hybpr lerning bhot zarori hoti hy hamy lerning bhot zeada krni chiya
                  https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                  • #10 Collapse

                    Brother koi bhi kam namumkin nhen hota, han thora bshut muskil zaror hota hey leken ager mazboot irady key sath koshish ki jaey to mushkil se mushkil kam bhi ho jata hy. Dekhain forex trading bhi mushkil hy per na mumkin nhen. Learn kerny ky bahut se mawaqeh hain ager forum ki post bhi perhi jain to bhi kafi knowledge main izafa hota hy.
                    • #11 Collapse

                      Dosto forex ko seekhna samjhne ke liya apko forex pe learn karna parhta hai forex p e ziyada knowldge rakhni parhti hai ek bussiness ko chalane ke liya agr apke pass experience nai hoga to ap us ko kesa chala sakhenga isi tarha forex trading me knowledge hona bht importance de hoti hai
                       
                      • #12 Collapse

                        g bhai bilkul ap ny shai bat ki hai forex trading aik best online trading hai jis main hum trading karty hain or apna profit hasil karty hain jo k aik trah ki hmari apni income hoti hai es liye hum apni trading main tab tak earning nahi karty hain jub tak hum forex ko achi trah se sikh nahi lety hain es liye forex main akmyb hony k liye pahly es ki leraning karna zarori hota hai
                        • #13 Collapse

                          Yes dear forex aik acha buisness ha agr is ko hum learn kra ga tu huma bht faida ho ga aur hum bht sa money earn kur skta ha
                          • #14 Collapse

                            Forex trading ke liya hme learning ke ziyada zarrorat hoti hai tab he hamari trading achi hoti hai jis ke liya hme bht mehnat krni parhti hai kis be cheez mein aghe barhne ke liya mehnat bht important hai.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G han my dear brother ap nay thek kaha hay, forex main kamyabi leay learning zaruri hay...q kah forex main learning ki waja say hi to earning hoti hay...learning ki waja say ham market ko analyse kartay hain aur es ki movement ko samjh kar trades open kartay hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X